Part 10

1.5K 91 34
                                    

In the university.

Meerab reached her destination.Meerab said;

Meerab:Mujhe yaha kitne waqt lagega nahi pata.Aap ghar jaa sakte hai.Kam khatam hone ke baad mein chali jayungi ghar.
Murtasim:Akele?
Meerab:I can manage.
Murtasim:Thik hai Tum apna kam karlo.

Then Meerab entered the her university.

3 hours later.

Meerab comes out from the University and finds Murtasim still there.

Meerab:Aap ab tak gaye nahi?
Murtasim:Bich safar mein humsafar ka hath chodna sahi nahi laaga.Pehle yeh Galti kar chuka aab nahi karna chahta.
Meerab:Ho sakta hai jiska hath aap abhi nahi chodna chahte woh aap ka hath chodkar kafi aage bar chuki hai.Khair chode ghar chalte hai.

In the car.

Murtasim looks at her and said;

Murtasim:Pata hai intezar karna bohot accha laag raha tha.
Meerab:Kiska?
Murtasim:Tumhara Aur kiska.
Meerab:Thodi der kiya na is liye accha laga agar barson kisi ke intezar mein rehte to intezar lafz se bhi chid ho jata.Trust me.
Murtasim:Tumne intezar kiya mera?

Meerab laughing hard and said;

Meerab:Mujhe pagal kutte ne kata hai jo mein apka intezar karu.
Murtasim:Nahi karna chahiye tha kya?Meerab humare shaadi huya tha.Don't forget that.
Meerab:Wohi shaadi ko na aap mante hai Aur na mein.
Murtasim:Lekin tum to mante ho.Yaad hai us raat...
Meerab:Us raat jo bola nadani mein bol diya.Us waqt mere andar is mashre ki aurat ne ek Baat dali thi ki koi bhi aurat apne hathon se ghar ko nahi tod sakti.Lekin jab khud ki aqal ayi to samji jo ghar kabhi bana hi nahi woh ghar tootne se yaa jodne kya fadak padta hai.Aap sahi keh rahe the kaha aap Aur kaha mein.Koi jod nahi hai hum dono ki bich.Mein apke layek nahi hu Aur nahi aap mere layek hai.
Murtasim:Maf kardo.I'm really sorry for that.
Meerab:Don't feel sorry about that.Actually accha kiya tha apne dil mein jo the woh bol diya.Aur Mujhe bura kyun lagega Mujhe aap se mohabbat thodi na hai.Jo aap ke thukrane se mera dil toot kar reza reza ho jai.
Murtasim:To age aab tak kyun nahi bade?
Meerab:Woh hua yeh tha ki us raat jab aap ne Mujhe itna kuch sunaiya tha to nadan dil ko pata nahi tha kis baat se use jyada takleef pousi Lekin itna pata tha apne meri qabiliyat par sawal uthaya tha.Us din maine than liya kahungi Kuch nahi Lekin karke dikhaungi.
Murtasim:Actually gusse mein kya nikal gaya pata nahi...
Meerab:Gusse mein wohi nikalta hai jo dil mein hota hai.Aur yeh to acchi Baat hai apne dil ki baat juban pa aa gaya.
Murtasim:Chahe mein tumhe jo bhi kyun na bola Lekin mein bhi kahi na kahi is rishten ko manta tha.Is liye kabhi kabhi call karta tha tumhe Lekin tum humesha ignore karte the.Is liye call karna hi chod diya tha.
Meerab:Wo hua yeh ki jab aap ne humare rishten ki asliyat samaj kar chale gaye us waqt Mujhe laga aab to mein azad parinda hu.Kisi bhi rishten ki zanzir nahi hai pedo pe.Aur mein bhul hi gayi meri koi shaadi bhi hui thi.Is liye aap se Baat karna accha nahi laagta tha Mujhe.Aur bhala accha kyun lage jis shaks se na mohabbat hai Aur nahi use shohar manti hu to usse Baat kyun karo.Actually sach to yeh hai Mujhe aap ki kabhi yaad aayi nahi.Meri padai Aur kuch sacchen dost ke sath ne Mujhe sab kuch bhula diya tha.Maze ki baat yeh hai jab aap 5 saal bad mere samne aye tab yaad aaya ki humare kabhi niqah bhi hua tha.
Murtasim:(low tune) Accha.
Meerab:Bohot bhulakkur hu mein waise.Kuch yaad hi nahi rehta.

Murtasim helplessly looking at her and she smiles.

Meerab And Meerab finally reached the home.

Meerab goes to her room and closed the door.

Meerab recalled her that moment where she fall in love with Murtasim and cried.

3Rd party voice;

"𝐌𝐚𝐮𝐭 𝐚𝐚𝐣𝐚𝐲𝐞 𝐆𝐡𝐚𝐥𝐢𝐛
𝐃𝐢𝐥 𝐧𝐚 𝐚𝐚𝐲𝐞 𝐤𝐢𝐬𝐢 𝐩𝐞."
(Mirza Galib Poetry)

In the Night.

Meerab gets a call from Murtasim.

Murtasim:Chad pe intezar kar raha hu.Aa sakti ho?
Meerab:Ji nahi.Mujhe bohot neend aa rahi hai so Mujhe Filhal sona hai.
Murtasim:Agar tum nahi aye to mein puri raat tumhare intezar mein guzar dunga.
Meerab:Aap ko jo thik lage aap kar sakti hai.Mujhe isse koi fadak nahi padta.

Meerab ignored him and going to sleep.

In the midnight.

Meerab wakes up after hearing the storm sound.She closed her windows which get open the by the storm air.

In the next morning.

Meerab goes to terrace to holding her tea cup.She finds Murtasim is there.

But she ignored him.

Murtasim:Aab aye ho.Kaal raat kyun nahi aye?
Meerab:Mujhe bohot neend aa rahi thi.Aur mere neend aap se jyada important hai.
Murtasim:Pata hai.

Then Meerab noticed his eyes are incredible red.She asked;

Meerab:Aap ke ankhen itne laal kyun hai?Lagta hai pure raat soye nahi.
Murtasim:Kisi ke intezar mein beitha hua tha.Woh nahi aye to mujhe neend kaise aa sakta hai.
Meerab:Kaal raat ko bohot jor ka barish aaya tha.Tofan bhi tha sath.Aap kaise yaha rahe?
Murtasim:Mein to tumhara bade soch raha tha.Andhi ya tofan se koi fadak nahi pada.
Meerab:Aap ki dimagi halat to thik hai?Mujhe aap Bilkul sahi nahi laag raho.
Murtasim:Shayed tumhare mohabbat ne mere andar deewangi sa lee aya.

Meerab closed her eyes with anger and said;

Meerab:Aap mujhse mohabbat nahi karte.In fact aab mujhse biwi tak nahi mante.To aaj Achanak aisa kyun ho gaya ki aap aisa kar rahe hai.
Murtasim:Badal gaya hu mein yaar.Apne kiye par sharminda hu.Manta hu mohabbat nahi tha Lekin aab mohabbat hai.Kab kaise mohabbat Aur kyun hua hai agar woh definition deke beith jau to use mohabbat nahi kehlayegi.
Meerab:Aap ko pata hai aap ki isi harqat se Mujhe tang aa raha hai.Please aisa nahi kariye.Khud bhi chen se jiye Aur Mujhe bhi jeeene de.Please.

Murtasim holds her hand and said;

Murtasim:Bohot Mohabbat karta hu tumse.Please Mujhe mat thukrao.
Meerab:Lekin mein aap se mohabbat Bilkul bhi nahi karti.Zabardasti kyun kar rahe ho?

Meerab tooks her hands away and leave from there.

Dastaan E Meerasim जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें