The Dark Truth....

1K 99 61
                                    

happy reading fellas..

"why did you kill Shivani Roy.....Karishma...how did you do...."Haseena says with heavy breathing as she had ran all the way to the park to meet her...her mind is building with many questions with answers but she wants to hear those answers from Karishma....

Karishma slowly walks towards her without breaking the eye contact...her eyes is so fearless that Haseena moves a little back...Karishma stops in the middle seeing her nervousness and doesn't say anything....Haseena tries to read her face expression but there nothing. Except for the smile which is slowly creeping on her face...

And this time its evil one...

Karishma doesn't say a word just stares at her....the evil smile makes Haseena little scared but soon composes herself once she sees gentle smile on Karishma....Karishma comes with coffee mug on her hand and stands in her front with confident...

K - tho aakir me apko pata lag hi gaaya ki sach kya hai....

H - kiya apne sach me..Shivani Roy...par kyu...

K - well hume tho laga ki apko humare baare me pata lag gaaya hoga...kyu apke abbu ne kaha ki sach kiya her..

Haseena looks at here with stern face.. Karishma can read her expression and goes a little behind..

K - kuch saal pehale hum kuch friends ke saath ek trip me gaaye the..aur uss wqt humare family bhi kahi ghumne gaayi thi...aur jab vo vaapas aa rahi the tho unka accident ho gaaya...aur ye accident aur koi nahi Shivani ne kiya aur vo bhi drunken state me...Shivani ko ye baat yaad bhi nahi thi kyuki usne ithna pike jo raka tha....aur jab usse pata chala tho iss case ko close karne ke keliye nikal paadi..apne powers se iss case ko aise divert kar diya tha ki Mr Manohar ne kisi aur ke uppar izlam laga kar unhee chod diya...aur hume vo baat pata hi nahi chala..

H - matlab..

K - hume tho maalum hi nahi tha humare family ka accident ho gaaya...10 din ke baad jab vaapas aaye aur dekha ki humare ghar locked tha...humne phone bhi kiya apne papa ko lekin koi response aaya hi nahi..samjh nahi aaya ki aise ka huva ki humare puri family gayab hi hogai....kaise puche , kise puche ,kuch samjh nahi aa raha tha hume...fir paas waale ghar me ek dadi rahthi thi...usne pucha tho pata chala ki vo log ghumne gaaye...par vaapas aaye hi nahi...unhee laga shyd humari family kahi aur ghumne gaayi huvi hai isliye aane me der ho rahi hongi...humne bhi yahi socha..aur ek aur din wait karne lage par humare family vaapas aayi nahi..fir unke beta ko baathaya....police me compliant likha vaaya tab jaake hume pata chala ki vo tho 10 din pehale hi maar chuke hai...( looks at her with tears eyes ) aur police ko koi family members milna ke na karan unhone pura rituals hi kar diya bine jaane ki unki ek beti bhi hai....hume samjh nahi aa raha tha....ki uss wqt hum kiya kare...baas inthne pata tha ki kuch tho gadbad hai...hum apne uncle ke saath sher aaye jo iss case ko close kiya gaaya tha aur hum unse milne bhi gaya jisne ye accident kiya...unhone kaha ki ye accident usne nahi balki koi aur shaamil hai..unse hum puch the hume bahar kar diya gaaya tha...hume tabi samjh gaaye the kuch tho gadbad chal raha hai..hume apne uncle se kaha ki isse case ko reopen karne keliye...pehale tho vo baat maan gaaye fir do din bad unhone kaha ki ye case open nahi ho sakth kyuki police ko pehale hi unhee sabot mil chuka hai us admi ke kilaf jisne ye accident kiya...par humare dil nahi maan raha tha..aur sochna lage ki hume kisi bhi haal me sach ko dundna hi hoga...aur jab hum bahar se aa raha the humare uncle ko kisi ke saath phone pe baathe karthe huva sunn liya ki iss case koi bada admi phasa hai jisne apne powers ke saath sab kuch sambal liya...tabhi samjh gaaye ki ye kisi aur ka haath hai aur phasa koi aur tha...

Fir jasie humare padahi kahatm huvi hum higher education keliye sher aaye...padahi tho ek bahana tha hume tho fir sach jaana tha ki aakir ye sab chal kiya raha tha..aur koun kar raha hai.....par iss pure sher me hume pata bhi nahi tha ki vo koun hai aur kaha se shuru kare...fir humne socha ki kyu na uss admi se mila jise jail me daala gaaya hai..aur vaha par humari mulakat ek aur insaan se huvi...( Haseena looks at her with confused face ) Advocate Rahul...

The Dark Truth....Where stories live. Discover now