[EP 21] Same Day, Different Sh*t

443 40 7
                                    

Next day I arrived very early in the morning and saw only Virat practicing. This guy is dedicated to his work beyond anybody's imagination.

Me: Bhaiya, kab aaye aap?

Virat: Der ya do ghante ho gaaye shayad

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Virat: Der ya do ghante ho gaaye shayad.

Me: Rest le lo thoda.

I brought him juice from canteen. Virat bhaiya sat down on the grass of the ground and also made me sit beside him.

Virat: Itni subhe uthne ki aadat nahi hai, na?

Me: Haan, par aapko kaise pata?

Virat: Aakhen tamatar jaisi laal hai teri. Desk mein jaa ke so le ek aadh ghanta.

Me: *spraying some water on my face* Nahi, nahi, thik hoon.

Virat: Pehle kidhar kaam karti thi?

Me: Psychiatrist...... ki office ka management dekhti thi.

Virat: Badiya! Kaisa lag raha hai ek pagal khane se dusri pagal khane mein aake?

Me: *teasing* Jyada difference kuch hai nahi waise...

Virat: *laughing* Pata hai mujhe.

Me: Baki ke sab log ayenge nahi?

Virat: Sab aa jayenge... Kuch kha ke aayi hai tu ghar se?

Me: Bhaiya ji, subha ke 6 baje mere pure khandaan ka koi nahi uthta... Khana kya bhoot pakayega?

Virat: Wah! How cute! Tu abhi bhi family ke sath rehti hai??

Me: *trying to prove that I am a grown up* Nahi, bhai. Meri family mere sath rehte hain.

Virat: Ek hi to baat hai. Chal canteen se kuch kha ke aate hain, zor ki bhukh lagi hai.

Me: Chalo!

We were eating at the canteen, Rohit bhaiya arrived.

Rohit: Chikoo, tera dhanda kya hai yaar? Jab bhi dekhu bas khata hi rehta hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rohit: Chikoo, tera dhanda kya hai yaar? Jab bhi dekhu bas khata hi rehta hai.

Virat: Usse tereko kya problem hai? Jitna bhi khau main kya mota hua teri tarha? Tujhe meri har baat pe problem hain. Jyada khalu to problem, garden mein jau to problem, asli problem hai kya tera?

KINNA SONA[[Shubman Gill feat. ICT]]Where stories live. Discover now