Chapter 15

883 108 23
                                    

Continued...

Hassena was peeking inside the room when the glass wall of Hospital ward broke and something came inside. Bakshi and Hassena both were startled. They went inside the ward.  Hassena wore the gloves which were in her pockets.

"Yeh kya tha? Kisne pheka yeh?", Hassena said fearfully, picking up the thing. "Yeh toh koi khat lag raha hai", Hassena said inspecting the stone on which a paper was wrapped.

"Par yaha kaise aya? Yeh ward teesre floor par hai. Lagta hai koi bohot badi sazish ho rahi hai Anubhav aur Desh ke khilaf", Bakshi said. "Padho, dekho kya likha hai isme", He instructed.

Hassena nodded and took the paper. As soon as she kept on reading the letter. Her eyes flew wide open. Sweat beads formed on her forehead and tears in her eyes. Her breathing got abnormal as she let out a sob.

"Kya hua, Mrs. Singh?", Bakshi asked...

"Isme likha hai ki Hume kal Anubhav ko lekar ek jagah par ana hai. Vaha par hume Anubhav ko.... Ko aapne haathon se goli maarni hai. Aur agar humne aaisa nahi kiya toh... Toh voh Naitik School ke bahar ko bombs lage hai unhe blast kar dega", Hassena said with heavy voice controlling her tears.

"Ansh bhi vahi padhta haina?", Bakshi asked.

Hassena nodded," Hume aaisa khat pehli baar nahi aya hai Bakshi sir. Hume pehle bhi ek aaise khat aya tha aaj sham ko. Isiliye toh hum yaha aye itni raat gaye. Unhone school ke aas paas bomb laga rakhe hai. Aur toh aur unhone School ke principal ko bhi dhamki di hai...", She narrated, tears flowing through her eyes.

"Hum kya kare kuch samajh nahi aa raha hai sir. Agar humne Anubhav ko bachane ki koshish ki toh voh log Ansh ke saath saath saare bachchon ko...", She choked in between as she let out a sob. "Aur agar aapne bacche ko bachane gaye toh aapne pyaar ko kho baithenge. Kare toh kya kare hum....", She was in a serious dilemma.

"Aap chinta maat kijiye...", Bakshi said but was stopped when a weak voice said something.

"Chinta karne ki baat nahi hai kyuki Anubhav Singh ke hote hue unn bacchon ko kuch nahi ho sakta hai", Both Hassena and Bakshi shockingly turned to find Anubhav conscious.

"Anubhav....", Hassena was shocked and happy.

Hassena kept the stone and letter on a table and went near his bed. Bakshi left the ward to call the doctor, also to give them so privacy.

Hassena sat on the stool beside his bed and take his hand in hers—Anubhav was watching her smiling weakly.

"Kya hua priye? Aap hume aaise kyu dekh rahi hai?", Anubhav asked surprisingly as she kissed his hand.

Without replying, she Bent down and placed many kisses on his forehead and cheeks which made him blush. He had closed his eyes enjoying the warmth he was getting from her. But, soon he turned worried as he felt some water drop fell on his cheeks. He opened & moved his eyes to her face only to witness her crying. He murmured ‘Priye’ softly and wiped her tears worriedly.

"Kya hua Priye? Aapko gyaat haina ki hume aapke ankhon mein ashru bhate nahi hai. Kyu ro rahi hai aap? Iss prakar hume chintit maat kijiye Hassena...", He asked softly.

"Anubhav....", She cupped his face joining there foreheads. "I love you...", She said in between her sobs.

"I love you too...", He was going to kiss her forehead but she hugged him.

Few seconds passed in silence. Soon, she broke the hug.

"Anubhav aap na bohot bure ho. Aapko pata hai kitne saal tak intezaar kiya humne aapke hosh mein ane ka?", Hassena said tearfully.

"Che saal ho gaye na...", Anubhav said smiling shocking Hassena. "Isse pehle aap koi dharna banaye, hum batate hai ki hume kaise gyat hua. Aapke piche diwar par panchang lakta hua hai 2028 ka...", Anubhav said smiling weakly.

"Aap aaisi halat mein bhi majak kar rahe hai. Aapko pata hai yaha mamla aapki aur Masum bachon ki jaan par aa gaya hai. Hume jald hi kuch sochna hoga, varna gadbad ho jayegi", Hassena said worriedly.

Anubhav with his shaking hands clutched her hand assuring, "Jo tai hai vahi hoga na Priye. Vaise hum abhi Lucknow mein hi hai?", Anubhav asked.

"Hum Mumbai mein hai...", Hassena said coldly.

"Aapko kya hua achanak?", He asked confusingly. "Hum jaante hai aap krodhit hai humse. Aapki aur Bakshi sir ki baat suni humne.", He said.

"Jaante hai na fir bhi aap aaise aram se kaise keh sakte hai. Uski himmat kaise hue hume dhamki dene ki? Ek baar hath mein aa jaye nahi usse din mein taare dikhaye toh hum bhi Karishma Singh ki Bhabhi nahi...", She said angrily.

"Voh sab chodiye... Yeh Ansh kon...", He paused as Bakshi walked in with Doctor.

"Mr. Singh, abhi aap kaisa feel kar rahe hai?", Doctor said placing stethoscope on his chest.

"Hume aab thoda accha lag raha hai, parantu saar mein thodi peedha ho rahi hai...", Anubhav said noticing Hassena's continuous glare.

"Aap comma mein the, shayad isiliye... Vaise aapki memories bhi hai yah nahi yeh bhi pata lagana padega... Isiliye jab tak puri tarike se thik nahi ho jaate tab tak aapko hospital mein rukna hai... Yahi kuch ek mahine ke liye...", Doctor said.

"Ek mahine... Kyu parihas kar rahe hai Prabhu? Hum ek mahine nahi reh sakte Haspatal mein. Hum toh keval aaj ke din hi ruk sakte hai", Anubhav said.

"Aap koi superman nahi hai sir. Aapko atleast ek hafta toh hospital mein rukna hi hoga.", Doctor said and walked away.

"Kya hai yeh... Hume ek din bhi aab Hospital mein nahi rehna hai...", He said in irritation. "Aap hi samjhaye na Hassena ji", he said showing her puppy eyes. "Yadi hum haspatal mein rahe toh kal jo karya hai voh kaise karenge? Dolly aur uske admiyon ko sabak sikhana bohot avashyak hai"

"Ek Minute, matlab aapke dimag mein already plan aa chuka hai?", Hassena asked in disbelief. "Ya Allah! hum kya kare aapka?"

"Yahi toh hai Anubhav Singh. Haar vakt aapne desh ko, aapne pariwar aur aapne aap se bhad kar rakhne vala", Bakshi said proudly. "Vaise kya chal raha hai tumhare dimag mein?", Bakshi asked.

"Sir, unhe Anubhav Singh mrit chahiye toh unhe milega Anubhav Singh mrit", Anubhav said shocking Hassena.

-To be Continued

Date:- 22nd June 2022

I Wish I Could Hold Your Hand Forever...- By Janescripter ✓Where stories live. Discover now