Missing Mahi

91 9 7
                                    

So today is my birthday.
So a small gift for you all from my side.

Madhav and Dev came back with Mahi. Everyone was waiting for them near the door.

Shree: Madhav aap aagaye. Mahi kaha hai?? Woh aapke saath aayi haina??

Dev: Shree ek shan.

Shree: Nahi mai ek shan aur nahi ruk sakti mujhe apni sakhi se milna hai

Madhav: Mahi ab nahi rahi humare saath.

Shree: Nahi. Yeh aap kya kah rahe hai?? Aapka kahne ka kya arth kya hai??

 Yeh aap kya kah rahe hai?? Aapka kahne ka kya arth kya hai??

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Madhav left.

Dev: Shree mai batata hu.

Dev told everything to Shree and Muskan.

Dev told everything to Shree and Muskan

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Shree: Nahi nahi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Shree: Nahi nahi.. Yeh sab meri wajah se huya. Mai jeevit hi kyu hu?? Meri wajah se meri sakhi aaj humare saath nahi hai.

Dev: Nahi Shree yeh tumhare nahi apitu uske bhrata ke wajah se huya hai.

Muskan: Haa Shree Dev ji uchit kah rahe hai tumhare wajah se kuch nahi huya hai.

Everyone was recalling their memories with Mahi.

After few months.

Madhav was roaming. When he saw a person is selling colours

Madhav: Tumhare jaane ke pashchat bhi mai tumhe bula nahi paaya. Tumhare yaha na hone pashyaat aaj bhi mai tumse utna hi prem karta hu. Kintu pata nahi aisa kabhi kabhi pratit hota hai ki tum jeevit ho. Tum yahi ho.

Dev: Madhav. Kisse baate kar rahe ho??

Madhav: Kisise nahi bhrata. Aap bataiye kya kary tha??

Dev: Kisse jhoot bol rahe ho Madhav?? Mujhse ya shyam se??

Madhav: Aap kya kah rahe hai bhrata??

Dev: Tum Mahi ko samran kar rahe ho na??

Madhav: Kya faida bhrata?? Mahi toh wapas nahi aane wali. Woh choriye bhrata aap log yahi kahenge ki Mahi ko bhul jao kintu nahi bhula sakta mai kyunki aaj bhi mai Mahi se utna hi prem karta jitna phele karta tha.

Dev: Mahi ko hum mein se koi nahi bhula sakte hai. Mahi mere liye meri behen samaan thi. Kintu saty ko aswikar bhi toh nahi kar sakte hai. Vaise mai yeh batane aaya tha ki aaj sabha hai. Gaao ke saare mukhiya aayenge.

Madhav: Thik hai bhrata hai.

Shree: Tumhari kitni yaad aa rahi hai Mahi. Kadachit tum yaha hoti toh kitna accha lagta. Tumhare jaane ke pashchat yaha se saare khushiyan bhi chali gayi.

 Tumhare jaane ke pashchat yaha se saare khushiyan bhi chali gayi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Muskan: Shree..

Shree wipes her tears but Muskan saw it.

Muskan: Shree tu ro rahi hai kya??

Shree: Nahi mai kyu ro ungi??

Muskan: Mahi ke liye. Teri behen hu. Bohat acche se jaanti hu tujhe.

Shree: Mujhe bohat yaad aa rahi hai Mahi ki.

Muskan hugs Shree. Dev was watching them.

MadhiShree (On hold)Where stories live. Discover now