8

3K 378 12
                                    

Happy reading guys .
Kaise ho sab log.
Story pasand aa rahi hai ki boring lag rahi hai. Pls comment mein batana.

Let's start with the story.

Aise hi kuch din nikal jata hai. Teju ne Sare kaam acche se samaz liya hota hai.
Office time 9 baje hota hai. Par wo har roz 8:45 tak office pahuch jati hai.

Aaj pure 5 din ho gaye hai usko office join karke.
Wo jaise hi office mein jati hai.
Apna bag apne desk pe rakhti hai. Desk pe ganesh ji ek murti rakhi hoit hai usko pranaam karti hai.
Blessing leti hai aur fir apna kaam start karti hai. Pehele Karan ka schedule prepare karke rakh deti hai.
Fir uske cabin mein jake pura desk thik se arranged karti hai.
Fresh flowers rakhti hai coffee table pe aur waha se chali jati hai. Coffee pene. As Karan ab tak aya nahi hota hai.

Coffee khatam karke wo apne desk pe aati hai tab tak kuch aur employees bhi aa chuke hote hai.
In 5 din mein teju ne sabse acchi bonding bana li hai.
Sabko teju bahot friendly lagti hai.

Karan came in his cabin. Teju went after 5 mins with his coffee.

Karan: miss verma, aapko coffee lane ke jarurat nahi thi. Peon le aata 
Teju: sir it's ok. Waise bhi peon bahot busy tha to main le aai.
Aur aapka schedule ye raha.
Wo sab meetings aur calls ke  bare mein batati hai.
Karan usse naye project ke file lane ke liye bolta hai.
Teju waja se chali jati hai. Aise hi pura din nikal jata hai. Almost pura staff chala gaya tha sirf tejran hi office mien thi.
Teju ruk gai thi kyuki uske ek file study baki tha. To use time ka kuch hosh hi nahi tha. Jaise hi uska kaam khatam hota hai wo Dekhti hai Karan apne cabin mein ab tak hai.
So wo usse puchne chali jati hai ki ghar jaa sakti hai ya na.
Karan: aap jaa sakti hai. Mera bas 5 min ka kaam hai. Wo karke main bhi chala jaunga.
Teju apne desk pe saman lene chali jati.
Tabhi acahanak se light chali jati hai.
(Bata du teju ko andhere se bahot dar lagta hai. Kind of phobia.)
Ekdum light jane ke wajah se wo gadbada jati hai aur uska phone gir jata hai.
Wo dundhne lagti hai but phone nahi milta.
Same time Karan bhi apne cabin se bahar ata hai. Use lagta hai ki teju chali gai hai. To wo bhi jane lagta hai buttt.
Usse kisike rone ki dheemi dheemi awaaz ati hai. Wo awaaz ke direction mein badhta hai. Apne mobile ka torch light jalata hai.
Samne teju desk ne neeche dar ke baithi hui thi.
Karan tense ho jata usko aise dekhe kar.

Karan: miss verma, kya hua aapko. Aap aise dari hui kyu hai.
Teju: wo mujheee.   😭😭😭
Teju bahot fumble karne lagti haim. Karan uska haath pakad kar uske bahar lata hai. Teju itni dari hui thi ki wo jhat se Karan ko hug kar leti hai.
Karan do minute ke liye kuch samah nahi pata.
Fir wo bhi dhere se teju ho hug karta hai.
Teju thoda relax feel karti hai but realize karti hai ki usne kya kiya.

Dono ko ek alag si feeling ati hai but dono ignore karte hai.

Dono dur ho jate hai.
Teju; I am sorry sir. Wo mujhe andhere se bahot dar lagta hai. Aur achanak light chali gai to main kuch samajh nahi pai.
Karan: it's ok.

Tabhi light bhi aa jati hai.
Karan: late ho raha hai. Chale.

Teju ok keh kar apna saman le leti hai aue dono parking ke taraf jane lagte hai.

Karan: raat bahot ho gai hai main aapko drop kar deta hu.
Teju: nahi sir it's ok. Mere paas gadi hai.
Karan: it's not safe . Aapki gadi yahi pe rehne do. Main drop kar deta hu.

Teju ok kehti hai aur dono car mein baith jate hai.
Karan: so aapka address...?
Teju apna address bata deti hai. Aise hi fir dono teju ke ghar pahuch jate hai.
Der hone ke wajah se teju ke dad society ke entrance pe hi uska wait kar rahe hote hai.
Jaise teju aati hai car se bahar wo daud ke uske paas jate hai.
Td: beta, kitna time ho gaya. Tune phone bhi nahi kiya.
Teju: wo kaam bahot tha aur mera phone bhi dead ho gaya.
Tabhi teju ke papa ki nazar Karan pe jati hai.
Karan aake unko namaste karta hai.
Td: aap?
Teju: papa ye mere boss hai.
Td: inhe kon nahi janta. Itne bade businesses man hai ye.
Karan: uncle aap mujhe sharminda mat kare.
Td Karan ko ghar aane ke liye invite karte hai but Karan next time keh kar waha se chala jata hai.

Sorry for boring part.
I m not well so story line thik se nahi likh paa rahi hu.

Thanks for supporting 
See u soon.

dil se connectionWhere stories live. Discover now