THREE

462 130 52
                                    

A/N:To make this story more entertaining,I will use some visual prompts from Ai.Just imagine this picture as Murtasim and Meerab.

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

Murtasim called Abidah,the caretaker of Muhammad.And ordered her to bring breakfast for Muhammad.

After a few minutes,Abidah brought a food tray to the room.Murtasim looks at Meerab.

Murtasim:Subha se bhukha hai Muhammad.Khilao use.

Saying that Murtasim handover a soup bowl to Meerab and she takes it from Murtasim's hand.

Meerab:Muhammad mera shehzada aap ne subha se kuch kyun nahi khaya?
Muhammad:Mujhe aap ke pas jana tha khala.
Meerab:Khala ki jaan aap mein yehi hu.Apna breakfast karoge na?
Muhammad:Yes.

Meerab feeding the soup to Muhammad and telling him a story.He is listening to his aunt.Murtasim was standing near them and starring at them.

Murtasim was standing near them and starring at them

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

After complete the breakfast,Muhammad asked Meerab.

Muhammad:Ab aap mujhe chod kar to nahi jayenge na Khala.
Meerab:Nahi mere shehzade khala aap ko chod ke kahin nahi jayenge.Agar chali bhi gayi na to laut ke aap ke pas hi ayegi.
Muhammad:Promise?
Meerab:Promise.

Suddenly Murtasim called Abidah in loud voice.She entered the room immediately.

Abidah:Ji khan.
Murtasim:Muhammad ko is kamre se lee jao foran.

Abidah come to Muhammad.

Abidah:Chale chote khan.
Muhammad:Khala mere sath nahi jayegi?

Meerab put a kiss on his forehead.

Meerab:Aap filhal jaye khala bas aa rahi hai aap ke piche.
Muhammad:Ok khala.

Abidah left the room with Muhammad.After their leave,Meerab stood in front of Murtasim.

Meerab:Dekha tumne Muhammad ko apne khala chahiye.
Murtasim:Tumhara kam khatam.Aab jaa sakti ho yaha se.
Meerab:Tum samajte kyun nahi ho Muhammad ko filhal meri jarorat hai.Jane do use mere sath.
Murtasim:Tumhare sath jane du?Muhammad waris hai mere khandan ka.Amanat hai woh mera.Woh yehi rahega apne chacha ke sath.Tum jaoge yaha se aur kabhi bhi Muhammad ke as pas nazar nahi ayoge.
Meerab:Tumhari bedardi ki kisse suna tha maine.Aaj dekh bhi liya aur pata chal gaya kitna zalim ho tum.Apni zulm mein itna andha ho gaye ho tum ke ek bacche ki dard bhi tumhe dikhai nahi de raha.Us bin maa ki bacche ko meri jarorat hai.Kyun nahi samaj rahe ho?
Murtasim:Bas bohot ho gaya.Tumhe jis kam ke liye yaha laya gaya tha woh ho chuka ab niklo yaha se.Warna mujhe security guard bulana parega.

Meerab gives him an angry look.

Meerab:Filhal to jaa rahi hu mein lekin ayungi bohot jald.Tum jaise insaan ke pas apne bacche ko nahi chodungi kabhi.Muhammad ko yaha se mein jaror lee jaungi.Jaise maine use promise kiya tha.
Murtasim:(with loud voice) Get out!

𝙄𝙉𝘼𝘼𝙔𝘼𝙏Where stories live. Discover now