SEVEN

587 123 23
                                    

A/N:Writing this chapter when I suffered from fever.Maybe still not sure,I can't update this story upcoming 2/3 days.Remember me in your prayers.

__________________________________

After dressing Murtasim's hand and back.Meerab gets up from her place.She looks at him.

Meerab:Aaj jo hua yeh log...
Murtasim:Business rivals ke log the.Don't worry aise situation ka samna maine isse pehle bhi kiya hai.
Meerab:Is liye tumhare log itni jaldi us jaga pouch gaye.
Murtasim:Haa.Ghar se doctor pas mein tha is liye maine guard sath nahi liya.Lekin jab woh rasta achanak band dekha to usi waqt samaj gaya kuch to garbar hai.Mujhe pata tha jis route ka mein use karunga woh bohot sunsan hai is liye precaution ke liye Armaan ko msg kiya tha.Thank God woh waqt pe pouch gaya.
Meerab:Lekin tumhe pit pe jhakam kab laga.
Murtasim:Sab logo ko mere admi handel karke unhe bhej rahe tha aur khatirdari karne tab bhi ek ne piche se war kar diya.Pehle samaj nahi aaya ke jhakam itna gehra ho jayega.

Murtasim takes a deep breath.

Murtasim:Kafi raat ho chuka hai.Jake so jau.

Meerab left the room.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In the next morning.

Meerab gets call from Ruhail.

Ruhail:Allah ka shukar hai Meerab tumne phone to uthaya.Kab se call kar raha hu mein lekin mazal hai tum pick karti.Tumhe nahi pata mein kitna tension mein tha.
Meerab:Relax Ruhail.Mein bilkul thik hu.Filhal mein Khan Mansion mein hu Muhammad ke sath.
Ruhail:(with shock) kya?Meerab sach sach batau tum kisi musibaat mein to nahi.Mein abhi aata hu tumse milne.
Meerab:Ruhail shant ho jau aur baat suno meri.

Meerab narrated the whole story to Ruhail how she settled in the mansion.

Ruhail:Woh sab mein samaj gaya lekin itna batau Murtasim ka rawaiya tumhare sath kaisa hai?
Meerab:Thik hai.Uske rawaiya se kya farak parta hai.Mujhe usse koi lenadena nahi hai mujhe fiqar hai sirf Muhammad ka.
Ruhail:Tum mujhe promise karo tumhe kisi bhi chij ki jarorat ho ya phir mere jarorat pare tum sidha mujhe ek call karoge.Mein sidha tumhare pass pouch jaunga.Always remember mein sirf ek call ka duri pe hu.
Meerab:Pata hai mujhe tum humesha qarib ho mere.Aur jarorat parne par tumhe call karu na to kisse karu.Baba Muhammad aur tumhare ilawa kon apna hai mera is bari si jahan mein Ruhail.Tum hi to ho jisse mein apne dil ki sari baten bata sakti hu.Har qadam mein tumne mera kaise sath diya hai woh mein kaise bhul sakti hu.

Murtasim was passing by Meerab's room.When he heard this words,his feet were stopped.He looks at the room and sees Meerab talking to someone via phone.

Meerab:Ruhail tum bilkul meri fiqar nahi karo mein apna dyan rakh lungi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Meerab:Ruhail tum bilkul meri fiqar nahi karo mein apna dyan rakh lungi.Thik hai tumse mein bad mein baat karti hu.Allah Hafiz.

Don't know why Murtasim gets irked by the name of Ruhail.

𝙄𝙉𝘼𝘼𝙔𝘼𝙏Where stories live. Discover now