18

1K 118 39
                                    

"Tum log itne sare logo ke hote huye woh admi mere ghar tak kaise pouch gaya?Tum logo ko mere ghar ke bahar security ke liye rakha gaya hai na ki sone ke liye."

Saying this Murtasim put a gun on one of his men's foreheads and he pleaded in front of him.Murtasim's rage is touching the sky then Bakhtu stop him and get rid of the man from Murtasim.

"Mat ruko mujhe Bakhtu.Yeh log saza ke haqdar hai.Mein inhe apni ghar ki hifazat ke liye rakha hai aur inke hote huye mere ghar mein ghus ke ek admi mere ki izzat pe hath dala aur yeh log sab so rahe the."

Murtasim again wants to hit but Bakhtu stop him again and say;

"Khan yeh log soo nahi rahe the balki inko neend ki goli khilaya gaya tha."

Murtasim narrowed his eyes and asked;

"Kya matlab hai is baat ka?"

"Khan woh Karim jo tha ghar mein usne us Rehan Chaudhary ke hatho bik gaya tha.Usne use paiso ke lalach dekar ghar ke sare information liya.Jab mauka aaya to ghar ke bahar jitne log hifazat ke liye rakha gaya unhe dhoke se woh neend ki dawai khila diya phir yeh sab ho gaya.Maine ghar ke cc tv check kiya tha to waha se yeh sab pata chala."

Murtasim clenched his fist in anger.He gritted his teeth and said;

"Karim ko maine apna wafadar samjha aur woh kuch paiso ke khatir bik gaya.Kaha woh bad bakht?Kaha hai woh?"

Bakhtu shievered by Murtasim's screams and replied with broken words.

"Sir woh bhag gaya."

Murtasim tried to calm himself then said;

"Mujhe woh chahiye Bakhtu.Usko lake mere samne khara karo taki mein use apni hathon se qatal kar saku.Jao."

__________________________________

Murtasim entered into the room with tired face.He sits on the couch and see Meerab standing leaning against the bed.He called her but Meerab is in deep thought.Murtasim called her again with loud voice.She came out from her thoughts and asked;

"Hmm?"

"Kya hua Meerab?Kis soch mein ghum ho?"

Tears from Meerab's eyes and her lips are trembling.She says in calm voice;

"Murtasim woh...."

Murtasim go near Meerab and make her sit on sofa.He sitting next to her and wipes her tears by his hand.

"Murtasim agar woh sach mein mujhe lee jata to.Jab jab mein yeh sochta hu to mera dimag kam karna band kar deta hai.Agar sach mein aisa ho jata to mera kya hota Murtasim.Tumse dur jane ke khauf se hi mein mar jaungi.Mein tumse dur nahi hona chahti kabhi nahi."

Murtasim put his hand on Meerab's hand and said;

"Aisa kabhi nahi hota ke Meerab Murtasim se dur chali jai.Meerab aur Murtasim ke kismat ek dusre ke sath jura hua hai,khuda ke ilawa duniya ke koi taqat unko judah nahi kar sakta.Kabhi nahi.Aur raha sawal aaj ke wakiyat ka to Meerab agar aisa kuch hota mein tumhe patal se dhund nikal ta.Koi insaan agar duniya ke kisi bhi kone mein jake tumhe chupa nahi payega mujhse.Murtasim se uski Meerab ko dur karna mushkil hi nahi na mumkin hai."

Meerab said hesitate.

"Agar woh sach mein mujhe lee jata kya tum mujhe phir se apni zindegi mein qubool kar pate?Murtasim kya ek mard ke liye itna asan hai aise aurat ko dusri baar apni zindegi shamil karna jisko ek gair mard ne....."

Murtasim put his index finger on Meerab's lips and said;

"Sshhh!Tum bohot jyada soch rahi ho Meerab.Tum mujhe jante ho mujhe duniya ke fiqar nahi hai aur na mujhe mashre ki koi parwah hai.Agar mujhe kisi chij ka parwah hai woh sirf tumhari.Allah na kare agar aisa kuch ho jata to mein tumhe apni zindegi mein waise hi qubool karta jaisa nikaah wale din Qubool karke tumhe apni nikaah mein liya tha.Apni biwi ka rutba diya tha.Tum humesha mere liye ek pak aur nek aurat rahogi jo apni zindegi mein sirf ek mard ko dil mein jaga diya hai.Aur woh kush kismat mard mein hu.Mere raj chalta hai meri biwi ki dil mein.Waha ka badshah mein hu aur hukumat bhi meri hai.Aur tumhare sath mein bad saluki mein kyun hi karta Meerab.Mein tumse beshumar mohabbat karta hu.Aur mohabbat ke buniyad aitbaar hota hai.Mujhe pata hai is mein tumhari koi galti nahi thi.Woh bad bakht insaan kabhi tumhari inkaar ko nahi suna.Use tumhari taraf se mili huyi naa ko nahi samaj paya.Sare galti uski hai aur woh saza ke haqdar hai.Aur agar koi aaj jo kuch hua is mein qusurwar hai to woh mein hu."

Murtasim folded his hands in front of Meerab and said;

"Tumhara shohar hone ke nate tumhari hifazat ki jimmedari mera tha.Lekin Murtasim khan apni zimmedari ko nahi nibha paya iske liye hath jor kar apni biwi se mafi mangta hai.Tumhari ek kharuch se mera dil jalta hai aur woh bad bakht ne..."

Murtasim can't complete his sentence.Tears drop from his eyes.Meerab kisses on his tears and he again says;

"Lekin Murtasim Khan aaj apni biwi se wada karta hai jisne aaj uski biwi ki ankhon se ansu girai.Use lachar mehsos karwaya usko saza na diye begair woh chain se nahi bethega.Is baar aise andar karunga ki kabhi bahar nahi aa payega."

Meerab put her head on Murtasim's shoulder and he grabbed her hand.Meerab asked her;

"Chot mujhe lagi aur takleef mein tum ho Murtasim.Tum takleef aur pastave mein dube huye ho.Kabhi kabhi mein yeh sochti ho yeh jo tum mujhe dewano ke tarha chahte ho kya iske haqdar mein hu?"

Saying this Meerab raises her head from his shoulder.Murtasim looks at her and says;

"Shukar to us khuda ka hai jin hone humare kismat ko ek sath jor diya phir humare andar mohabbat paida kiya.Hum is faani duniya mein ek dusre ke liye hi bane hai."

"Aur khuda se fariyad hai hume us jahan mein bhi sath rakhe woh jahan jiska koi khatma nahi hota.Taki hum kabhi ek dusre se na bichre."

Hearing this word from Meerab,Murtasim put a deep kiss on her forehead.

__________________________________

EPILOGUE IS NEXT CHAPTER

𝙕𝙖𝙝𝙚𝙣𝙖𝙨𝙚𝙚𝙗Where stories live. Discover now