More to the list...

407 79 27
                                    

happy reading fellas...

Karishma is standing near the car and waiting for others to come....Vikram and Haseena were talking to some officers and also roaming around the street to find any clue about the mysterious man....Vikram had gone with some officers to the other side of the street while Haseena taking in charge of the other officers who were looking around and inside the house...after sometime Haseena comes and gives a genuine smile to Karishma...and stands beside her,leans on the car.. Karishma gives her weak smile and get into the deep thoughts....Haseena sensed this and thought to ask what she is thinking as she already knows the silence....she hadn't talked anyone since they found the murder weapon.....

H - ( keeping her hand on her shoulder ) kya huva...kiya soch rahi ho...( with sweet voice )

K – ( still in her thoughts ) kuch nahi....

H – hume pata hai ki aap kiya soch rahi hai...aur apko uss baat ko share karne ki jaruat hai.... I know you are mental health has already effected by this events...so plzz share with me.. maybe I can help you or I can answer your questions....( says Calmly )

K – ( taking a brief sign ) 7 mahine se hum sabko bol raha the ki iss ghar usse koi aur tha jisne Shivani Roy ko maara hai...par koi bhi humari baat ko maane keliye tyaar hi nahi tha....kithne baar humne unse kaha ki ek baar...sirf ek baar dusare angle se dekhe..shyd unhee clue mil saktha hai par kisi ne koshish ki hi nahi....baas hume frame karne me lage the taki unka case solve ho jaaye....par kismet acchi thi ki kisi ko bhi koi aisa evidence nahi mila jise prove ho sake ki humne hi vo murder kiya hai....aur aaj jab inthne bada sabot mila hai tho samjh nahi aa raha kiya aur kise kuch bole....( turns her face to Haseena who is listening to her silently )

H – hum samjh sakthe hai....aur hume bhi bura lag raha hai....kaise kisi ne iss case ko acche tarah se dekha kyu nahi hai.....dont worry...I am going to report against those officer who were so careless in this case that they missed this important clue....aur real killer mil ne ke baad hum khud court me ye statement bhi submit karenge ki 7 mahine me jo apke saath huva uski compensation kare and also to give good life after wards..i promise you that..

K – ( smiles ) I don't need compensation...I just need justice for me and for Shivani Roy....i think we both deserve to know the truth...

H – you will....!!!

Just then they see Vikram coming towards them and with some officers and gives the evidence bag to officer saying something to him...the officer nods his head and goes to his car and drives away....then Vikram comes near to them...

V – well I talked to many neighbours on that street...and guess what....kuch logo ne usse din uss admi ko dekh tha jo apne pari ko pakade huva jaa raha tha..uss din lights na hone ke karan kisi ne uska chahara nahi dekha tha just noticed his movement...

H – matlab sach me uske pair me chot lagi hai jab vo window se inche khud raha tha....par logo ne ye baat uss wqt police ko baathaya kyu nahi..

V – usse din jab yaha police aayi thi Karishma ko arrest karne tho paas ke street me ek party bhi chal rahi thi..aur lights na hone ke karan sab log pareshan ho raha the aur police ke sound aur arrest ke karan logo ne usse cheez ko dhyaan diya hi nahi...par aaj hume jab puchne shuru kiya tho baas kuch logo ko hi yaad hai kyuki jab ye log ghar se bahar aaye the dekhne ki yaha kya ho raha hai tab ek admi unse collide ho kar bine dekha hi chala gaaya ....isliye unhee yaad hai...

H – hume ye samjh nahi aayi ki ye baat police ne kaise chod diya...inthna bada evidence iss ghar ke bahar chupa huva tho aur aap logo ne apne kaam thik se kiya kyu nahi..ek baar firse iss ghar ko aur iss case ke shrur se dekha hotha tho aaj Karishma bahar hothi...tum logo ke careless ke karan ek innocent ko inthne mahine jail me rahana bada....jisne koi galathi nahi ki baas ek galathi ki yaha aa kar aur kuch nahi....i still can't believe this..

The Dark Truth....Where stories live. Discover now