Meerab gets Ruhail's call.
Ruhail:Kaisi ho kisi Aur ki biwi?
Meerab:Thik hu.
Ruhail:Laag ta hai maze mein ho.
Meerab:Tumne hi to idea diye the samandar kinare aane ka.
Ruhail:Bechare ko samaj nahi aa raha tumhe woh kaise manai is liye humne yeh mashfara diya.Tumhe khone ke ghum mein unka hosh kho chuka tha.Hume dar tha khud ko kuch karne na beith jai.
Meerab:Ek Baat puchna hai.
Ruhail:Pucho.
Meerab:Tum humesha mujhse mohabbat ke dave karte the na to aaj kyun Chahte ho Meerab Murtasim ki ho jai.
Ruhail:Kyun ki Maine tumse mohabbat kiya hai kabhi haseel karne ke bade mein nahi socha.Mohabbat ka matlab yeh nahi ki usse bhi khudse mohabbat ke liye davav dalu.Mere liye sabse jyda important tumhari khushi hai.Tum mano ya mano tumhari khushi Murtasim hai.
Meerab:Pata hai kabhi kabhi mujhe laagta hai tum jaise shaks se Mujhe mohabbat kyun nahi hui.Hume mohabbat humesha galat logo se kyun hoti hai.Jo humare us mohabbat ki ihteram bhi na kar sake.
Ruhail:Sach kahu tumhare nazar ki woh galat insaan aab sahi insaan ban gaya hai.Ek paal ke liye agar tum maji ko bhula kar dekhoge to nazar aa jayega.Bohot tadap raha hai tumhare khatir.
Meerab:Mein 5 saal tadpi hu unke khatir.Unka tadap na to bas kuch din ka hai.
Ruhail:Kya unhe pata hai tum ko unse mohabbat hai?
Meerab:Nahi.
Ruhail:To unhe pata kaise chalta tum unke liye tadap rahi ho.Meerab sach sach batau tumhe unse narazgi is liye hai woh tumhari beizzati kiye the yaa is liye unko tumhari mohabbat ki parwah nahi the.
Meerab:Silent.
Ruhail:Mein batata hu tum apni beizzati se jyda naraz is liye ho woh tumhari mohabbat ki qadar nahi kiye.Lekin dekha jai to unke is mein qasur hi nahi kyun ki unhe to pata hi nahi tha yeh baat.To Woh kaise jante tum tadap rahi ho.Agar yeh baat jaanbuj ke yeh sab hota to mein tumhe kehta kabhi maf na karo us shaks ko.Lekin mein kehta hu mafi ke haqdar hai woh.
Meerab:5 saal gawa ne ke baad maf kardu.Yeh na insafi nahi hogi khud par.
Ruhail:5 saal ke khatir aanewali bohot sare saal ko barbad na karo.Mein yeh Baat likke de sakta hu Murtasim se alag hone ke baad tum Aur bhi jyada tadpoge.Tab halat aisa hoga naa uske paas laut sakoge Aur nahi uske bina jee sakoge.Is liye kehta hu waqt rehte hi uska qadar karo.Aur apni gusse ki wajah us shaks ko na gawau jisko tumne be inteha mohabbat kiye the.Please.Meerab cut the call and looking at Murtasim who is fixing sailor to board the boat.
Then Murtasim noticed Meerab looking at him and Meerab tooks her eyes off.
After the fixed the boat,Murtasim comes to Meerab.
Murtasim:Chalo dariya ka seher kar aate hai.
Meerab:Mujhe terna nahi aata.Agar gir gayi to uth nahi paongi.Aap jaye.
Murtasim:Tum giroge tab jab mein tumhe girne dunga.Tumhari ped pisalne se pehli hi tham lunga tumhe.Mere hote hui tumhe Kuch nahi hoga.
Meerab:Phir bhi...
Murtasim:Chalo please.Then Meerab going to sit on boat.
First Murtasim get on the boat and give his hand to Meerab.
Meerab gives her hand and Murtasim pulled her.She came very close to his face.Meerab comes so close that the sound of breathing can be heard.
Meerab managed herself and goes to sit on the edge of the boat.
Murtasim comes and sit next to her.
Meerab wants tie her hair but Murtasim stop her and said;
Murtasim:Khule baal mein tum bohot acche laagte ho.
Meerab released her hair.
Murtasim again said;
Murtasim:Ek chij ka izazat chahu to bura to nahi manoge?
Meerab:Kya?
Murtasim:Kya mein tumhara hath pakad sakta hu.
Meerab:Hmm.Then Murtasim holds her hand and said;
Murtasim:Thank you Meerab Mujhe yeh waqt dene ke liye.Agar aaj mein mar bhi jau na to koi afsos nahi rahega.Lekin ek Baat ka afsos Shayed maut ke baad bhi rahega.
Meerab:Kya?
Murtasim:Kash tumko bhi mujhse mohabbat hoti.Meerab feels unknown pain in her chest and some tears drop off her eyes. Meerab wipes her tears before Murtasim noticed it.
After the boad ridding,Meerab said;
Meerab:Chaliye udhar chalte hai.
Murtasim:Lekin woh rasta to kafi sunsan nazar aa raha hai.Jangal laag raha hai woh.Mehfoz nahi hoga jaga.
Meerab:Kuch nahi hota.Chale na.
Murtasim:Thik hai chalte hai.While walking in the forest,Some throns get stuck on her feet.Murtasim removed it.
Meerab starring at Murtasim and think;
"Kya mein sahi faisla liya hai?Ruhail sach bol raha tha kya inse humesha ke liye judah hone baad Aur bhi jyada tadpungi.Kya Mujhe Aur sochna chahiye is bade mein."
After a while
Meerab and Murtasim watch some unknown people coming towards them and said;
Man:Jo bhi hai apne pas de do hume.
Then Murtasim and Meerab give everything to them.They don't want to create a scene because they have guns.
Another man:Sirf saman nahi hume is ladki bhi chahiye.Utha lo isse.
Murtasim comes between and said;
Murtasim:Itni himmat teri meri biwi par gandi nazar dalta hai.
Man:Haa dala hai nazar teri biwi par.Kya karega tu?Murtasim going to beat them.Meerab trying to stop him.
Then one man comes out the gun to shoot.Murtasim notice,if they fire the bullets will go on Meerab.Murtasim removed her in a flash and get shot.
Meerab looking at him bleeding condition.After shot,the goon flew away.
Meerab comes to him and said;
Meerab:Murtasim ankhen khulo.Dekho mein
Aap ko kuch nahi hone dunga.Please baat suno meri.Murtasim ankhen khulo.Meerab don't know what to do.Then she brings their car and with the help of local she takes Murtasim to hospital.
[I know this story have not so good plot.Still if you like it little bit,please give me your opinion]