Meerab is doing dua to Allah.
"Hai mere do jahan ke malik.Mein aaj aap ke aage bikhari banke hath fehlaya hai.Mere is Khali hath ko Khali mat jaane de.Mein bohot badi kashmkash mein hu.Meri is uljhan ko suljha de mere Rab.Mujhe rah dikhaiye.Mujhe nahi pata mein kya karu.Aab aap ki mere sahara hai.Mujhe rah dikhaiye Allah."
Then Murtasim knocked out the door.
Murtasim:Kuch baat karni thi.
Meerab:Andar aiye.Then Murtasim entered the room.
Murtasim:Mein janta hu tumne than liya hai aab tumhe is unchahe rishten se azadi chahiye.Aur mere liye tumhari khushi sab se age hai.Mil jayega tumhe talaq.Khula ka case file karne ki koi zarorat nahi.
Meerab:Shukriya Aap ka.
Murtasim:Talaq se pehle mera khawaish hai.
Meerab:Ji bole.
Murtasim:Ek din ke liye sirf mere ho jau.
Meerab:Kya?
Murtasim:Mere baat ka ek galat matlab mat nikalna.Tumhare sath sirf ek din guzarna chahta hu.Sare gile shikwe bhul kar.Itne yaade banwana chahta hu ke pure zindegi ke liye kafi ho.Dogi Mujhe ek din ka sath?
Meerab:Soch kar bolungi.
Murtasim:Koi zabardasti nahi hai tum par.Agar dil raji ho to hi haa kehna.Murtasim left from her room.
Meerab lying down to bed and thinking to what to do.
She is stuck in between heart and mind.
Heart says forgive him for whatever he did with you but mind said don't ever forget your insults.
She can't forget her paining she suffered from past 5 years.It was a huge time.It's not easy to forget everything and forgive.
After thinking for a few hours.Meerab goes to Murtasim's room.
Meerab:Mein faisla kar chuki hu.
Murtasim:Bolo.
Meerab:Tayar hu mein aap ke sath ek din guzarne ko.
Murtasim:Kaal subha hum pure din ghumenge.Daro mat tumhare sath kuch galat nahi karunga.
Meerab:Apna hifajat karna Mujhe aata hai.Aur jo mard aurat ki marzi ke khilaf us par apna haq jamata hai mere liye woh ek na mard hai.I hope aap koi na mard nahi banna chahte.Then Meerab goes from there.
In Meerab's room.
Haya comes to her.
Haya:Naraz ho kya mujhse?
Meerab:Naraz kyun hongi?
Haya:Tumhe laga hoga mein bhi aab tumhare sath nahi de rahi.Main humesha bolti thi chahe jo ho jai mein hu tumhare sath.Lekin aaj sath nahi hu.
Meerab:Tumne woh kiya jo tumhe sahi laaga.
Haya:Aab Mujhe bhi laag raha hai Shayed woh mafi deserve karte hai.
Meerab:Woh insult meri bimar padna Phir woh sare takleef e bhulna itna asan hai kya?Mein koshish kar rahi hu unhe mafi de du Lekin dimag iske gawahi nahi de raha.Mujhe yeh bol raha hai itne badi Galti ke baad mafi.Mein Khuda nahi hu unke ek makhluk hu.Khuda ke liye mafi dena asan hai par makhluk ke liye mushkil.Bohot mushkil.
Haya:Phir bhi tum uske sath bahar jaane se maan gayi.
Meerab:Uske akhri khwaish hai mein uske sath ek din waqt bitau.Socha waqt bitane se kya hota hai.Shayed dil mein mohabbat hai Lekin uske liye dimag kabhi gawai nahi dega.
Haya:Aur dil kya kehta hai?
Meerab:Dil ke Baat mein nahi sunti.In the next Morning.
Murtasim and Meerab going for outing.
Meerab:Hum kaha jaa rahe hai?
Murtasim:Samundar pe.Bohot pasand hai na tumhe samundar pe jaana.
Meerab:Aap ko kaise pata?
Murtasim:Bas pata laag gaya.
Meerab:Aab samaj mein aa raha hai yeh ghumne ka plan Haya Aur Dayan ne diya hai.
Murtasim:Ghumne ka plan unka hai par samundar pe ghumne ka plan tumhari best friend Ruhail ne diya hai.
Meerab:Aap Ruhail ko kaise jante ho?
Murtasim:Kaal call aaya tha Mujhe uska.Pehle to kafi baten sunai Mujhe Phir bola Mujhe mafi tab bhi milega jab uske dost Mujhe maf karegi.
Meerab:Aab abhi bhi mafi ke intezar mein ho jab ki Maine faisla le liya hai.
Murtasim:Humesha acche ki hi ummed rakhni chahiye.Ummed pe to Duniya kayem hai.Meerab and Murtasim reached the destination.
When Meerab goes to the place and sees it's not a sea.But a waterfall.
Meerab:Yeh samundar hai aap ke liye?
Murtasim:Chota mota samundar samaj lo ise.Kya karta as pas koi samundar nahi hai humara.Ankhen band karo Aur samjho yeh ek samundar hai.Meerab smiles on him.
Murtasim:Aise hi haste raho.Haste hui tum qayamat laagti ho.
Meerab goes from there and sitting next to edge of the waterfalls.
Murtasim also sit there;
Murtasim humming;
"Sagar kinare dil ye pukare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai."Meerab:Hum kya pure din yaha beith te reh jayenge?
Murtasim:Nahi Aur bhi jaga jayenge.Aaj mein itna yaaden sametunga ki jo tamam zindegi ke liye kafi ho jai.Meerab looks at him.
Murtasim:Pata hai Meerab tum kafi lucky ho.
Meerab:Kis mamle mein.
Murtasim:Dosto ke mamlo mein.Dayan Haya Aur Ruhail tumhare sacchen dost hai.Kaal unhone pehle to mera bohot class liya Phir bola tumse mafi ada karne ko.Agar tum maf karoge to woh bhi karenge.Bohot logo ko naraz kar diya maine.Maa bhi kaal se mujhse Baat nahi karre.Mein bohot akela pad gaya hu.Sab tumhare sath hai.Murtasim takes a dip breath and said;
Murtasim:Ek Baat bolna hai Lekin tum Yakeen nahi karoge.
Meerab:Bole sunti hu Phir dekhenge Yakeen karne layek hai Aur nahi.
Murtasim:In saalome mein bhi tadpa hu yaar.Lekin mere tadap kisi ko dikhai nahi di.Meerab didn't reply.
Then Meerab's hair comes to front by the air.Murtasim looks at her and remove her hair from the front.
Meerab heart beats going to fast.But somehow she managed herself.
Meerab:Kahin aur chalte hai.
Murtasim:Yaha se walking distance pe ek jaga hai.Jaoge?
Meerab:Chalte.While walking Murtasim hand touch with Meerab's hand.
Meerab takes away her hand from there.
Then Meerab sees a bengal store and she goes to there.
Murtasim:Kharido ge?
Meerab:Nahi mein to bas aise hi dekh raha tha.Then Murtasim buy some bengals for her and put her wrist.
Meerab:Hath chode mera.
Murtasim:Chodne ke liye thodi na pakda hai.
Meerab:Sirf hath pakad ne se kuch nahi hota woh hath thamke rakhne ki bhi zasba bhi hone chahiye.
Murtasim:Kash Mujhe koi mauka mile to yeh hath sirf pakdunga hi nahi thamke bhi rakhunga Akhri saans tak.Meerab released her hands.
[And here is the third part of the story]