Naitik leave for keeniya

22 2 0
                                    

(phir kuch der baad naira aa jati hai maheshwari house naitik or akshara naira ke bare mai baat kar rahe hote hai)
naitik- sorry akshara kal aap is rahi thi or mai aapko rok bhi nahi paya Iam so sorry
akshara- naitik aap kiu sorry bol rahe hai aapki galti nahi hai isme kisi ki bhi galti nahi hai galti hai toh meri hai yeh sab meri vajah se ho raha hai aagar us din mai naira ko dhundne police lekar nahi aai hoti toh aisa kuch bhi nahi hota
(tabhi naitik ko phone aata hai)
naitik- hello ji boliye what!!
(in sighaniya house)
Dadu- munna tum achanak se waha se yaha aa gaye or bata bhi nahi rahe Kya Hua
chotidadi- bolo na naitik Kya Hua
naitik- woh chotimaa bauji mujhe aaj hi kenya ke liye nikalna padega
naira- kenya!! lekin kiu papa
naitik- woh waha par humare Mumbai ke kuch employes gaye the or waha ke logo ko kuch galatfehmi hui or unhone humare employes ke khilaf FIR darj karwa diya bas usi case ki vajah se mujhe waha jana padega
gayu- mama aap kab wapas aaoge
naitik- papa nahi beta nai jata hu mujhe packing karna hai
(Naira aapne kamre mai ro rahi hoti hai naitik darwaja khatkhatata hai or naira kholne se mana kar deti hai)
naitik- naira princess darwaja kholo beta
naira- nahi!!! mai itne saal baad ghar aai or aap ja rahe ho yeh Kya baat hai aagar aap chale gaye toh mai wapas risikesh chali jaungi
naitik- nahi beta please aisa mat karna tum darwaja toh kholo please beta
(Naira darwaja khol deti hai)
naira- papa aab aap bolo aap nahi jaoge na warna mai chali jaungi yaha se phir kabhi wapas nahi aaungi
naitik- beta please aisa mat bolo tumhe chod kar mai bhi nahi jana chahta tum un logo ke bare mai socho jo bekasur hote hue bhi jail mai hai or unke piche unki family pata nahi kin kin cheejo se suffer kar rahi hogi unke bare mai bhi toh kuch socho beta or aagar mai waha nahi gaya toh bohot problem ho sakti hai beta please samjho mai!! mai jaldi wapas aa jaunga please beta
naira- ok par aap jaldi aana please
naitik- ok or ha jab mai ja raha hounga toh mujhe tumhare chehre par smile najar aani chahiye ok
naira- hmm (aasu pochte hue)
(naitik aapne kamre mai jata hai suitcase lene or waha par akshara hoti hai)
naitik- akshara Iam sorry
akshara- aapko sorry bolne ki aadat ho gai hai Kya or waise bhi aap toh in logo ko bachane ja rahe hai na yeh toh bohot garv ki baat hai
naitik- hm (he hug's akshara)
(naitik or ghar ke sabhi log hall mai hote hai or dekhkar shock ho jate hai ki naman ne bhi bag pack kar rakha hai)
naitik- naman tum bhi
naman- ha bhaiya mai bhi aapki help karna chahta hu aap waha akele Kya Kya sambhalenge
naitik- thank you so much naman par karishma or mishti ka Kya
mishti- Arre nahi tauji mujhe toh aapne papa par proud hai
karishma- ha naman Iam proud of you.....

Kaira-एक एहसास❤❤❤जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें