28

706 37 0
                                    

Next day at dinner, All members were seated on dining table except Abhimanyu.

Naitik: "Vedu, nish coaching institute mein admission ho gaya hai tum log monday se join kar sakte ho."

Ved: "Par dad hume trip p jaana hai bhabhi ke sath."

Naitik: "Kon si trip?"

Akshara: "Naitik sab bacche mil ke shimla jaa rahe 1 hafte ke liye 2 din baad."

Naitik: "Okay. Par wapis aake pichla cover kar lena." Ved and nish nodded.

Ved: "Papa, bhaiya chutti nahi le sakte hospital se. Aap please inhe holiday de do na."

Abhay: "Haa dadu mujhe Papa ke sath bhi enjoy karna hai."

Naitik: "Mujhe sirf Ananya ki application mili Abhi ne to apply hi nahi kiya."

Abhay: "Woh Papa ne mana kiya jaane ke liye aap unhe convince karo na please. Mujhe unke bina nahi jaana."
Abhi comes inside dining room.

Akshara: "Abhi, tu in logo ke sath nahi jaa raha?"

Abhi: "Maine us baare mein socha nahi"

Naitik: "Tum jaa sakte ho Abhi, tumhe 1 week ka holiday mil sakta hai."

Abhay: "Yayy ab to Papa bhi aayenge hamare sath."

Abhi: "Actually nahi dad mujhe kuch aur kaam bhi hai. Shayad hi jaa saku."

Vedu: "Please na bhaiya. Nahi to mai aapse baat nahi krunga." shown the best Puppy eyes.

Abhi: "Okay fine. I'll come but mai end tak nahi ruk paayunga mujhe kuch kaam hai." Vedu smile widely and nodded.

Time skips after a week. They all visited  shimla and had so much fun together.

Ayu: "It was so much fun hum kuch aur din wahi ruk jaate na itni jaldi ghar kyu jaa rahe

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Ayu: "It was so much fun hum kuch aur din wahi ruk jaate na itni jaldi ghar kyu jaa rahe."

Abeer: "Abhi bss hua ab next time ke liye bhi kuch rehne de."

Karan: "Damn it, bhai gaadi kharab ho gayi" He came and checked.

Rivaan phone ranged and he picked up and talked.

Rivaan: "Guys, hume yahi kahi rukna padega delhi aane jaane ke raste band hai 2 dino ke liye goverment order hai."

Aditi: "Ab is gaun mein mechanic kaha milega." 

Ali: "I wish Abhi yaha hota, woh kisi bhi gadi ko aasani se thik kar sakta tha. But pata nahi use aisa kon sa important kaam tha "

Abeer: "Delhi jaa nahi sakte aur kahi aur jaane ke liye gadi thik karni padegi. Raat bhi bht ho gayi hai."

Kangana: "Yaha se kitna dur hai delhi?"

Abeer: "2 ghante, abhi hum Mehrauli village mein hai."

Ananya: "Ye gaun, guys is village mein mai aa chuki hoon pehle yaha p market ke pass ek garrage hai."

ONCE Where stories live. Discover now