Are dil toh vo dariya hai
Jo iss junoon ki shola ko bujha dena chahta hai.
Pyaas mustaqbil ke is insaan ki nahi,
Balki kal ke aasuon ki bujhana chahta hai.
Kya kare iss dil ka..
Chand yaado ko apna chaand maan kar
Bewakoof, sitaron ko dehleez se thukra raha hai...
YOU ARE READING
Sitaron ki Syahi: Shayari
PoetryMusafir ham bhi hain, musafir aap bhi. Farq bas itna hai, ke hamare raste dastan ban gaye, Aur aapke raste- manzil. Dastan sunoge meri?
Satrah