"Arz kiya hai
Yaadon ke meley mey ghum toh gaye hai hum
Laut ney ka rasta nehi
Khusi ki yaadein chubti toh hai magr
Khamoshi adat hai humari
Dil rota hai magr asun sarey sukh Gaye
Gussa toh ata hai bohot
Zahir karne ki himmat nehi
Gham ko sahara kar toh liya
Magr maut na aya abhi
Duniya kahiti toh hai mohabaat mey wafa nah mila kabhi
Magr voh kya janey zindagi sey wafa nah mil saka kabhi...!!
YOU ARE READING
The Weaving Of Words
PoetryWhen reality starts to hurt then world of books and poems saves us...