Madhav and Shree Wedding

134 9 1
                                    

Mahi making ready Shree for her marriage and she was remembering her marriage with Madhav.

Shree: Mahi tumne kitna sundar shringar karti ho.

Muskan: Haa. Mahi tumne kitna sundar shringar kiya hai Shree ka.

Mahi: Woh toh karungi hi. Meri sabse priye sakhi ka vivah jo hai.

Muskan: accha Mahi Shree bahar sajaawat kaisa chal raha hai woh dekh leti hu.

Shree: thik hai.

Mahi: Shree tum yahi raho mujhe woh Madhav ko bhi sajy karna hai toh mai unke paas jaa rahi hu.

Shree: Mahi... tum mujhe krodhit nahi ho?? mera vivah uss vyakti se ho raha hai jisse tumhara huya, jisse tum bhi prem karti hu.

Mahi: Hey Narayan. Tum bhi. Pata hai kal Madhav bhi yahi kah rahe the. Shree prem ka yeh arth nahi hai ki kisiko ko vivah ke bandhan mein baandh kar rakhna. Prem mein swantranta dena chahiye. Radha aur Rukmini ne bhi Shree Krishna se prem kiye the kintu unke hriday mein ek dusre ke liye koi mann- motaaf nahi tha. Haina??

(again this line credit goes to Radha di varia1291)

Shree: Haa. Saty mein mujhe kitni khush nasib wali hu ki tum mujhe ek sakhi ke roop mein mili ho.

Mahi: accha mai aati hu. 

Shree: hmmm...

Mahi: Madhav...

Madhav: Mahi... Aap yaha??

Mahi: Aapko sajy karne ke liye

Madhav: Mahi mera mann kah raha hai ki mai tumhare saath anuchit kar raha hu

Mahi: hmm... Kintu mai toh aapke hriday mein hu. Toh aap apne hriday se puchiye kya woh aisa kah raha hai kya??

Madhav: Nahi

Mahi: Toh aap nichint rahiye kuch anuchit nahi ho raha hai

Mahi: Shree Madhav vivah ki dhero shubhkamnaaye.

Shree Madhav: Dhanyawaad.

MadhiShree (On hold)Where stories live. Discover now