"Arz kiya haii
Chupke se dekhte hai bahar unhe
Dil par hokar bhi apna na kahe sake unhe
Mohabbat toh beintaha thi unse
Par kabhi Zahir na Kar Kasey
Is chupki ko na samjhe ki humey unse mohabaat nehi thi
Bas humey toh adat hai khamosh rahene ki..."
YOU ARE READING
The Weaving Of Words
PoetryWhen reality starts to hurt then world of books and poems saves us...
khamoshi🥀