Four

384 125 30
                                    

A/N:Thank you for all your lovely words and your amazing support for this book.To bring back my potentials in writing,it was so much necessary for me.Thank you again and lots of love.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In the Dark Room.

Meerab sits on the chair and her hands are tied with the rope.Meantime she sees a light coming through the door.She looks at the door and sees Murtasim entering the room.

Murtasim comes to Meerab and leaning towards her.He tightly pressed her cheeks.

Murtasim:Option diya tha tumhe dafa ho jau yaha se

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Murtasim:Option diya tha tumhe dafa ho jau yaha se.Apni bhatije pe tumhara saya bhi mujhe gawara nahi lekin tumne nahi mani.Aab apni na farmani ki kimat aada karogi tum.

Meerab angrily looking at Murtasim's eyes.

Meerab:Apne bhanje ko tum jaise admi ke hathon chod ke mein kahin nahi jaungi.Chahe tum kuch bhi karlo.
Murtasim:Agar tumhara shokh is band kamre mein qaid hone ka hai to mein khushi khushi tumhara yeh shokh pura karunga.Pari raho yaha pe beyaro madadgar.Tumhe bhi to pata chale Murtasim khan pe panga lene ka kimat kiya hota hai.
Meerab:Zalim ho tum.Ghin aati hai mujhe tumhari wajud se.Tumhari jism se mujhe vaishiyat ke bu aate hai.Tum jaise insaan ke hawale mein apni bhanje ko nahi chodungi.Muhammad ko mein tumse leke rahungi.
Murtasim:Muhammad ka nahi filhal apni fiqar karo.Kaise is andhere kamre mein tum waqt guzaroge.Kahin tumhari mulaqat maut se na ho jai.

Murtasim smirked at her.

Meerab:Maut aa jai to aane do phir bhi mein tumhare aage apna sar nahi jhukaungi.Jo karna hai karo.

Murtasim takes a deep breath.

Murtasim:As your wish.

Saying this Murtasim left the room.Meerab dropped her tears and prayed to Almighty for her and Muhammad's wellbeing.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Murtasim completing his chores with full attention then his PA Armaan entered the room.

Armaan:Sir Muhammad ki khala ko aise kamre mein band karna thik nahi hua.Agar kuch ho jai to.

Murtasim shut down his laptop with loud noise.He getting angry.

Murtasim:Murtasim khan par sab ke samne thappad dene ki saza mili hai use.Bina batai Muhammad ko ghar se lee gayi maine jane diya.Aaj to had par kar di thi Muhammad ko kidnap karne ki koshish ki.Phir bhi maine woh jis chij ke liye Muhammad ka istemal kiya tha woh bhi de diya lekin usne badle mein kiya kya.Sab ke samne yaha tak ki mere guard ke samne mujhe ruswa kiya.Khan Murtasim khan ko baizzat kiya.Is baat ko mein jane nahi de sakta.Us band kamre mein rahegi to aqal thikane ayegi uski.Pastaigi apni harqat pe.Aur waise bhi woh filhal apni marzi se waha qaid hai.
Armaan:Sorry to say lekin apne bhi aaj Miss Meerab ko blank cheque deke unka insult kiya hai.Wakai mein woh Muhammad se bohot mohabbat karti hai.Unhone khud kaha hai unki mohabbat bikau nahi hai.Sach mein Khan mamta ki koi kimat nahi hoti.
Murtasim:Aur mere nazar mein har chij ka kimat hota hai.Log apne matlab ke liye apne bacchon ka bhi istemal karne se pehle nahi sochte.Apni mamta bhi daulat ke age bika deti hai.I know these people Armaan.Is liye pehle se mohtad hu taki mere jaise bachpan mere bhatije ko na mile.Bachpan mein mile jhakam kabhi picha nahi chorte.
Armaan:Duniya ke har log waise nahi hai jaise...
Murtasim:No more words.You can go now.

Some blurry images are coming in front of Murtasim.He tried to control not to remember them.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In Muhammad's room.

Murtasim comes to Muhammad.

Murtasim:Maine suna aapne apna khana nahi khaya?
Muhammad:Mujhe khala ke sath train se jana tha.Woh kaha chali gayi chachu?

Murtasim gets irked but he doesn't show it.

Murtasim:My young man apna khana khau.Tum good boy ho na.Aur ek baat khala chali gayi hai.
Muhammad:Kaha gayi hai?
Murtasim:Bohot dur.Bhul jao khala ke bare mein.Chachu hai na tumhare sath.

Some tears gathered in the corner of Muhammad's eyes.

Muhammad:Sab mujhe chor ke chale jate hai.Pehle Ammi phir Khala.

Murtasim feels pain when he sees the tears of Muhammad.He called Abidah.

Murtasim:Muhammad ko kuch khilao.

Saying this Murtasim left the room.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Murtasim going towards his room when one of his men comes.

Man:Chote khan ki khala...
Murtasim:Kya hua hai?Chali gayi kya?
Man:Woh behosh ho gayi hai.Maine awaze lagai lekin unhone jawab nahi diya.Aap jake dekhe.
Murtasim:Tum jao mein aata hu.

Murtasim go towards the room and sees Meerab in unconscious state.He takes her to his arms and softly touches her cheeks.

He takes her to his arms and softly touches her cheeks

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Murtasim:Meerab...Meerab...Ankhen khulo apna.

Meerab didn't give response.

Unable to find any way,Murtasim takes her in his lap and gets out from the room.

Unable to find any way,Murtasim takes her in his lap and gets out from the room

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Murtasim takes Meerab to a room.He laying her in bed.He about to get up but her pendent stuck on his coat.He trying to get it out.He come so near her face.He can feel her breath and can hear her heart beat.He feels a sweet fragrance which comes from her body.Don't know what happened to Murtasim,he loses his sense and softly touches her cheeks.He soften her hair.Her lips attract her.He never go so near to any woman before her.He feels something new.That feeling was so different that he doesn't feel before.

Murtasim comes to his senses when Abidah enters the room.

Abidah:Khan kiya hua hai inhe?
Murtasim:Pata nahi behosh ho gayi hai.Hosh mein lau ise.Agar jarorat pari to doctor ko bhi bula lena.

Saying this Murtasim immediately made his exit from the room.It's seems like he is trying to hide his new feelings.

𝙄𝙉𝘼𝘼𝙔𝘼𝙏Where stories live. Discover now