4

3.1K 340 10
                                    

Happy reading.

How r u all guys.
Pls keep voting and any suggestions are always welcome.

Let's start with the story.

Teju cafe ke andar jati hai aur vidhi ko dekhti hai.
Dono excitement mein ek dusre ko hug karte hai.

Vidhi: kaisi hai teju.
Teju: main ekdum thik hu . Tu bata.
Vidhi: ekdum thik. Kya hua aaj ekdum milne ka plan.
Teju: are aise  hi. Bahot din ho gaye the. Aur mujhe tera suggestion bhi lena tha.
Vidhi: kya hua babes. Any problem.
Teju vidhi ko sab bata deti hai.
Dono apna order bhi place kar dete hai aur khate khate baatein bhi karte hai.

Vidhi; teju, mujhe aisa lagta hai ki tumhe thoda time lena chahiye. I mean sirf job nahi hogi isliye koi bhi job offer accept mat karna. Uncle be kaha ne kuch mahine manage kar sakte hai. To acchi job offer ko accept Karna.

Teju: hmm shayad tum thik keh rahi ho.
Aise dono baatein karke apne ghar nikal jate hai.

Teju ne apna job search shuru rakha tha.
Current job bhi uska bahot hectic tha.

Wo bahot tired ho jati thi sab stress ke wajah se.

Yaha karan ke kuch alag haal nahi tha.

Office ka work load bahot tha.
Back to back meeting se wo bhi bahot tired ho raha tha.
Aur uski new assistant shreya bhi kuch kaam thik se kar nahi rahi thi.

Karan office se ghar bhi late jane laga tha. Jiske wajah se wo apne us special person se mil bhi nahi paa raha tha.

Aise hi din paas ho rahe the.
Ek din karan ne shreya ko kuch files check karke correction karne le liye bola tha.

Shreya pov: ye karan sir itne hot aur sexy lagte hai. Man karta hai bas unko taddati rahu. But wo hai ki meri taraf dekhte tak nahi hai. Unke liye hi main bhi itna tayyar hoke itne sexy kapde pehen aati hu.
Mujhe kuch to karna hoga unko apne kareeb lane ke liye .

Pov end.

Karan shreya ko file leke bulata hai.
Jab wo check karta hai usme koi correction nahi kiye the.
Karan ka gussa satve asman par tha.
Wo shreya ko daatna shuru karta hai aur wo karan ka gussa dekh kar dar jati hai.

Karan fir se usko file deta hai changes karne  ke liye.

Days passed.

Ek din karan apne cabin mein baitha tha. Usko bahot headache ho raha tha.
Tabhi shreya coffee leke aati hai.

Karan usko coffee rakh kar jane ke liye bolta hai. But wo karan k chair ke peeche jati hai aur fir usko head massage dene lagti hai.
Karan uske touch se uncomfortable hota hai aur waha se uth jata hai. To shreya uske aur paas ane lagti hai. Seductively usko touch karne lagti hai.
Karan push karta hai aur wo neeche gir jati hai.
Karan: what teh hell are u doing.
Main yr sab tolerate nahi karunga. U r fired.
Shreya: sorry sir fir se nahi hoga. Pls don't fire me.
Karan nahi sunta aur usko apne cabin se bahar nikal deta hai.
Ek manager se keh kar uska termination letter bhej deta hai.

Omi ko pata chalta hai to wo karan ke cabin mejn jata hai.
Karan usko sab bata deta hai.
Karan: ab bahot ho gaya. Pls ek acchi aur deserving assistant dundh. Is baar main tere selection se nahi agree karunga.
Omi: ok bhai. I am sorry mujhe nahi pata tha ki ye aise karegi.

Accha bhai u remember na ki do din baad mera birthday hai aur maine party arrange kiya hai apne friends ke liye. To aap bhi aaoge na.
Karam: nahi main nahi aunga. U enjoy. Mera mann nahi hai.
Omi: bhai, aap kab tak wahi sab mein rahoge. Pls un sab se bahar aao aur life ko ek aur chance do.
Karan: itna assan nahi hai. Mujhe time chahiye.

Omi waha se nikal jata hai.

Omi apne sare friends ko invite karta hai.
Usko ek friend ko personal invitation dena tha, kyuki wo friend kuch din baad out of India settle hone wala tha. So Omi uske office jata hai invite karne
(Uske dost ka naam kya du.. Chalo ansh rakh lete hai.)

Omi ansh ke cabin mein jata hai.
Ansh: om mera bhai, kaisa hai.
Om: main thik hu. Tu bata. Kitne din hue  a phone na milene aya.
Ansh: are tujhe to pata hai na main ye company aur business winde up karke shift ho raha hu to thoda busy hu.
( ansh koi aur nahi teju ka boss hai).

Omi: ha pata chala mujhe. Accha main tujhe invite karne aya tha birthday party ke liye. Tu jane wala hai to socha mil lete hai. Pats nahi fir kab mauka mile.

Tabhi cabin ka door knock hota aur teju andar aati hai kuch files leke..
Ansh: ha teju, kya hua.
Teju: wo sir ye kuch files hai jispe aapke sign chahiye.
Omi bas dono ko dekh raha tha specially teju ko.
Wo teju ke kaam ko, explanation dene ke tarike se impress ho gaya tha.
Ansh teju se kafi sawal puch raha tha aue teju bahot confidently sab clear kar rahi thi.
Ansh sign kar deta hai aur fir teju ko Omi se introduced karta gai. Teju hello bolkar chali jati hai.
Omi: yaar she si good at her work.
Ansh: ha bahot hardworking hai. Agar mera bas chalta to main ise bhi apne saath waha ke office mein shift kar leta.
Omi....

Ab Omi kya karega.
Think about it.
I will meet u in next part..
Av tak agar story boring lag rahi ho to pls batana. I m trying my best to make it more interesting.

Keep voting.

dil se connectionTahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon