In the Night.
Meerab lying down to her mothers lap and she massage her head.
Meerab:Yeh migraine bhi na Ammi.Jeena haram kar diya hai.Har dusre din aa jata hai.
Anila:Laagta hai aaj kal kafi stress mein ho is liye picha nahi chod raha.
Meerab:Meri zindegi jis track pe jaa rahi hai is liye stress lena jaruri nahi hai?
Anila:Waqt do har chij Par Aur sabr karo beta.Sabr ka azar bohot bada hota hai.
Meerab:Pisle panch saal ke waqt de ke mein sabr hi kar rahi ho.Aab mujhse Aur sabr nahi hota.Yeh kaisi zindegi hai Ammi na aage bad pa rahi hu Aur nahi pise muda jaa raha hai.
Anila:Hum bhi kiya kare.Tumhari Abbu ki har raat bp shoot karta hai tumhare bade mein sochke.Qasurwar thehrate hai khudko tumhari halat ke liye.
Meerab:Galti kisi ki bhi nahi hai.Aur nahi mein kisi ka qasur samajhta hu.Ammi hum sab halat se majbur the.Abbu ne jo kiya halat ke wajah se kiya.Bhai ke mohabbat mein kiya.
Anila:Beta tum kya chahte ho yeh batau.
Meerab:Mein aage badna chahti hu.Apni zindegi ki ek nayi shuruwat karna chahti hu.Ammi mein khush hona chahti hu jaise pehle hoti thi.
Anila:Haa humne to shayed humari us beti ko kho hi diya hai jo har pal apni kilkariyon se ghar mein raunaq lagai rakhti thi.
Meerab:Ammi,mein chahti hu aap abbu se baat kare.Aab is mamle ka ek faisla hona jaruri hai.Mein majid ek aisi zindegi nahi jee sakti jiska koi mustakbil hi nahi hai.Dusron ke qadar karne ka yeh matlab Bilkul nahi hum khudko kho de.Agar hum hi khush na rahe to dusron ko kiya khushi dungi.Aap ko Shayed yeh lag raha hai na dusron ki itni parwah karnewali Meerab khudgarz kab se ho gayi.Lekin yeh khudgarzi nahi hai balki parwa kar na hai apne aap ki.
Anila:Samajti hu mein tumhe beta.Tum Bilkul fiqr mat karo.Mein baat karungi kaal tumhari abbu se.So jau.
Meerab:Ek pain killer lungi Aur so jaungi.In the next Morning.
Meerab opens her eyes after hearing the message sounds.Ruhail wrote;
"Mana kee mushkil hai safar
par sun o musafir
o kahin agar too ruka to
manzil ayega na phir
kadam kadam milaaye ja
gagan gagan jhukaye ja
rakh hausala kar faisla
tujhe waqt badalana hai
dar na too bandeya, ruk na too badeya
raah pe chal bandeya.Aaj shyri ki tijori khali hai socha chalalu kam gaane se.Noor E Janan yeh humara chota sa koshish tha aap ki chehre pe muskan laane ka.Agar hausla badke apki chehre pe muskan khilega to humara mehnat rang laayega.Agar pasand na aye to flying chappal mat bhejna.Humare shaan e izzat ka thoda kheyal rakhiyega."
Meerab smiles after reading the message and said;
"Sach kaha tumne faisla bhi lena hai Aur apna waqt bhi badalna hai.Bohot de diya waqt halat ko Aur bohot kar liya sabr.Aab badi hai khush hone ka Aur apne liye jeene ka. Meerab aap na kadam aage badhale.Manzil samne hai."
After freshen up,Meerab going to downstairs.
In the corridor.
Meerab meets with Haya;
Haya:Ghore bech ke sote ho kya kaal itna Darwaza khat khatai.Lekin majal hai tum Darwaza khulti.
Meerab:Kya hua Haya?Sab thik to hai?
Haya:Allah ka shukr hai sab thik hai.Koi aaya hai kaal raat ko.
Meerab:Kon?
Haya:Hai koi bohot aziz.
Meerab:Peheliyan maat bujhao.Saf saf lafzon mein bolo kon aaya hai.
Haya:Hum to batana chahte hai Lekin pabandiyan laagi hui hai jaban pe.Aap khud hi jaake dekhle kon aaya hai ghar pe.
Meerab:Pata nahi kya bol rahe ho.Mein hi jaake dekh aati hu.Then Meerab collides with someone.She is about to fall down but some strong arms holding her tight.
Man:Tum thik to ho?
Meerab:Alhamdulillah mein thik hu.Thank you tumne waqt rehte samhal liya.Iska matlab Tum aye the kaal raat ko?
Man:Ji madam kaal mein aaya raat ko.Lekin aap to gayeb the.
Meerab:Woh sar dard tha to dawai liye so gayi thi.Haya ne bulaya tha Lekin nahi suna.Sorry!
Man:Its ok.
Meerab:Dayan,tumhara Internship kab shuru hoga?
Dayan:Kuch hi maino mein.Jab tak start na ho jata Tab tak yaha hi rahunga.
Meerab:Ok Mr future doctor aap se bad mein mulaqat hogi.Mujhe Filhal niche jaana hai.
Dayan:Ok.(Here is Dayan Khan.Son of Anwar Khan and his wife.)
Then Meerab left from there and think;
"Yeh haya ka bhi dimag kharab hai.Dayan aaya hai Aur aise bol rahi thi pata nahi kon aa gaya hoga.Duffer".
In the lounge area.
Meerab finds elder of the family sitting on there and sip on their tea.
Bhabi begum looks at her and said;
Bhabi begum:Anila bol rahi thi kaal raat tumhare sad mein dard tha isliye itna bulane pad bhi Darwaza nahi khula.
Meerab:Sorry taijaan dawai ke wajah se ankh nahi khuli.Aur Maine kuch suna hi nahi.
Bhabi begum:Koi baat nahi beta.Idhar au Aur dekho kon aaya hai.Then Bhabi begum move from her front her eyes stuck on a familiar face.And it's the that person who gives the biggest sorrow of her life.She was speechless and don't know what to say.The whole flashback come in front of her eyes.
Bhabi begum:Aise kyun dekh rahe ho beta?Murtasim hai yeh.Kaal raat ko Murtasim ki lautne ki turand baad Dayan aa gaya surprise dene.Aur khud hi surprise ho gaya.Kya hua Meerab chup kyun ho beta?
Meerab regained her conscious and said;
Meerab:As Salamu Alaikum.
Murtasim:Walaikum As Salam.Kaisi ho?
Meerab:Alhamdulillah thik hu.
Bhabi begum:Allah kare aab sab thik ho jai.Meerab beta aab Murtasim ko kahin jaane maat dena.Mere bete ke sare jimmedari aab tumhari hai.
Meerab:(looking at Waqas)Abbu apne subhe ki dawai liye the?
Waqas:Mera dimag se hi nikal gaya beta.
Meerab:Koi baat nahi.Mein bhejwati hu.Then Meerab left from there.
[Kis kis ko Dayan ki entry ko Murtasim laaga?😜😜😜😜]