THREE

1.4K 93 44
                                    

Murtasim coming home but suddenly his car stopped in the middle of the road.

Murtasim coming out from the car and sees his car's tire puncture.

Murtasim:Achanak tyre ko kiya ho gaya.Subha bhi to thik tha.

Then he recalled Meerab was standing there.

Murtasim:To yeh kam miss Ahmed ka hai.Class mein nikal dene ki badla liya mujhse.Tumhari to Khair nahi.

In Ahmed Villa.

Meerab entered the home and sees his father there.

Meerab:As Salamu Alaikum Baba.
Waqas:Walaikum As Salam.Din Kaisa tha?
Meerab:Jaise har roz hota hai.Bilkul Meerab ki tarha.
Waqas:Tumhari maa ko bohot shikayet hai tumse se.
Meerab:Aab maine kiya kya?
Waqas:Kaal pados ki glass kyun tode?
Meerab:Mujhe kya pagal kutte ne kata jo mein aisa Kuch karungi.
Waqas:Tum ne bacchon ke sath cricket khele the to yeh padosi ne dekh liya tha Phir shikayet leke ghar aa gayi.
Meerab:Khelte hui dekha to ghar aa gayi kya Mujhe glass todte hui dekha.Aur mein kya choti bacchi hu jo Aisi harqat karungi.

Anila comes there and said;

Anila:23 saal ki umar mein bhi aap ki harqat 8 saal ki hai.To aap se yeh ummed ki ja sakti hai.
Meerab:Lekin maine aisa nahi kiya hai.Jhote ilzam na lagai is kaniz pe.

Waqas Ahmed giggled.

Anila:Yeh sab aap ki wajah se hua hai.Itna laad pyar ne bigad ke rakh diya hai ise.Acche acche rishten aate hai Lekin iski harqat ke bade mein sochke unhe haa bhi nahi keh pati.
Meerab:Kyun?
Anila:Ha kardu Aur tum logo ke ghar jake humare nak katau.Sirf surat se kuch nahi hota aqal bhi honi chahiye Aur gun bhi.
Meerab:Mere pas surat bhi hai aqal bhi hai Aur gun bhi Lekin mein woh har jaga istemal karke jaya nahi karti.Jab istemal karna hoga mein kar lungi.
Anila:Dekha iski zaban.Yeh zaban dekke kon qayamat ko lena chahegi apne ghar mein.
Meerab:Hritik Roshan.Aisa koi aake uda ke lee jayega.
Anila:Baap ke samne beith ke aise baat karte hui sharam nahi aati.
Meerab:Shuru bhi aap ne kiya tha maine nahi.Humesha sara ilzam mujh pe na dala kijiye.

Meerab left from there.

Waqas:Tumhari beti se baton mein jitna asan nahi hai.

Anila makes a angry face.

Khan Mansion.

Murtasim coming home and angrily takes off his coat in the floor.

A girl comes there and take it from there and asked;

"Itna gussa kis pe hai?"

Murtasim:Ek pagal si ladki pe.

She smiles and said;Ladki.Interesting!

Murtasim:Aab baat ko ghuma ke kahin Aur maat lee jana.Maa kiya kam thi jo tum bhi shuru ho jate ho Mariyaam.
Mariyaam:Lekin maa ki fiqr bhi to be wajah nahi hai bhai.Aap ki umar nikalti jaa raha hai Aur aap shaadi nahi karna chahte.
Murtasim:Wajah malum nahi hai kya?
Mariyaam:Lekin Duniya ke saab to Samira jaisi nahi hai.Usne aap ko nahi aapni khawabo ko chuna aise to sab nahi karenge.Us wakiyat ko hue 7 saal ho gaye hai bhai.Bhul jai.Kya sath nibhanewali nahi hoti hai is Duniya mein.
Murtasim:Hota hoga.Lekin us wakiyat ke baad mohabbat se mera Yakeen hi uth gaya hai.Dulha bane uske ghar ki chokat pe tha mein Lekin woh USA chali gayi shaadi se bhagke.Ek baar bhi mujhse is baat ka zikr tak nahi kiya Aur chali gayi modelling competition pe hissa lene.Us ke baad na Mujhe aurat pe Yakeen raha Aur nahi mohabbat pe.Agar rishten mein Yakeen hi na ho to Mein kisi se shaadi karke kisi Aur ki Zindegi barbad kyun karo.Aab Aur is bade mein Baat nahi karni Mujhe.
Mariyaam:To yeh bataiye kon hai woh ladki jisne aap ka dimag ki fuse uda diya hai.

Murtasim gives her a angry glance.

Murtasim:Student hai.Bohot hi ajeeb hai.Class se nikal diya to Mere gari ki tyre puncture kar diya.
Mariyaam:Baap re!Ladki hai yaa pataka.
Murtasim:Chod is baat ko.Naurez ka kya khabar?
Mariyaam:Thik hai.Agle mahine yaha aane ka irada hai do hafte ke liye.
Murtasim:Ok.
Mariyaam:Khana laga du?
Murtasim:Thik hai.

In the next Day.

Murtasim taking classes then Meerab comes there and murtasim asked;

Murtasim:Class shuru hoke 30 minutes ho gaya Aur aap abhi aa rahe hai Miss Ahmed.
Meerab:Mein to subha aane hi wali thi Lekin aa nahi payi.
Murtasim:Wajah.
Meerab:Ankhon ki Kasur.
Murtasim:Ankhon ki kasur?Kehna kya chahte hai aap saf saf lafzon mein bole.
Meerab:Woh actually neend nahi khuli.Agar neend ke wajah se ankh band rahe to mein kaise time se aa pata.Kasur mera nahi hai sir.
Murtasim:Aap ki ankhon ka hai.
Meerab:Exactly Sir.
Murtasim:Aap ka Alarm kam nahi karta?
Meerab:Ankh nahi khulta na to neend mein sunai bhi nahi deta.Hala ki mein 3/4 Alarm deke sota hu.
Murtasim:Bohot khatarnak masla hai aap ke sath.
Meerab:Ji Bilkul.Aab mein andar aa jau?
Murtasim:Ji.Apne seat pe beithe jai.

Meerab comes inside and takes her seat.

Murtasim comes to her and asked;

Murtasim:Miss Ahmed zara Mujhe yeh batai Styrene is formed by the combination of hydrogen and any other element?
Meerab:Bhul gaya Sir.
Murtasim:Aur kisi ko answer dena hai?
Student:Sir It's Carbon
Murtasim:Very good.Ok another one.Which gas is produced during the reaction of sugar solution?
Meerab:Silent.
Murtasim:Kisi Aur ko aata hai?
Student:Carbon dy oxide.
Murtasim:Good.So Miss Ahmed Aap ko padne ki ilawa Duniya ke sare kaam aate hai.Khurafat mein to dimag bohot chalta hai.Aaj Pehla din to maf kar raha hu Lekin agle dafa nahi karunga.Book dijiye Mujhe.

Meerab gives the book and murtasim said;

Murtasim:Yaha ki jitne topic mein mark kar ke diya hai woh kaal thik se padke aana.Aap ka oral test hoga.Agar thik se answer nahi kar paye to final exam mein beithne nahi dunga.Got it?

Meerab nodded his head.

Murtasim focused on his class.

Meerab:(In mind) Meerab tu to sach mein gayi.Personal dushmani nikal raha hai tujhse.Aab tera kya hoga.Yeh sare chapter ek raat mein to kya ek sadiyon bhi lag jai to yaad nahi kar payungi.Hay mein kaha pas gayi.

Author's note:I'm not the student of chemistry.Take the questions from the internet.Whoever didn't like the plot please ignore it.

𝑸𝑼𝑩𝑶𝑶𝑳 𝑯𝑨𝑰 𝑰𝑺𝑯𝑸 𝑻𝑬𝑹𝑨Where stories live. Discover now