FIFTEEN

1.3K 100 48
                                    

In the park.

Murtasim sitting on the bench with Mariyaam and Mariyaam said;

Mariyaam:Woh aye to Zindegi mein bahar aaye.Is patthar pe bhi phool khil hi gaye.
Murtasim:Tum jaisa soch rahe ho Aisa Kuch nahi hai Mariyaam.Yeh infatuation bhi ho sakta hai.
Mariyaam:Yeh baat jaise mein janti hu waise aap bhi jante hai.Bhai aap ko mohabbat hai bas man ne se katra rahe hai.Apni mazi ki wajah se mohabbat se mo mod rahe hai na?
Murtasim:Silent.
Mariyaam:Bhai us bure yadon ko bhul kyun nahi jate.Duniya ke sare ladki ek jaise to nahi hote.
Murtasim:Dobara ek hi aziyat se guzarne se dar lagta hai.Ek baar to mein khud ko samhal liya Lekin dusri baar nahi hoga mujhse.
Mariyaam:Yeh bhi to ho sakta hai woh dil tutna bhi is liye hua tha taki aap Meerab se mil sake.
Murtasim:Matlab?
Mariyaam:Shayed yeh kudrat ka faisla tha.Is liye Samira se shaadi hote hote reh gayi kyun ki aap ki kismat Meerab se judne wala tha.
Murtasim:Student hai woh meri.
Mariyaam:Kya student Aur teacher ke bich rishtan nahi jodta.Bhai yeh aaj kaal common hai.Unki bhi love marriage ho rahi hai.
Murtasim:Umar ka fasla bhi to dekho.Bohot choti hai woh mujhse.We've big age gap.
Mariyaam:So what?Mohabbat mein aisi chije matter nahi karta bhai.Aur mohabbat itne soch samaj ke Aur barabar ki log se nahi hota.Kab kaise kisse humara dil aa jai yeh to hum bhi nahi jante.Yeh dil ke mamle hai bhai yaha dimag ka jod nahi chalta.Woh aap ki student hai aap dono ki bich age gap hai yeh sab maat soche.Apni dil pe hath rakhe aur ankhen band karke dekhe aap ki nazar ke samne kiska chehra nazar aata hai.

Murtasim put his hand on his heart and closed the eyes.

Meerab's smiling face visible infront of his eyes and he said;

"Meerab."

Murtasim opens his eyes and Mariyaam said;

Mariyaam:Kuch bhi bolne ki zarorat nahi hai.Aap ki ankh se saf jhalak raha hai you're in love.Aab der maat kijiye jo dil mein woh bol de use.
Murtasim:Agar woh Inkaar kar de to.
Mariyaam:To uski marzi ka ihteram karna.Mohabbat zabardasti thodi hota hai.Yeh zarori to nahi use bhi aap se mohabbat honi chahiye.Lekin aap ko aap ki dil ki baat dil mein daba ke nahi rakhni chahiye kya pata use bhi aap ke izhaar ke baad aap se mohabbat ho jai.
Murtasim:Agar nahi hua to situation bohot awkward ho jayega.Mere liye waha padana bohot mushkil hoga.
Mariyaam:Age kya hoga woh bad mein dekha jayega.Aab bol de Warna Zindegi bhar pachtava rahega ki aap ne use nahi bola Kuch bhi.
Murtasim:Mein sab Kuch soch samaj ke karunga.Ghar chalo Waise bhi Kaal Mujhe jaldi university jana hai.
Mariyaam:Kyun?
Murtasim:cultural programs hai.
Mariyaam:Mein bhi chalungi.
Murtasim:Ok.

In the next day.

Murtasim was talking with some professor then Meerab entered the university.She is wearing a white saree and put red rose in her tied hair.She is looking heavenly beautiful.Murtasim is mesmerising by her beauty.Meerab also noticed him and said to herself;

"Yeh grumpy bhi aaj black suit pe bohot handsome lag rahe hai."

Mariyaam sees Meerab and comes to her and said;

Mariyaam:Aap...
Meerab:Meerab naam to suna hi hoga.Waise Duniya mein ek piece hu mein.
Mariyaam:Naam to bohot baar suna hai Aur yeh bhi pata hai aap Duniya mein ek piece hi hai.
Meerab:Really!Kisne ki meri itni tarif?
Mariyaam:Aap ki professor Murtasim ne.Actually mein unki behen hu.
Meerab:Phir to tarife nahi mere kand suni honge.Darasal Galti meri bhi nahi hai.Sir ke pas jate hi pata nahi mein itni gadbad kaise kar leti hu.Mera dil bhi na aaj kaal bohot jod jod se dhadak ta bhi hai.Aur aisa kyun ho raha hai Mujhe pata nahi hai.

Mariyaam smiles and Meerab realised she talked too much.

Meerab:Sorry!Thodi jyada bolne ki Adat hai Mujhe.
Mariyaam:It's ok.Aap bohot pyari hai Aur woh jyada bolte hai unke dil mein Kuch nahi hota.Kyun ki sab kuch zuban pe jo hota hai.
Meerab:Ek baat pucho.
Mariyaam:Jarur puche.
Meerab:Aap dono sage bhai behen hai?
Mariyaam:Ji Bilkul.Kyun?
Meerab:Nahi aap kitna mitha bolte hai Aur aap ka bhai..Bolna to nahi chahiye Lekin bina kahe reh bhi nahi paa rahi hu bohot Khadus hai.Na haste hai Aur na acchi boli bolte hai.Lagta hai Bachpan se bohot karele khaye hai is liye zuban bhi itni karwi hai.Bas gussa karna Aur gol gol ankhon se ghurte rehte hai.Mr Grumpy professor.

Mariyaam is laughing and Somone said from behind;

"Aur kya kya karta hu mein woh bhi bata de Miss Ahmed?"

She turned around and sees Murtasim there and she gets scared.

Meerab:Sir woh...
Murtasim:Kya keh rahe the aap?
Meerab:Aap kitne acche hai Sir.Kitna acche se hume padate hai.Woh to Galti humari hai jo hum nahi pad pate.Aap mein koi kharabi nahi.Mein aati hu Sir.Allah Hafiz.

Meerab left from there and Murtasim smiles.

Mariyaam:Lagta hai aag dono taraf se barabar lagi hui hai.
Murtasim:Kya bole jaa rahe ho?
Mariyaam:Agar mohabbat hai to izhaar bhi kar de.Kahin der na ho jai.
Murtasim:Bol du?
Mariyaam:Bol de bhai.Go.

Murtasim decided to confess his love to Meerab.

Humza comes to Meerab and said;

Humza:Saba ne Tujhe upar 405 room pe bulaya hai.
Meerab:Kyun?
Humza:Kam hai use.Ja na.
Meerab:Jati hu.

Mariyaam comes to Murtasim and said;

Mariyaam:Bhai woh dekho Meerab upar ki taraf jaa rahi hai.Yehi mauka hai bol do jake apni dil ki baat.Warna pachtayenge.

Murtasim looks at her and thinks something.

He go behind Meerab.

Humza Saba And Mariyaam high fives and said;

Mariyaam:Aab bhai bas bol de Meerab ko apni dil ki baat.
Saba:Bol denge.
Mariyaam:Thank you aap logo ka bhi Meerab ki feelings ke bade mein batane ke liye Warna dil mein halchal rehti Meerab ne Inkaar kar de to.
Humza:Hume bhi abhi abhi aap ki Aur sir ki baton se pata chala Sir propose karne wale hai.Is liye aap ko batai Meerab ki dil mein kya hai.Taki hum sab ek hoke un dono ko mila sake.
Mariyaam:Aab bhai bas bol de.

In the room.

Meerab didn't find Saba.She turned around and sees Murtasim is standing behind.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:Meerab aap se kuch Kehna tha Mujhe.

Meerab looks at him.

Author's note:Will Murtasim confess his love or another mishap will happen?

𝑸𝑼𝑩𝑶𝑶𝑳 𝑯𝑨𝑰 𝑰𝑺𝑯𝑸 𝑻𝑬𝑹𝑨Where stories live. Discover now