Dil duba, aur dil ruba,
Ik Arzoo rahi mere khuda,
Dil duba jesse dil ruba
Chandani bane wo gawah,Lab-o-rukhsar ke afsanay,
Dastane ishq mei dhak jane,Kaaghazi se khiyalat,
Likh likh ke hoye gumnak,In safou mei wo jazbat,
Bhar bhar ke bhi na karou har bat,Jis sheher mei chalti rahi,
Us shehar ke tu lagti nahi,Yahan ke log bas badzabaan,
Tum tou us jahan mei he basti sahi,I dont know in dino kahan hoti ho, Zamana ha kharab,
Jis ke samne abhi choti ho,I am not alone,
But i miss you all the more,Zehen pe rahta zoar,
Or dil mei ha ye shor,Zindagi na rahi mere mukhlis,
In nashou se nikalna hoa mushkil,Yar dost bahi sab ke sab thee sangdil, Falsafou mei karta phirou,
Awam ko instill,In ke sooch pore naqis,
Dogla mizag kafi sare faces,Mansube sare taqseer,
Idr fame hoti muft ke taqseem,Bedili, jab paharou jitne rahte baatien, Khaamoshiou ke andhere mei,
Jab kat tey nahi ye ratien,Khayali se khushbudi,
Bin tere mulakatien,Din key iss ujale mei apna aashiyana Har lamhe mei bhataktien,
Jis mei tere yadein,Kher, ab kia karou, kia he kahou,
Apne de Q khush rahou,
Shayari na thii khoon mei,
Q ke likhte we darou,Sarhadpar na raqeeb koi or na hareef, Par idr bohot se enemies,
Hamare adversaries,
Jana kin kin se larou,
Kia ab in jhagrou mei parou,Bichar ke bhi na har dou,
Tou kesse apne gunnah jhar lou,Nazre bhar ke aesse dekhen
Hasrat me in rasatou seBe pana thammul,
par tapish dharkanou mei,Be tukka tasalsul,
par arzoo likhaiou mei,Ik umr guzr gaye,
apnay afsurdigi ke makan ke andar,Na ghatte doriyan safrou se bhi,
Na ghatte doriyan safrou mei bhi,
Mei dekhou tuje fasalou se bhi,
Mei dekhou tuje fasalou mei bhi,
Phir dil duba, aur dil ruba,
Ik Arzoo rahi mere khuda,
Dil duba jesse dil ruba
Chandani bane wo gawah,
YOU ARE READING
آوازِ قلم
PoetryAb bhi likhou apne dil se, us ke dil ke lie, par wo kho gaye in afsanou mei kahien