(Teena or uski behen aarohi ganga kinare baithe hue the)
teena- oye tune kitne paise jama kiye
aaru- yaar sirf 300 rupaye
teena- Kya eek tujhse hi ummid thi aab toh woh bhi gai
aaru- di mai Kya soch rahi thi ki hum aapne gharwalo se paise...
teena- shut up! tune aaj bol diya toh bol diya aab aage se unki jikar bhi mere samne mat karna
aaru- sorry di
teena- hmmm
(ganga nadi mai kuch ladke rafting kar rahe the or un mai se eek ladka nadi mai gir gaya phir kuch der baad use bachate hue or eek ladka gir gaya phir kuch log aaye risikesh ke or unhone un dono ko bacha liya yhe sab teena dekh rahi thi)
Boy1- Thank you so much kartik tune aaj meri jaan bachai hai thank you so so much mai Tera yhe ehesan kabhi nahi bhulunga
kartik- Arre ehesan kis baat ka tu toh mera dost hai or dost ke liye kuch bhi
Vivan (kartik's brother)- bhai Iam proud of you!
kartik- Arre😅
teena- (piche se) andher Nagri Chopat Raja Takke Siir bhaji takke Siir khaja
kartik- excuse me!
vivaan- Kya aap samjha sakti hai ki aapne yhe Kya kaha hai
teena- mere kehene ka matlab yhe hai ki aandho mai kadha bhi raja hota hai
Boy1- aapne andha kisko kaha
teena- tumhe
kartik- or kadha
teena- tumko
vivaan- aap yhe sab kiu keh rahe ho
teena- mai yhe sab isiliye keh rahi hu kiuki jab yhe bhai sahb nadi mai gire the na or use bachane ke liye yhe tumhara bhai yhe gira tha woh jaanbujhkar bachane ke liye nahi gira tha woh galti se gir gaya tha or aisa dikhaya ki woh use aasli ka bacha raha hai
boy1- yaar kartik tu aisa nikla maine socha bhi nahi tha
teena- Kya muft ke taarife lut rahe ho yaar (she left)
kartik- hey guys listen to me!!!
(kartik teena ke pass gaya or kaha)
tum hi koun tumhari problem Kya hai yhe sab batana jaruri tha in logo ko
teena- arre tumhare bhai ne hi force kiya tha mujhe batane ko hai na aaru
aaru- ha di!
teena- aagar humare risikesh ke log waha nahi aate na tumhe tumhare dost ko bachane toh aabhi hum tumhare shrad pe halwa puri kha rahe hote bade aaye logo ki jaan bachane rafting karne mendhak kahike tarrr tarrr tarrr🐸🐸🐸(she leave)
vivaan- bhai isne toh aapki bejati ki or aapne isko aise hi Jane diya
kartik- tu bas dekhta reh mai Kya Kya karta hu iski tar tar ko maine billi ki meaw meaw na bana diya toh mera naam bhi kartik nahi tarrr tarrr tarrr😏
![](https://img.wattpad.com/cover/352744811-288-k660919.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
Kaira-एक एहसास❤❤❤
RomanceThen again enemy friendship, and then love, this four words are seeming impossible even after hearing the meaning of the enemy who has became our enemy then how came this be friendship or love oh my god really it seems impossible after hearing it. N...