In India
Hasu ... Hasu... Jaldi kar.. Hume nikalna hain.. .. Noor malik shouted from downstairs..
Ek sundar si haseen ladki upar se niche aa rahi thi... Or ov koi nehi haseena maalik hain... hat mein ek
Ghar ke bahar padosiyon ka vir tha kyu ki aj maalik family hamesha ke liye Australia ja rahi hain
Fir ek handsome ladka ata hain... Jo ki cheetah hai ...
Fir usman ata hain.. Ov vi Australia ja raha hain kyuki maalik's ke alawa unka koi nehi hain duniya mein..
Padosiyan unlogo se mil rahi thi... Na jaane ke liye keh rahi thi.. Par Haseena us loket mein khoyi hui thi..Cheetah ke bulane par usko hosh ata hain fir ov log airport ke liye nikal jata hain..
In Australia
Ek person tank top or shorts pehen ke soyi hui thi.. Apne belly side pe.. Ek insaan ata hain or uske mathe par haath rakhke hair ko sehlane lagta hain.. Or bolte hain.. Kasi utho beta.. Saath mein breakfast karege... You have come after 2 month 4 days... Fir kal se tum office chali jaogi.. Get up kasi..
Yeh Or koi nehi karisma singh hain.. Fir ov uthke bethta hain or bolta hain - don't call me kasi.. I have told you many times.. 😒.. Call me krish
Par amma means puspa singh - Kasi beta hum tumhe payr se bulate hain iss naam se or bulayenge vi.... Get up beta..
But suddenly Puspa ji noticed Karisma's neck .. Where has red marks.
.
PS- how did this marks on your neck?Karisma gets nervous on hearing this..
Then said- it's nothing amma.. Don't worry.. lagta hain macchar ne kata hain...
But PS samaj jati hain ki Mark's kis cheez ke hain or kaise hui...
Ks jaldi se fresh hone chali jati hain.. Or Ps vi niche chali jaati hain..Ks fresh hokar aa chuke Or apna purse or ph lete wakt ek chez gir jaati hain ... Or ks use jaldi se utha leta hain or usme kho jaati.. Hain or kuch yaad ata hain.. Usse..
Or ov cheez thi ek.....
---------∆---------Forgot my mistakes 🙏
Guess kya tha ov cheez jo apko agle part mein pata chal jayega.. 😜
Tab ke liye stay happy safe.. Have a good day..
YOU ARE READING
Lakeeron Se Dil Tak 💫❤
Fiksi PenggemarKahan se shuru kahan pe khatam Ek hain dard... To dusra araam... Ek hain raahi .. Dusra manjil Ek dharkan to dursa dil... Ek hain angaar to dusra panni... Kahan leke jayegi inn dono ki kahani... ...