Madhav (to himself): Mahi aise kaise kah sakti hai. Ek baar toh soch leti ki hume kaisa lagega kintu nahi sahdev apni mann mani karni hai.
Shree: Madhav...
Madhav: Shree abhi mai vartalaap karne ka iccha nahi hai.
Shree: Mai jaanti hu. Aap abhi Mahi se krodhit hai. Kintu usne bina soche kaha tha.
Madhav: Kintu phir bhi Mahi ko aisa nahi kahna chahiye tha.
Shree: Mai jaanti hu kintu mujhe purn vishwas hai ki aap meri sakhi ko kuch nahi hone denge.
Madhav: Hum...
Shree: Hum
Mahi: Ahem Ahem hum aa sakte hai.
Shree: Avashya aa sakti ho tum
Mahi: Dhanyawad. Madhav hume shama kar dijiye humne bina soche samjhe kah diye.
Madhav: Thik hai. Shree ne hume bataya ki aapko baalpan se yeh aadat hai bina soche samjhe kahne ka.
Shree: Ek shan humne kab kaha yeh sab??
Mahi: Shree tum aisa sochti hai mere baare mein??
Shree: Nahi Nahi... Madhav aap kyu do sakhiyon ke beech jhagda karwa rahe hai??
Madhav: Mai?? Tumhe lagta hai mai aisa karunga??
Shree: Accha. Itna bura laga.Madhav: Haa. Bohat bura laga.
Mahi: Acchi baat hai. Chalo Shree Rajabhishek ki tayari hum unki sahayata karte hai.
Shree: Haa anytha koi hume bohat satayega.
Madhav: Hey Narayan kaun hai yeh dono?? Inka krodh humesha naak par rahta hai.
Next day
Madhav: Mere pyaare Ayodhya ke vashiyon aap sabhi ka dhanyawad ki aap sab ne hume itna samaan diya aur itna prem diya. Uske liye koti koti dhanyawad.
Ayodhya wasi: Maharaj Madhav ki Jai,
Rani Mahi ki Jai,
Rani Shree ki Jai,
Senapati Dev ki Jai,
Rani Muskan ki Jai,
Note:
Character 2 part jo log the ab unka roleplay yahi samaat hota hai. Kintu mai koshish karungi ki kahi na kahi unka jikr karu.
Dhanyawad
Kritika
YOU ARE READING
MadhiShree (On hold)
FanfictionSabse bada hai prem jagat mai prem sa na kuch duja, Prem savam ishwar ka roop hai prem hi sachii puja, Prem sada nirmal jaise behti nadi ki dhara, Prem ki pavanta k agey nadmastak hai jaag sara