Chapter 20 Sharad

234 30 4
                                    

As Sameer was about to go back , Naina stopped him. Arjun gave a disapproving look to her but was stopped by his wife Prachi. He ultimately moved ahead asking her to come home within five minutes.

Naina went closer to Sameer where he stood with a pacing heart.

Naina : Thank you.

Sameer (surprisingly) : kis baat ke liye ?

Naina : har cheez je liye jo bhi thumne raat se kiya , mere liye ,papa ke liye.

Sameer : Tumhe thank you kehne ki zarurat nahi hai. Main aur tum...

Naina interupted : Bhaiya ke kisi baat ka bura laga ho toh uski taraf se main sorry bol rahi hun.

Sameer : Mujhe unki kisi bhi baat ka bura nahi laga , sivay ek baat ke , jab unhone tumhe kuch kaha.

Naina glanced at him : Tum insab baaton se dur hi raho. Ye humdono ke beech ki baat hai.

Sameer took a deep breath : Main tum dono bhai behen ke beech me bolunga bhi nahi , par agar Arjun aisa kuch bhi karega jisse tumhe takleef hogi toh Tum mujhe humesha Tumhare aur Arjun ke beech me paogi. Aur usey tumse pehle mujhse samna karna hoga.

Naina : shant ho jao. Bhaiya ne bas aise hi tension me bol diya hoga. Tum ghar jao aur aaram karo. Subah se thak gaye hoge.

Sameer smiled : Tum bhi so jana aur Papa ki tension mat lena...kal ...meri ek meeting hai jisey main chor nahi sakta hun....Toh aaney me thodi der ho jayegi. Par agar koi emergency ho toh mujhe call kar dena ,chahe main kahin bhi rahun. Ghar pe ya office me bhi call karogi toh mujhe msg mil jayega.

Naina (hesitantly ) : Hmmm

Sameer : aur haan....kabhi khud ko akela mat samajhna. Main har pal tumhare sath hun ...aur tumhare paas bhi.

Naina didnt answer but she was not angry either . Both bid good bye and went in their respective directions.
.
.
.
Pundit was at the driving seat while Preeti was sitting beside him and Bela took the back seat.

Preeti : Thank you Pundit . Tumne bhi bahut help ki hai humari .

Pundit : arey par maine kiya hi kya ? Sabkuch toh Sameer ne kiya hai. Wo time pe nahi aata toh kuch bhi ho sakta tha.

Preeti : Haan par tum bhi humlogon ke sath khade hi ho. Subah bhi tumne hi hume drop kiya tha aur abhi bhi . Tumhare bhi chakkar lag rahe hai.

Pundit : kya karun ,kismat me yahi chakkar likha hai. Kisi ladki ke sath wala chakkar toh lagta hai bhagwan dalna hi bhul gaye.

Preeti laughed : Toh dhund lo...waise bhi ab kami kya hai . Kamane bhi laga hai. Jo bhi tere kismat me aayegi wo khush hi rahegi.

Bela caught Preeti's word and Taiji 's proposal of getting Preeti Married to Pundit played in her mind.

Pundit sulked : Abhi tak nahi mili , ab kya milegi. Lagta hai aisi hi rahunga.adhi jawani toh nikal hi gayi.

Preeti chukled : Life kabhi bhi kahin se bhi suru ki ja sakti hai. Har din ek naya savera le ke aata hai , aur nayi suruwat bhi. Tujhe zarur milegi.

Pundit whispered : Aur yahi baat tujhpe bhi lagoo hoti hai . Soch ke dekhna.

Preeti looked at him but remained silent . Bela also heard Pundit's suggestion and wondered if they could think of a new start for Preeti too ,either with Pundit or any other suitable guy . After few minutes they reached their destination and Pundit bid them good night.
.
.
.
Arjun was lying on his bed when Prachi entered the room with a jug of water.

Prachi : uff kitni garmi hai yahan ? Ek AC yahan bhi kyun nahi lagwa dete ho.
Ab jabtak yahan hai , tabtak isi garmi me rehna hoga.

Arjun : Toh kya hua. Kuch din adjust nahi kar sakti ho kya ? aur delhi me toh lagwaya hai na humne. Abhi yahan bhi ....waise bhi kharch bahut ho gya hai. Flight ki ticket aur abhi Papa hospital me hai. Filhal tum cooler me hi kaam chalao.

Maine Kiya Hai IntzarWhere stories live. Discover now