30 😈

1.2K 172 35
                                    

Sidharth enter inside her room and looked at her who is crying sitting on floor holding her father 's frame.....

His mind give him warning to go from there... But his heart didn't allow this.... He can't leave her alone in this state.....

He keep that plate on side table and goes toward her taking slow steps..... He sat beside her on the floor.....

Shehnaaz is lost in her thoughts didn't felt his presence around her.....

Sidharth is going to keep his hand on her shoulder but stop in middle... He didn't knew how to comfort her.... So thought to share his thoughts..... Maybe she too open up with him hearing his past....

Sid : tumhe pta shehnaaz....... ( shehnaaz looked at him shock... as she didn't get to knew when he come and sat near her... But listening his shaking voice, she decide to listen him silently...)

Dad ke jane ke baad na.... Mano zindagi jaise tham si gyi thi....na koi khushi mehsoos hoti thi...na hi koi gham.... Bss zindagi kat rhi thi..... Na koi tyohar manata tha na kuch.....

7 saal ka tha mein sab papa ki death.. Death ho gyi...... Mujhe to pta bhi nhi tha ki ho kya rha hai.... And chuckle sadly.... But mom se lipat gya ..... Vo bhut chup thi.... Khamosh.. Jaise unke ander koi tufaan chal rha ho....

Sach ho to tha... Ik tufaan aaya hmari zindagi mein or hmari happy family... Hmari khushiya sab uda ke le gya......

Mein roz dad ke bare mein puchta tha... Pr koi jwab nhi deta tha..... Or fir meine puchna band kr diya..... Lekin mein roz sham ko 6 bje jb unka office se aane ka time hota tha... Tab  Darwaze pr baith jata tha..... Or wait krta tha... Ki vo aaye or mereko apni godh mein le.....

Lekin vo kabhi nhi aaye.... 💔..... Nhi aaye....

Bhut kuch dekha.... Bhut... Jo so called rishtedaar... Jinhe hum apna samjhte hai... Unhone bhi papa ke jane ke baad hmara saath chod diya......

Hmari company loss mein chali gyi...... Sab kuch doob rha tha... Lekin meri mom.... Ame chuckle with tears in his eyes... She stood strong..... Unhone company ko sambhala or usko dubara khada kiya....

You know... Womens are more strong than men.... They endure so much pain every month and did every work too..... They can manage everything..... Ik aurat.... Ghar bache or office sab sambhalti hai..... Or bhi akele..... They are really God gifted ❤.....

My mom was also one of those super moms... She used to manage everything.... Home, me and office.... She gave proper time to everything...... In spite of so much tired, she never said no to me when I asked her to play...

And smile remembering his mother..... And their hardships.....

Sana : papa ke jane ke baad sab bhut azeeb lgta tha mere ko..... Mumma ko rote huye dekhti rhti thi..... Ik aunty aati thi Khana lekr Or samne rkh deti thi.... Or mein bss maa ko dekh ti thi... Kyunki khud se khana nhi aata tha mujhe.....

4 saal ki to thi main.... Aisa lgta tha papa ke saath saath maa ko bhi kho diya meine.... Mein jab bhi papa ke bare mein puchti to mummy rone lgti..... Isliye meine unse puchna band kr diya.....

Kisi ne bola ki papa ab star ban gye hai.... To mein roz raat ko taare dekhne lgi.... Or unmein apne papa...... And chuckle sadly controlling her sob....

Jab hum mumbai gye na.... Life or mushkil ho gyi...... Na rhne ko jagah thi or na khane ko roti..... Tab maa ne kam dhoondha.... Kisi dhabhe pr.....

Meine bhi help krne ki sochi.. Pr unhone mana kr diya or padhane beja..... Vaha mein mahi ko mili.....

Lekin mujhe apni mummy ki help krni thi... Or meine bhi kam krna shuru kr diya... Vaha ik din malik ne mujhe thapad mar diya... Kyunki meine kam thik se nhi kiya..... Or agle hi din se vo mujhe roz marta... Kuch na kuch karan bnakr.....

Fir samj aaya.... Agar iss duniya mein rhna hai to apni awaz khud bnna padega.... Apne liye awaz khud uthani padegi..... Agar hum hi khud ki izzat ki nhi krege to koi hmari nhi krega...

Or agle hi din.. Meine malik ko bhut mara.... Or fir dheere dheere kab gundi ban gyi pta nhi chala.... And chuckle.....

Log bure nhi hote sidharth..... Unko bura bnate ha duniya vale..... Villian log aise hi thodi bante hai.... Unhone bhi bhut chote khayi hoti hai... Tabhi fir vo itne heartless ban jate h....

Or fir... Mafia ban gyi.... Ik baar jo uss daldal mein fas jata hai.... Fir vo kabhi bahar nhi aa sakta.... Chahe fir uski marzi ho ya na ho.. Use vahi rhna padhta hai....

Sid : aaj ye sab..... Said fearing from her anger....

Sana : Unko gobi ke paranthe bhut pasand the... Vo bhi specially mummy ke haath ke..... Or unke jane ke baad mummy ne bnana or humne khana hi band kr diya..

Aaj tunhare liye... And looked at him.... Maa ne itne saalo baad ye bnaye....

And then Sid remember mg 's face when he ask her to make it for him..... He curse himself why didn't he notice before..... Shehnaaz 's reaction on seeing breakfast.... Her left from there without even eating. ...

He calm himself and bring that plate and again sat beside her..... He tore a morsel and bring it near her....

Sid : let's remember him while eating his favorite food...... Shehnaaz didn't open her mouth..... Making him sigh....

Dekho shehnaaz tunhare papa tunhare pass hai.... Tumhare dil mein.... Yahi heart... Ok..??? Or jo bhi stomach mein jayega vo pehle heart ke pass se hokr jayega....

Indirectly..... Vo unhe bhi khane ko milega... Ab chalo jaldi se khao... Unhe bhi bhookh lgi hogi na.... Said giving best logic according to him..... And again bring morsel in front of her..... And this time she eat it with teary eyes......

And he feed her lovingly wiping her tears..... Shehnaaz looked at him and smile... He is the only person after her parents who made her eat the food so lovingly....

.
.
.
Shukla ji to bach gye... 😪... Unki pitai nhi huyi.... ( ya abhi nhi huyi... Pr kal ho jaye 🤫🤫🤫..)

.
.
.
.
Byeee....
.
.
.
Good night.....

HAVOC 🔥 ( Completed) Where stories live. Discover now