👌 Huzoor Rehmat e Aalam ﷺ Irshad Farmate Hai Agar Namaazi Ke Saamne Se Guzarne Wala Jaanta Ke Usko Namaazi Ke Saamne Se Guzarne Me Kis Qadar Gunaah Hota Hai Toh Bajaaye Saamne Se Guzarne Ke 40 Din Ya Maah Ya Saal Tak ( Mukhtalif Riwayatein Maujood Hai) Wahi Ruka Huwa Khada Rehna Pasand Karta.👌
👌Jab kisi ko (halaal riqz ka) koi zariya mil jaaye to woh us ko (khushi se) ikhtiyaar kar le (chaahe kam hi kyun na ho).👌
(Ibne Maaja : 2147)👌Allah se darte raho, Allah yaqeenan tumhaare tamaam kaamon se poori tarah baakhabar hai.👌
(Sura-e-Maaidah : 8)Hadees:
👌Bade bhai ka haq chhote bhai par aisa hi hai, jaisa baap ka bete par.👌
Hadees:
👌 Para 21 starting ruku me allah k zikr ki boht fazilat batayi gayi hai
Hadees k hawale se
Allah ki raah me sone chandi dene se zihaad me saheed hone se b afzal hai allah ka zikr karna👌
YOU ARE READING
Beautiful world Of ISLAM
RandomBismillah Rabbi zidni ilman " My lord ! Increase me in my knowledge " ASSALAMUALAIKUM brothers and sisters! When I was younger, I used to write things that captured or inspired me such as a quote or a few great lines in a diary . And now...