(kartik singhaniya house mai aa gaya tha chikte hue🤧)
gayu- Arre aap yaha!!
kartik- ha woh🤧woh kuch documents dene the aunty ko
gayu- oh aap yeh mujhe we dijiye mai mami ko de dungi
kartik- ji... byy🤧 by the way m7shti hai ghar par
gayu- ji nahi woh tution gai hai aap bimar hai Kya
kartik- no nahi woh bas chinke aaaa🤧 aa rahi hai sir dard ho raha hai gala dard🤧 ho raha hai bas....
gayu- aacha aap yahi rukiye mai choti nani ka banaya hua kadha or medicine lekar aati hu
kartik- Arre nahi🤧 nahi woh maine sari dawaiya khaaaa😂 kha li jukham ki gale dard ki sir dard ki
gayu- lekin koi asar nahi hua isiliye keh rahi hu aap yahi rukiye aagar aap eek baar chotinani ka banaya hua kadha pi lenge na toh aapka sara jukham sara sir dard gala dard chu mantar ho jayega
(tabhi naira aa jati hai)
kartik- ji 🤧
naira- arererere mendhak ko jukham ho gaya😂🐸
kartik- tumhe toh mai mai🤧
naira- aare tum zameen par nahi aana chahiye tha talab mai hi rehena chahiye the suit nahi kar raha tumhe yeh
gayu- bas naira woh bimar hai
naira- bimar!! bimar nahi hai yeh bimari hai bimari bhi nahi hai yeh toh infection hai infection
kartik- aab aaa
(chike aati aati ruk jati hai)
naira- dekhlo tum eek infection se dar kar toh chike bhi aache se nahi aa rahi
gayu- naira!!! kartik aap yahi rukiye mai aabhi aai
kartik- ok!!!
(gayu is left)
kartik- tumhe toh aab mai chodunga nahi
(uske pass jata hai)
naira- aye aye!! dur raho mujhse aapna yeh ganda infection mujhpar mat felao dur raho
(woh bhaag rahi hoti hai or kartik uske piche or woh girne hi wali hoti hai ki kartik use pakad leta hai)
kartik- kaha tha na aapna yeh infection toh aab tumhe bhi felaunga😂
(woh chinkne hi wala hota hai ki naira use dhakka de deti hai or uppar ki taraf bhaagne lag jati hai)
kartik- abbe oye chodunga nahi tujhe
(and then he realize ki woh uppar aa gaya)
kartik- oh no yeh mai kaha aa gaya niche jana padega
(or tabhi woh sunta hai ki naira pungi se baat kar rahi hai)
naira- nahi pungi mai yaha humesha unke sath nahi reh sakti tujhe pata hai na unhone mere sath Kya kiya tha kuch saal pehele unka koi bharosa nahi hai woh eek maa hokar aane baccho ke sath aisa kar sakti hai toh unpar kaise bharosa karu mai chal aabhi rakhti hu baad mai baat karte hai
kartik- isko problem Kya hai aunty se woh toh Itni aachi hai tab bhi yeh unke sath kitna bura behave karti hai ise koi toh galatfehmi hai aapni maa ko lekar
(or tabhi use chakkar aane lag jata hai )
(gayu kadha lekar hall mai aati hai par waha koi nahi hota)
gayu- yeh lijiye kartik!! kartik!! lagta hai chale gaye
(or tabhi mishti tution se ghar aati hai)
mishti- koun chala gaya gayu di
gayu- kartik
mishti- Kya bf yaha aaye the or mujhe mujhse bina mile bina bataye chale gaye mujhe bohot bura lag raha hai
gayu- mujhe bhi!!
mishti- mujhe isiliye bura lag raha hai kiuki woh mere bf hai lekin aapko kiu bura lag raha hai woh aapke bf thodina hai
gayu- Arre mishtu mujhe tere liye bura lag raha hai isiliye bola mujhe bhi
mishti- oh oh
naira- thank god woh chala gaya warna uska infection toh mujh... aaaachiii🤧 mujhe lag gaya
(Naira is left)
(gayu or mishti ki hasi nikal jati hai😂)
(Naira aapne kamre mai jati hai or light on karne ki koshish karti hai par light nahi jalti)
naira- offo iss tubelight ko thik karana padega (or tab hi woh kisike pair se takrar or gir gai)
naira- aauuch!! koun hai yeh koun ho aap!! hello!! arre sun hi nahi rahe
(tab hi light aa jati hai or us insan ke muh par takiya hota hai or woh hatati hai takiye ko)
naira- aaaaaaa!!
(woh insan kartik hota hai or naira ki aawaj se woh bhi uth jata hai or chillane lagta hai)
kartik- aaaaaaa!!
naira- tum!! tum yaha Kya kar rahe ho (kartik par pillows fekti hai)
kartik- arre!! arre yeh sab mujhpar fekna toh band karo warna mai tumhe bataunga kaise
(Naira chillakar)
naira- ha batao jaldi batao!!
kartik- tum shant hokar baat nahi kar sakti!! dekho jo tum samajh rahi ho waisa kuch bhi nahi hai maine dawai khai thi bohot sari toh mujhe chakkar aa gaye or mai so gaya I am sorry!!
(or tabhi darwaje ke khatkhatane ki aawaj aati hai)
chotidadi- naira!! naira!! naira beta Kya Hua tum chilla kiu rahi ho
kartik- oh no!! (slowly)
(kartik ishara karta hai ki please kisiko mat batana or naira ishara karti hai ki aapne ghutno mai baithkar maafi maango kartik ghutno par baithkar maafi maangta hai 😂 then woh jaldi jaldi kamra saaf karke darwaja khol dete hai or kartik darwaje ke piche khada hota hai)
naira- Kya hua chotidadi aap yaha
chotidadi- naira tumhare chillane ki aawaj aai kuch hua Kya tumhe kuch hai Kya andar
naira- nahi dadi kuch nahi hai mai kaha chillai mai toh chup chap baithi hu yaha mai toh aaram karne ja rahi thi
chotidadi- sachmai kuch nahi hua hai na dekho kuch hua hai toh mai...
naira- Arre dadi kuch nahi hua mai bilkul thik hu
(or tabhi kartik ke phone ki weird si ringtone bajti hai dingaringaring wali😂 or naira aapna phone nikal kar phone jhoothmooth ka cut karti hai)
chotidadi- Kya hua kiska phone the tumne cut kar diya
naira- Arre nahi dadi wahi koun baar baar pareshan kar raha hai phone karke)
chotidadi- yeh koun hai jo humari ghar ki bacchi ko pareshan kar raha hai baat karao usse meri
naira- Arre nahi dadi yeh koi badi baat nahi hai mai khud handle kar lungi mujhe pata hai in jaise namuno ko kaise handle karte hai aab aap jaiye dadi ap bhi rest kijiye or mai bhi rest karti hu okay
chotodadi- thik hai koi bhi pareshani ho toh mujhe bata dena
naira- ji ji
(choti Dadi chali jati hai)
kartik- mai tumhe namuna dikhta hu
naira- or nahi toh Kya aagar Itni hi chid ho rahi hai toh batadu dadi ko
kartik- Arre nahi nahi sorry sorry!! btw hum ghabra kiu rahe the matlab hum kuch galat toh nahi kar rahe the yaha hum bata sakte the na dadi ko
naira- ha pata nahi yeh sab tumhari vajah se hua hai tum ghabraye pehele
kartik- ha toh woh situation hi kuch aisi thi ghabrane ke siwa or kuch sujh nahi raha hai
naira- waise eek baat manni padegi tumhare phone ka ringtone hai bada aacha😂
kartik-😂
(dono ki hasi nikal jati hai)
naira- aacha aab jao yaha se
kartik- ok ok bas 1 min tumhare kamre mai sab ki pictures hai bas aunty ki nahi kiu??

आप पढ़ रहे हैं
Kaira-एक एहसास❤❤❤
Любовные романыThen again enemy friendship, and then love, this four words are seeming impossible even after hearing the meaning of the enemy who has became our enemy then how came this be friendship or love oh my god really it seems impossible after hearing it. N...