2 Months Later.....HM: Anubhav aapka tiffin
AS: Dhanyvad! Hum chalte hai.
HM: aapko yad hai na ki aapne Aadu ko promise kiya hai ki aap use uske favourite restaurant mein Chinese khilane le Jayenge
AS: Haan yaad hai , hum 7 00 baje Tak aa jayenge
HM: ok!
ⒺⓋⒺⓃⒾⓃⒼ
Aadu: jaldi karo na Miss doctor, Mr handsome aate hi honge
HM: Haan baba lo ho gaye hum taiyar
Aadu: lekin Mr handsome abhi tak nahi aaye (sadly)
HM: don't worry Mera baccha, abhi aa jayenge
AS: aa jayenge nahi, aa gaye
Aadu: kitni der kar di aapne aane mein
AS: sorry my love, ab jaldi chalo
Three of them sat on the bike and left
THE CHINESE LOVERS POINT
(fictional)AS: bolo kya khaoge
Aadu: noodles with Manchurian and soup
AS: aap kya lengi haseena ji
HM: hum sirf soup
AS gave the order
Aadu: mujhe washroom jana hai
HM: hum le chalte hai
Aadu: no, ab mein big girl hun mein chali jaungi
HM: pakka
Aadu: Yes! (She went)
HM: Ghar chalte waqt Maa Baba ke liye bhi mitha le lenge
AS: bilkul Haseena ji , ye bhi koi kehne ki baat hai.
HM: kal Aadu ka ptm hai , humari important surgery hai toh nahi ja payenge
AS: don't worry, hum chale jayenge . Kitne baje Jana hai
HM: 9:00 baje (he nodded)
The waiter brought their order
HM: ye Aadu kyun nahi aayi ab tak
AS: aa jayegi , aap shuru kijiye (she hummed)
Aadu came.
HM: kahan reh gayi thi tum
Aadu: woh Ritu mil gayi thi woh bhi aayi hai na apne mummy papa ke sath
HM: ohh
AS: chalo ab jaldi se Khalo phir icecream bhi khayenge
They had dinner with a lot of fun and went to the icecream parlour
AS: ye lo tumhari icecream aur Haseena ji ye aapki