Chapter 18: Happy Memories

1K 116 43
                                    

Continued...

Few weeks later,

Hassena and Anubhav were in the balcony, gazing the moon. Hassena had rested her head on his shoulder, closing her eyes. She had missed this feeling since he had been on the mission.

"Hassena...", Anubhav called.

"Kya baat hai? Aaise hi accha lag raha tha. Kinte samay baad hum aaise shanti mein baithe hai", she frowned.

"Accha baba, hume maaf kar dijiye. Parantu hume aapse ek atyant mehtvapurna baat karni hai", Anubhav said seriously.

Hassena wondered, and looked at his face, taking her head off his shoulder. Anubhav sensed the situation and held her hands. Hassena was worried now.

"Hassena, hume aapse kehna tha ki hum yaha nahi the toh aapko kitni pareshani jhelni padi hogi na? Kitni kathinaeyan ayi hogi aapko Ansh ko samjhane mein, uski parwarish karne mein. Samajh ne kitne kuch sunaya hoga aapko, kintu fir bhi aapne himmat nahi haari, Maa aur Ammi ko kitne acche se samajhaya. Hume aapke upar garv hai", Anubhav said proudly but still his eyes were teary. "Hume aaj Karishma ne durbhash par bataya ki aapko kitni peedha hui hamare na rehne ke karan", a drop of tear fell down his cheeks.

She smiled and wiped his tears with her hands and kissed his forehead.

"Yeh sab kuch bhi nahi hai Anubhav. Aur hume koi fark nahi padta ki samajh hamare baarein mein kya soche, kyuki samajh aapke bure samay mein saath dene ke bajay sirf taane deta hai. Hume toh sirf aapki, Ansh ki aur hamare pariwar ki chinta hai. Aap me aur Ansh aur hamare pariwar mein hamari jaan basti hai. Aur hum aapke ke liye kuch bhi kar sakte hai.", She smiled. "Aur apne aaise khayalon ko aapne dimag se nikal dijiye, kyuki aab hume Sirf Happy Memories chahiye.", She scolded.

He too smiled and kissed her forehead.

"Hume bhi Hassena, isiliye humne yeh tai kiya hai ki hum IB chod rahe hai", he said casually dropping a bomb actually.

"Kya?", She jerked out from the chair.

"Aapne IB chod di ka kya matlab hai. Aapka toh sapna tha na IB officer banne ka toh aap itni asani se isse chod kyu raha hai. Dekhiye Anubhav hamare liye aur pariwar ke liye aap please aaisa mat kijiye. Pariwar ka dhyaan hum rakh lenge na. Aapko kya jarurat hai aaisa karne ki. Hume pata hai ki IB chod kar aapko bohot dukh hoga isilye koi jarurat nahi hai IB chodne ki", she said in a one breathe angrily.

Once she stopped she took a deep breath while Anubhav looked at her shocked.

"Hassena, baithiye yaha aur pehle hamari puri baat toh suniye", He held her hand and said calmly. She too decided to listen to him.

"Boliye", she signed and sat beside him, but avoided looking at him.

"Dekhiye, hume iss mission ke dauran hamare per mein ek goli lag gayi thi jiske karan aab ham heavy exercises aur saath saath jyada running, combat bhi jyada nahi kar sakte. Upar se hamare per ki mas peshiyan aab kamzor hai isiliye hume IB se nikal diya gaya hai, humne aapne marzi se nahi choda hai", Anubhav smiled at her.

She looked at him shocked. He was smiling but she knew how difficult was for him to tell her. She knew he was sad from his facial expression. She instantly took him in a hug and murmured ‘Sorry’ on his neck. He too wrapped her arms around her.

Sometime later, they both were laying on bed in each other's arms after resuming their relationship. He had slept but sleep was far away from her eyes. She was adoring her husband.

"Aap kitne cute hai Anubhav", she murmured and snuggled in his bare chest. He recognised the touch and pulled her more into him.

"Anubhav...", She called out he hummed in response.

I Wish I Could Hold Your Hand Forever...- By Janescripter ✓Where stories live. Discover now