EIGHT

745 131 40
                                    

A/N:Despite of weak plot with numerous grammatical errors,you showing lots of love for this book.I am grateful to you.Thank you my dear reader.

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Murtasim:Kiya kaha tumne mujhe mein zehni marij hu?

Meerab released herself.

Meerab:Haa ho tum warna kon itne chote bacchen ko ghar mein qaid karke rakhta hai.Bahar nahi jaa sakta dost nahi bana sakta.Tumhe lagta hai Muhammad ek normal bachpan guzar raha hai?Itni kam umri mein uske pas itna sab kuch ho gaya.Aisa nahi karo uske sath.Use ek normal bacchen ke tarha bachpan guzarne do.

Murtasim tightly held her arms.

Murtasim:Tum ho uske pass kya itna kafi nahi.

Meerab looks at his eyes.He leave her arms.

Meerab:Sirf mere pas hone se uske pas sab kuch nahi aa jayega.Usko ek normal bachpan dena jaruri hai lekin uske chacha shayed woh dene mein naqam hai.

Saying this Meerab left the room.Murtasim starring at her departure.

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In Muhammad's room.

Meerab entered the room and Muhammad hugs him tightly.

Muhammad:Hum bahar kab jayenge khala?
Meerab:Beta woh...

Meanwhile Murtasim enters the room and Muhammad and Meerab looks at him.

Murtasim:Muhammad ko tayar karo le jana hai tumhe ise.

Meerab didn't understand what he was saying.She looks at him with surprising expression.

Murtasim:Tum dono abhi park jaoge.Muhamnad ka bohot maan hai na jane ka.

A big smile appears in the corner of Meerab's' lips.

Meerab:Wakai mein?Hum jaa sakte hai.
Murtasim:Ha tum dono jaa sakte ho lekin mere admi jayenge tum dono ke sath.Aur haa tum bhi mohtad rehna.
Meerab:Thik hai.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

At evening.

Murtasim entered the house and asked Abidah.

Murtasim:Muhammad laut aaya hai?
Abidah:Abhi tak nahi aaye khan.
Murtasim:Aab tak to unhe aa jana chahiye tha.
Abidah:Shayed raste mein ho.Aate hi honge dono.

Right then Murtasim's phone rang up.He is attending the call and giving a shocking expression.

Murtasim:To us waqt tum log kaha mar gaye tha.Is liye bheja tum logo ko sath.Mujhe kuch nahi sunna dhundo dono ko.

Murtasim cut the call and left the house.

In a lawn.

Murtasim remembering the words when Meerab told him 'Zehni marij."He gets angered with himself.He tightens his jaws and clenched his fist.

"Kaise tum par maine bharosa kar liya kyun maine tumhare sath Muhammad ko jane diya.Tum par bharosa kar ke maine bohot bari galti ki hai aur tum mere bhatije ko kidnap karne mein qamiyab ho gaye."

Murtasim takes out a gun from his behind.

"Ek baar mil jao tum mujhe phir dekhna kya karta hu mein tumhare sath."

𝙄𝙉𝘼𝘼𝙔𝘼𝙏Where stories live. Discover now