THE END

1.9K 108 84
                                    

Murtasim brings Meerab to a resort and Meerab entered the suite and sees it's beautifully decorated.

Murtasim:Pasand aaya?
Meerab:Yeh sab.
Murtasim:Bohot ho gaya gadbad karna.Aab mein tumse ek bhi pal dur nahi rahunga.
Meerab:Sara gadbad maine kiya hai?Aap bol de aap ki pet kharab bhi Mere wajah se hua tha.
Murtasim:Nahi woh to Mere wajah se hua hai.Agar mein khane ke liye muh nahi khulta to tum thodi Mujhe zabardasti khilate.I admit my mistakes.
Meerab:Aab aye na line pe.

Murtasim coming closer to her and Meerab feels shy and she wants to flew away but Murtasim holds her hand.

Murtasim:Aaj Bachke nahi jaa sakte.Tumhari chinku Aur pinku bhi to intezar mein hai kab woh is Duniya mein ayenge.

Meerab hides her face with hands and Murtasim removed the hand from there.

He lifted her up and go towards the bed.

Finally Murtasim gets successful to shower Love on his official wedded wife.

                                   8 𝗒𝖾𝖺𝗋𝗌 𝗅𝖺𝗍𝖾𝗋

Murtasim entered his room and shocked to see his favourite Shirt burning because of iron.

Murtasim scream and called Meerab.

Murtasim:Yeh kiya hai?
Meerab:Aap ki shirt hai woh bhi jala hua.

Then Meerab recalled Murtasim gives his shirt to iton.But she put iron machine in stand but how it fall down.

Murtasim:Maine tumhe apna shirt iron karne ko diya tha jalane nahi stupid.
Meerab:Maine janbuj se nahi ki.Aur mein kyun jalao aap ki shirt.
Murtasim:To hua kaise yeh aap ki according.
Meerab:Woh Galti iron ka tha.Mein to ise sidha khada karke gayi thi yaha se to yeh kyun gira humare Khadus professor Murtasim khan ki favourite shirt pe.Maine jaanbuj ke nahi girai.Aur Mujhe aap ki shirt jalake milega kya?
Murtasim:Dil ko sukoon.Tumhe to bohot maza aata hoga Mujhe chidane mein.
Meerab:Jaise aap koi pagal hai jis ko tang karte hui bohot maza aata hoga.
Murtasim:Pagal to Pehle tha nahi tumse shaadi karke dimag jarur kiska gaya hai.Humesha dar laga rehta hai meri biwi kab kaise kya gadbad karke Mujhe musibat mein gira de.
Meerab:Mujhe koi shok bhi nahi hai aap ko musibat mein girane ki.Mujhe to khud aab tak Samaj mein nahi aata sare gadbad aap ke sath hi kyun hota hai.Aap khud musibat ko dawat dete hai yaa woh aap ke piche piche aate hai.
Murtasim:Mein musibat ko dawat nahi deta tum jaanbuj ke Mujhe tang karne ke liye aisa karti hu.Yeh sab tumhari khurafati dimag ka kamal hai.Jaise us din...
Meerab:Maine jaanbuj ke aap ki balo mein tel lagate waqt chewing gum girai.
Murtasim:Haa.Tumne jaanbuj ke yeh sab kiya hai.I know.
Meerab:Meri Galti nahi thi woh.Muh se gir gaya Aur yeh baat mein aap ko samja samja ke thak gayi.Mein aap ki balo mein chewing gum kyun girao.Isme mera kya faida hoga.
Murtasim:Tum jalti ho mere is khubsurat hair style se.

Meerab laughing hard and said;

Meerab:Mein Aur aap ki hair style se jalu.How funny.Mein aap ke baal kharab karke dusro ko mauka kyun du jo log bole Mere shohar itna budda hai ke sad mein bal bhi nahi hai.

Murtasim gives her a angry glance and Meerab said;

Meerab:Aap ki yeh football jaise ankh se aab Mujhe dar nahi lagta.Is liye ghure maat.
Murtasim:Agar log Mujhe yeh kahenge mere umar ki wajah se baal gir gaye to mein kahunga Jiske pas itne kiske hui biwi hai uske sad mein agar ginti ke 4 baal bhi ho na to bhi bohot hai.Duffar.

Meerab gets angry and left from there.

Murtasim:Lagta hai as usual Kuch jyada hi bol diya hai meri stupid wife ko.Chalo Murtasim khan biwi ko jake manau Warna woh khade khade qayamat khada kar degi.

Murtasim goes to Meerab and hugs her from behind.

Meerab:Phir Mujhe pagal bolne aaye hai ya Phir mere fail hone ka tana dena bhul hi gaye.Bol de husband professor hote hui bhi maine graduation retake de de ke complete kiya hai.
Murtasim:Lekin mein to yeh bolne aaya tha Mujhe apni pagal si biwi se pagalo ki tarha mohabbat hai.Yeh tandurust logo ki Duniya mein log pagal hi behtar hai.Jin ka zuban pe hi sab Kuch ho Aur dil Bilkul saf jaise meri Meerab.
Meerab:Maska laga rahe hai Mujhe?
Murtasim:Nahi manane ki koshish kar raha hu.Kyun ki Mujhe aap ki narazgi zara bardast nahi hoti.
Meerab:Kyun?
Murtasim:Kyun ki Mujhe aap se bohot mohabbat hai.

Meerab smiles.

Then a 6 years old baby girl comes there and said in her childish voice.

Meesam:Mama aap ne Phir meri homework gadbad kar diya.English notebook mein math kar diya.
Meerab:Sorry baby.
Murtasim:Beta aap ki mama se to aise harqat ki hi ummed hai.Woh malika e gadbad jo hai.Kyun na ho in se Aisi harqat.....
Meesam:Woh Duniya mein ek piece jo hai.

They all giggled.

Murtasim lift up her in his arms and she kissed on Meerab's cheeks.

                                   THE END

Author's note:So the grumpy professor and bubbly girl's story is end here.Thank you guys for showering love on it.I hope you enjoy their journey.You know the most difficult job is bringing smiles on Someone's face.I feel glad that I'm able to do this difficult task at least a little bit.My purpose behind the story is just to cheer up your mood as if after the tiredness of a busy day, a smile appeared on the corner of the lips.

𝑸𝑼𝑩𝑶𝑶𝑳 𝑯𝑨𝑰 𝑰𝑺𝑯𝑸 𝑻𝑬𝑹𝑨Where stories live. Discover now