TWENTY

1K 88 60
                                    

After Murtasim's left Saba and Humza burst out of laughing.

Humza:Aaj ke baad Sir kabhi university mein Halka hone nahi ayenge.
Saba:Lekin yeh afat to inke ghar mein rehti hai to kya ghar mein bhi kabhi washroom use nahi karenge?
Humza:Lagta hai aaj se control karenge.Jo gazab be izzati hui aaj sir ki iske baad washroom use karna mushkil hai.

Meerab hits on Humza's back and said;

Meerab:Yeh sab Tere wajah se hua hai.
Humza:Maine kiya kya hai?
Meerab:Tu samaj kar hi maine Darwaza ke bahar yeh sab bola tha.Mujhe kya sapna aaya tha washroom ke andar se Humza nahi grumpy professor niklenge.Jis tarha se ghur ke gaya hai kya pata Mujhe kaccha chaba jai.
Humza:Is liye shaitani karne se Pehle sochna chahiye duffar.Lekin tu kuch sochke karegi yeh to namumkin hai.To aab bhugat.

Meerab makes a puppy face.

After the university Murtasim waiting for Meerab in the car.

She comes there to make a scary face and silently sit.

Murtasim:Aaj yeh kiya harqat thi?
Meerab:Mujhe laga Humza tha andar Lekin pata nahi aap Kaise nikal aaye.
Murtasim:Aise bachkani harqat kaise kar leti ho.Tumhari dimag Bilkul bakre jitna hai.Shayed bakre ki bheje se bhi kam hai.
Meerab:Aap ne meri compare bakre se kiya?
Murtasim:Ha kiya.
Meerab:Aap kiya hai Khadus.
Murtasim:Jaisa bhi hu dimag mera thik thak chalta hai.Aise logo ki washroom ki samne jake ulte sidhe harqat nahi karta.

Murtasim started the car.Meerab makes a face and Murtasim sees it.He control his anger.

Murtasim:(In mind)Phir se ise dant diya.Uff yeh romance ka chapter shuru hi nahi ho raha.Kisi acche restaurant le chalti hu ise Shayed koi romantic moment sath mein bitane ko mil jai.

His car stopped at the restaurant and said;

Murtasim:Utro car se.
Meerab:Lekin yeh to ghar nahi hai.
Murtasim:Pata hai Mujhe yeh nahi ghar nahi restaurant hai.
Meerab:Aap Mujhe Kuch khilane lee aye hai?
Murtasim:Ji.

Meerab gets happy and comes out from the car.

Murtasim and Meerab seat on the chair at opposite direction.

Murtasim wants to touch her hand but Meerab busy to see the food menu.

Murtasim extended his hand then Meerab said;

Meerab:Kuch order kare?
Murtasim:Ha.

Murtasim called the waiter and before Murtasim order something,Meerab ordered lots of food.Murtasim just surprisingly looks it.

Meerab:Mera order ho gaya.Aap kuch nahi denge apne liye?
Murtasim:Jitna order kiya hai sab khud kha loge?
Meerab:Ha sab maine apne liye kiya hai.Bohot bhuk lagi hai na.
Murtasim:Itna bhuk lagi hai ke puri Duniya kha jaoge?
Meerab:Dekhiye mere khane ko nazar maat lagai.Thode khana kiya order kar liya aap to nazar lagane mein utar aaye.
Murtasim:Agar yeh thoda tha to jyada khana kiya hai tumhare liye.Khair bhuk lagi hai to thuso tum.Aap mere liye sirf coffee lee ay.
Meerab:Thik se order kare kyun ki hum apna khana share nahi karte.
Murtasim:Mujhe share karna bhi nahi hai.Khud aram se khau.

Food comes and Meerab start eating.Murtasim Looks at her.

Meerab:Aise kya dekh rahe hai?
Murtasim:Dekh nahi raha balki soch raha tha Itne khana khake bhi tum itne fit kaise ho.Itna sara khana jata kaha hai.
Meerab:Aap nazar laga rahe hai mujh pe aaj to pakka bimar padungi.
Murtasim:Aram se khau mein nahi dekhta aur kya pata konsa ilzam laga do tum Mujh par.

After having meal Meerab and Murtasim left the restaurant.

In the road.

Meerab sees the gol gappy vendor and said;

Meerab:Chale gol gappy khate hai.
Murtasim:Abhi Abhi itna sara khana khaya aab gol gappy ki jaga kaha karoge.
Meerab:Thoda khana tha woh Aur aap meri tension na le mein manage kar lungi.Chale na.
Murtasim:Chalo.

Meerab ordered one plate gol gappy for her.

She started eating then looked at Murtasim and said;

Meerab:Aap try karenge?
Murtasim:Nahi thank you.Mein aurton ka khana nahi khata.

Meerab checked the gol gappa and Murtasim said;

Murtasim:Kya kar rahe ho?
Meerab:Dhund rahi hu kaha likha hai yeh aurton ka khana hai.
Murtasim:Stupid.

Meerab offers him one and he said;

Murtasim:Tabiyet kharab hoga mera.
Meerab:To yeh Baat hai pet kharab hone ki dar se nahi khate hai.

Murtasim gives her a angry glance.

Then Murtasim sees something stuck on corner of Meerab's lips.He wants to remove it but Meerab feed him one and he delightedly have this.

Before finished it Meerab feed him another.And gol gappy stuck on his throat and he is condition is like can't swallow or spit out.After sees his condition Meerab punch on his back and he throws out it.

Murtasim takes the water and said;

Murtasim:Mujhe mukka kis khushi se mara?
Meerab:Aap kitna ehsan faramosh hai Sir.Mein aap ki jaan bachai Aur Mujhe hi yeh baat bol rahe hai.
Murtasim:Aur mere Zindegi khatre mein bhi tumhari wajah se aay stupid.Ek khatam na hote hi dusra kiya soch kar mere muh mein dala.
Meerab:To aap ne muh khulke kyun liya.Us waqt mana nahi kar sakte the.

Murtasim gets furious and said;

Murtasim:Aab ghar chalo.Warna pata nahi Aur kiya kiya mishap karegi Meerab.
Meerab:Is wakiyat pe meri koi Galti nahi thi.
Murtasim:Thik hai Galti sab mera tha.Aab khush.

Murtasim pay the bill and they left for the home.

In the night.

Murtasim and Meerab lying down on the bed in opposite directions.Silence all over the room.

They both turned aside at the same time.Now they are face to face.

Murtasim's romantic mood gets on and he coming closer to her lips.

Because of his closeness Meerab's heart beat goes up and it's beating loudly.She heard it as usual.

Meerab sees Murtasim is very close to her and she closed her eyes.

Author's note:Kya Murtasim romance karne mein hoga kamiyab yaa Meerab se hoga Phir koi mishap?

Thank you thank you guys for all the love and support to this book.The reason behind write this mood lifting one just to cheer up your mood.I feel glad to learn that you're enjoying it.

𝑸𝑼𝑩𝑶𝑶𝑳 𝑯𝑨𝑰 𝑰𝑺𝑯𝑸 𝑻𝑬𝑹𝑨Where stories live. Discover now