TWO

571 140 34
                                    

A/N:I am missing my that energy when I used to update my stories regularly and 2 posts everyday.Maybe I am becoming too lazy.

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Meerab tried to move but Murtasim put his both hands on the wall.He looks at Meerab with an aggression.

Murtasim:Kiske izazat leke tum Muhammad ko apne sath lee aye?Batao?"
Meerab:Muhammad ko apne sath lee jane se mujhe kisi ki izazat ki kya jarorat hai.Jitna haq aap ko Muhammad par hai utna haq mujhe bhi hai.Agar aap uske chacha hai to mein bhi khala hu.Meri behen ki akhri nishani hai woh.

Murtasim sarcastically laughed.

Murtasim:Haq?Woh bhi Muhammad pe tumhari?Miss Meerab Ahmed tumhari behen ki shadi ke baad tum logo ne apni marzi se uske sath tamam rishten khatam kar diye the.Infact mere bhai ko bhi tumhari khandan ne kabhi nahi apnaya to achanak mere bhai ke aulad pe haq jatane ka piche ka maqsad kiya hai?Kya planning chal rahi hai tumhari dimag mein?

Meerab gets surprised by this sentence.

Meerab:Planning?Maqsad?Akhir aap kehna kya chahte hai?
Murtasim:Wohi jo tum already samaj chuke ho lekin na samajne ki dhong kar rahi ho.Tum jaisi ladkiyon ko acche se janta hu mein jitna bholi nazar aati hu utna hoti nahi ho.

Murtasim about to leave but Meerab grabbed his collar.He looks at with more aggression than before.

Meerab:Baat ko gol gol na ghuma kar bolo saf saf kya kehna chahte ho.Mujh jaisi ladki kya?

Murtasim forcefully gets rid off his collar from Meerab and go towards the room where Muhammad is sleeping.He takes him to his lap.

Meerab:So raha hai woh.Kaha lee ja rahe ho?

Murtasim didn't give any reply and leave the house with Muhammad.Meerab runs behind him.Murtasim puts Muhammad in the car and his men stop Meerab to go near them.

Before Murtasim gets in the car,He look at Meerab and warning her.

"Ayenda mere ghar ki ya Muhammad ki as pas bhi nazar aye to accha nahi hoga Meerab Ahmed.Mark my words."

Murtasim left the place and his men released Meerab.She dropped her tears sitting on the ground and looks at the way.

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Meerab cried sitting on the sofa and then her father Waqas Ahmed sitting next to her.

Waqas:Pata hai na Meerab jab se tumhari behen Ayat ne mere marzi ke khilaf jake us bare ghar ke bete Mazhar Khan se niqah kiya tha tab se humne usse sari rishten tor liye the.Un logo se humara koi wasta nahi hai beta.

Meerab wipes her tears.

Meerab:Aap apne dil mein patthar rakh ke apne marhum beti ke aulad se bhi muh mor sakte hai lekin mein apni behen ki akhri nishani jo bin maa ki hai usse muh nahi mor sakti baba.Aap ki jid ke wajah se mein apni behen ki shakal dekhne ke liye tarasti rahi aab baki ki zindegi apne bhanje se milne ke liye nahi tadap sakti.
Waqas:To kya karoge?Ha bolo.Woh Murtasim Khan Ayat ke zanaze ke din sirf ek baar Muhammad se hume milne dene ke baad kya bola tha yaad hai na?
Meerab:Yehi bola tha Muhammad uske bhai ka Miras hai aur humara saya bhi woh Muhammad par parne nahi dega.
Waqas:To tumhe lagta hai woh kabhi humara saya bhi usse parne dega?
Meerab:To kya mein apni bhanje ko uske bedard chacha ke hathon chor du.Woh bohot jalim hai baba.Woh Muhammad ko bhi apne jaisa bana dega.Ayat ke aulad ko mein Zalim aur bedard bante nahi de sakti.Muhammad ke tarbiyat mein khud karungi.
Waqas:Murtasim kabhi aisa hone nahi dega aur hum usse kisi bhi tarha ke lawful battle larne ke qabil nahi hai.Jaisa ho raha hai waisa hone do beta.Yeh humare liye behtar hai.Mein tumhe un powerful logo ke age khada karke tum par koi musibaat nahi lana chahta.Unke pas taqat bhi hai aur doulat bhi aur hum thehre aam insaan.Tum samajdar ho.Is situation ko emotionally na sochke practically socho.
Meerab:Aap ki baten mein samaj rahi hu baba lekin Muhammad.
Waqas:Muhammad khan parivaar ka waris hai.Woh apne ghar aur apne chacha ke sath mehfoz hai.Ummed hai Murtasim use ek better future jarur dega.Mein filhal apni beti ke liye fiqarband hu.Tum meri jine ki akhri sahara ho.Sab kuch khone ke baad mein tumhe nahi kho sakta beta na tumhe kisi khatre mein dekh sakta hu.Mein to tumhare liye hi sans e lee raha hu.

Meerab immediately gives a tight hug to her father.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In the breakfast table.

Murtasim sipping coffee.Then Abidah comes to him.

Abidah:Khan woh...
Murtasim:Kya baat hai Abidah kuch kehna chahti hai aap?
Abidah:Chote khan jab se neend se uthe hai tab se bas khala khala kar rahe hai.Kuch kha bhi nahi rahe hai.Unhe apne khala ke pas jana hai.
Murtasim:Aap jai mein aata hu.

Murtasim entered Muhammad's room.He looks at Muhammad and sees he is laying on the bed.

Murtasim:My young man kya hua hai aap ko?
Muhammad:Khala ke pas jana hai.
Murtasim:Kyun?
Muhammad:Mujhe woh bilkul apni ammi jaise lagte hai.I like her chachu.
Murtasim:Maine aap ko samjhaya tha na pehle kabhi bhi kisi par depend mat karna.Apni dukh aur khushi dono ke zimmedari aap ki hai.Aur woh aap ki ammi nahi hai.Aap ke ammi kabhi wapas nahi ayegi.

Muhammad didn't understand what Murtasim said to him.He just said;

Muhammad:Khala ke pas jana hai mujhe.
Murtasim:Muhammad good boy jid nahi karte.Utho aur breakfast karo my young man.

Muhammad gets silent but didn't move from his place.Murtasim takes a deep breath and left the room.

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In the road.

Meerab looks for an auto.Meanwhile a car stands in front of her.She looks at the car and sees Murtasim khan get out from there.She tries to ignore him but he immediately grabs her hand.

Meerab:Yeh kya baittamizi hai.Hath chodo mera.

Murtasim didn't say nothing to her but made her sit in the car forcefully.

Meerab:Kaha lee ja rahe ho mujhe.
Murtasim:Chupchap betho.Kidnap nahi kar raha tumhe.
Meerab:To yeh kiya gundagardi hai?Kyun mujhe zabardasti apne sath lee ja rahe ho.
Murtasim:Jarorat hai mujhe tumhari.

Meerab looks at Murtasim.

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Everyone present in the "Khan Mansion" watching surprisingly how Murtasim khan forcefully dragged a woman into the house.Mrs Salma Khan trying to say something but gets silent when she sees an angry look of Murtasim.

Murtasim takes Meerab to a room where Muhammad laying on the bed.She gets delighted to see Muhammad.Muhammad also hugs her tightly.

𝙄𝙉𝘼𝘼𝙔𝘼𝙏Where stories live. Discover now