(rose stairs se niche utar rahi thi or tabhi mishti aa gai)
mishti- aaah mumma bhoot
(karishma se chipak gai)
karishma- mishtu...
(rose niche aa gai thi or usne aapna ghunghat hataya)
rose- mai bhoot nahi hu😊 Radhe Krishna (to all)
all- Radhe Krishna
Naira/gayu- bhabiii (uske pass jata hai)
gayu- aapko Hindi aati hai
naira- Arre kaise nahi aati humari hone wali bhabi toh bohot smart hai beautiful hai or yash bhaiya ke liye perfect bhi btw jab humne aapko bhabi bola toh aap samajh hi hai hogi ki hum aapki hone nande hai yeh gayu di hai or mai naira
rose- thank you naira...
naira-😊
dadu- bahu tumne yeh Kya kiya aagar yeh sab rukmani ji ko pata chala toh musibat khadi toh jayegi
mishti- musibat khadi ho jayegi nahi musibat khadi ho gai
(sab log dekhte hai ki rukmani ko sab pata chal gaya)
rukmani dadi- yeh sab yaha Kya ho raha hai or Akshara beta mujhe tumse yeh ummid bilkul nahi thi mai khaskar kal tumhe bolkar gai thi ki inka sath mat dena or tumne wahi kiya kiu...
akshara- aunty dekhiye maine aapse kal hi kaha tha ki Aagar yeh dono aaye toh mai jaroor inhe yaha rehene dungi kiuki mujhe is rishte se koi dikkat nahi hai...
rukmani dadi- yeh sirf akahara ko lagta hai ya aap sabko bhi
chotidadi- dekhiye dikkat toh hume bhi kuch nahi hai lekin aab tak hum akshara ko isiliye hi mana kar rahe the inhe yaha rakhne ko ki aap naaraj na ho jaye
rukmani dadi- dekhiye mai aap logo se bohot naaraj hu or tu yash yaha India ki ladkiya mar gai thi Kya no tu foreign se ladki utha le yaha dekh kuch saal pehele bhi yahi hua tha tu cape town ki woh ladki Kya naam tha woh no naksh ki dost thi
naksh- dadi Kya aap sanju ki bat kar rahi hai
rukmani dadi- ha wahi anjrejan sanju
gayu- par dadi sanju di toh Indian thi
rukmani dadi- ha pata hai mujhe lekin aai toh dusre desh se hi na usne bhi yash ko chod diya tha jab tune use shadi ke liye kaha
naksh- dadi lekin woh pehele aapna career banana chahti thi then woh shadi ke bare mai sochti na
rukmani dadi- karan jo bhi raha ho woh kabhi wapas toh nahi aai na dekh yash humare bharat mai bhi bohot sundar sundar ladkiya hai tu unhe dekh na yeh toh humare cast ki bhi nahi hai yeh humare desh ki hi nahi hai kuch samajh beta
naira- toh Kya Hua aagar woh humari caste ki nahi hai, desh ki nahi hai maine aapse kal bhi kaha tha ki yash bhaiya inse shadi karne ki baat kar rahe hai toh kuch socha hoga unhone woh koi dudh padte bacche toh hai nahi dadi dekhiye mujhe pata hai mujhe is mamle mai nahi bolna chahiye lekin aagar bade galat ho toh choto ko bolna padhta hai or mujhe yeh pyar wyar shadi iske bare mai kuch nahi jaanti lekin itna jaanti hu ki pyar dil se hota hai caste ya desh dekhkar nahi or meri salah bhi yahi hai ki aapko shadi ke liye maan jana chahiye aagar aapne aabhi nahi mana toh yash bhaiya or rose bhabi kahi bhaag kar shadi na karle
rukmani dadi- yeh bhagwan kitna bolne lag gai...(use khasi aa jati hai or rose use pani lakar deti hai)
rose- yeh lijiye dadi pani peejiye (uske pair chuti hai) Radhe Krishna dadi
rukmani dadi- khush raho khush raho (full attitude mai)
rose- dadi please aap maan jaiye na please mai or yash love each other we are made for each other please agree dadi
rukmani dadi- isne mujhe angry dadi keheni ki himmat kaise ki
gayu- angry dadi nahi agree dadi matlab rose bhabi yeh kehna chah rahi hai ki woh or yash bhaiya eek dusre se bohot pyar karte hai woh dono eek dusre ke liye hi bane hai aap please maan jaiye yeh kaha hai unhone
rukmani dadi- woh toh mai kabhi bhi nahi manungi or aap sab ko aagar inko ghar mai rakhna hai toh rakho nahi rakhna hai toh mujhe nahi pata...(woh chali jati hai)
yash- I am so sorry meri vajah se dadi ne gusse mai yeh sab bol diya
choti dadi- koi baat nahi yash hum sab rukmani ji ko bohot aache se jaante hai
yash- toh mai chalta hu chalo rose
akshara- kaha ja rahe ho tum dono
yash- woh mami hotel aab aagar yaha rahenge toh...
akshara- kahi bhi nahi jaoge tum dono yahi par hi rahoge aapna ghar hote hue hai hotel mai rahoge pitai karni padhegi aab yash tumhari Kya hai beta...
rose- ha yash please yahi rehete hai na mujhe in sabke sath yaha bohut aacha lag raha hai please yash
mishti- ha bhaiya please.....
yash- ok ok thik hai hum yaha hi rahenge
naira/gayu- thank you bhaiya😀
naira- chalo rose hum tumhe tumhara kamra dikhate hai aao
(woh chale jate hai)
gayu- so... kaisa laga room
rose- bohot sundar hai thank you
naira- offo thank you bolne ke tumhr paise milte hai Kya jo tum bar bar thank you bolti ho iski koi jarurat nahi hai aacha aab hum chalte hai
gayu- ha kisi bhi cheej ki jarurat ho toh Hum hai ok
rose- ok than...
naira- roooose...
rose- ok ok nahi bolungi thanks
(naira and gayu is left)
(Naira aapne kamre mai pungi se baat kar rahi hoti hai)
naira- pungi eek baat batau humare ghar mai shadi hone wali hai
pungi(ishare se)- teri?😂
naira- pagal hai Kya meri nahi mere consin ki yash bhaiya ki maine tujhe bataya tha na yash bhaiya ke bare mai
pungi- ha yeh toh bohot aachi baat hai
naira- love marriage hai unki or woh bhi ladki foreign se hai rose naam hai bas gharwale maan jaye phir toh mai tujhe bhi shadi mai bulaungi
pungi- sach mai
naira- ha ha sach mai or hum dance bhi karenge oh ha dance se yaad aaya bohot din ho gaye hum dono ne eek sath dance nahi kiya toh aaj ho jaye (woh phone ko side mai rakhti hai or song chalati hai or woh or pungi dance karte hai on dil se bandhi eek dor or tab hi akshara aa jati hai or naira ko dance karte hue dekhkar bohot khush ho jati hai)
akshara- naira ka pehela pyar dance lagta hai uska pehela pyar jaag gaya😘
आप पढ़ रहे हैं
Kaira-एक एहसास❤❤❤
RomanceThen again enemy friendship, and then love, this four words are seeming impossible even after hearing the meaning of the enemy who has became our enemy then how came this be friendship or love oh my god really it seems impossible after hearing it. N...