Chapter 4 - A Hidden Secret

670 30 0
                                    

Rd was spying outside here and there. Suddenly red spy follwed him and someone tapped his shoulder. It was none other than sanyukta. He turned around shouting. Due to sudden shock, the newspaper flew and fell down.

R: tu..tum ho.. Mujhe laga..
S: kyun koi tisra bhi aaya tha kya humare saath? Baahar kyad jhank rahe ho? Aur ye kya paper bhi gira diya dekho.

Before she could pick it up, he picked it up as quick as possible.

R: tu..tum rehne do. Main uthhata hun na tum jao.

S: par maine nahi order kiya paper.
R: main..ne order kiya tha na. Wo..wo hume yahan aana tha na to..to maine pehle se hi preparations kar li thi.

S: kamaal ho tum, pehle yahaan aana nahi chahte the aur ab keh rahe ho pehle se preparation kar chuke the.
R: haan wo mujhe laga hi tha ki tum apni zidd chhodogi nahi tooo.. Isliye.

S: offo rd.. Tum aur tumhare assumptions.
R: hehe.. Tu..tum ja..jao aa..apna kaam karne..

She left and he stared her for a minute in a terrifying face. He was,restless. Within no minute he took out his cell from his track pant and dialled jiggy's number.

J: hello. Rd tu pahunch gaya na. Koi gadbad to nahi hui na.
R: jiggy tu adhe ghante me mere ghar pahunch. Bahut important baat karni hai.

J: par yaar hua kya ye to bol, itna tensed kyun lag raha hai?
R: abhi main kuch nahi bataa sakta. Tu bas ghar aa main batata hun.
J: ok main aa raha hoon.

Jiggy hung the phone and came to rd's place. He was roaming left to right and vice versa in hall. As soon as he reached, all of a sudden rd opened the door in the first bell.

J: rd kya hua? Kya urgent tha.

He grabbed his elbow and dragged to the garden.

R: jiggy ye dekh.(showing him the newspaper)

J: oh shit! Ye to usi date ka newspaper jab...
R: haan. Par meri ye samajh me nahi aa raha ki ye bheja kisne hai.

J: jisne bhi bheja hai, tere aur mere alawa wo bhi hai jise us din k baare me sab kuch pata hai.
R: par maine fauran door khola tha aur wahaan koi bhi nahi tha.

J: dekh rd tu tension mat le. Bhabhi tujhe aise dekhegi to zarur sawaal karegi.
R: are usse yaad aaya jo jo bhi daily needs chizenhein un sab ka order de milk, newspaper, maid sab kuch jitni jaldi ho sake. Samjha.

J: par kyun?
R: are yaar usse ye paper chhupane k liye jhuth bola pada yaar. Wo agar ye dekh leti to aj meri pol khulni hi thi.

J: tu tension mat le. Everything will be fine.
R: hmm. Dekhte hein.

He just nodded and meanwhile both heard a shouting voice. It grabbed both their attension.

J: ye to bhabhi ki aawaaz hai.
R: wo thik to hai na.

And they both panicly ran to the main door in one breathe. Not to forget about red spy as it was following them. There sanyu was screaming holding her ankle on staircase. Both reached her and she was weeping.

R: tum thik to ho na sanyu.
S: aah.. Rd maine kisiki chhikhne ki aawaaz aayi. Main jaa hi rahi thi ki mera pair phisal gaya aur main gir gayi.(and she was crying)

J:kis taraf se bhabhi?
S: wo us kamre se.(pointing towards a room)

Jiggy ran towards the room with red spy and rd carefully took sanyu in his arms to their room. He placed her on bed.

Horror MysteriesWhere stories live. Discover now