Chapter Three

56 3 6
                                    

•••

Urwa ki shadi ki tayari shoro hogye;

liken Amber our Naweed ka koye pata nata. Kay kaya hoga.

Amber dill he dill may Naweed kay name kay mahal banarahi tee.
Daltay howay soraj ko daikty.
Hawa kay jonkay may uski khoshbo ko mehsos kerti tee.
Sitaro may oska chehra daikti tee. Hansti kilti Amber chup chup raihnai lagee.

Noreen usko diker khosh hoti tee.

Amber ki choti khala, Noor jokay Amber ki Jan ti. Wo Amber say pochti
" Amber mairi Jan kya bat hai. Mujay bataw

" liken Amber apnai pahlai pyar kye baray may batanay say darti tee.

Rusway ka bohad dar ta.
Hotay hotay bat urwa ki shadi tak agaye.
Jab sab shadi pai gaye to kuch ajeeb sa lagraha ta,
mager kya ta.

Pehlee bar Naweed nay Amber ko apnai gar may atay howay dika to, oska chehra hi badel gaya.
Naweed nai Salam kiya sab ko,
our chala gaya baher ki taref.

Shadi achay tarha say gozer gaye; barat kai bad Naweed ki ami nay Urwa ki sabi sahiliyon ko roka liya
Our kaha  Aj tum sab ruk jaw ger behad khali lag raha hay urwa kay janay say,

Sab rok gaye,
to ab Amber ko moka mila kay wo Jan sakay kay,
kaya howa hai.

Salima nay Amber say aker kaha kaisee ho?
Amber nay kaha ptanahi tum bataw kay
yai kaya ho raha hay"

Salima nay kaha Tomai nahi pata tum nay kaya kiya hay

"Amber hairan hogai our kaha kay mai nay kya kiya hay,

Yai bat sunker Naweed ek konay may chop gaya our indono ki batai sonay laga"

Salima nay kaha Amber ko,
Tumharai cousin Shahid  nei Naweed ko tumharai baray may sab batadiya. Kay tum dono ek dosray ko pasand kerti ho;
our jo shear tum nai laikay hay wo sab Naweed ko shahid nay dikadi.
Ab to sab jantay hai tum dono kai barai may.
Ab tum he kaho kay ek he khandan may yai sab kaisay hosakta hai"

Amber yai sab sunker  heran hogye our kehnay lagi "
Salima maira to shahid kay sat koye taloq nahee.
Shiari to maira shok hay;
may to paglo ki terha darekhto kay pato pay be liktee ho,
maira to khada he gawa hay,
liken ab may nay yai jana kay yai rishta nahonai may kitni
mairi balay hai"

Salima yai sooner behad paraishan ho gaye our kaha "
Amber ager tum nay Koch nahee kiya to per to koye masla he nahee"

Amber otee jatay jatay howay kaha.
" Salima jaker os konay mai chopay howay Naweed say kehdo,
kay may nay oska intzar kerna abi say he chor diya"

Salima nay kaha, "
liken Amber tum to Naweed say pyar kerti ho"

Amber nay jawab diya.

" Han ismay koye shak nahi, Naweed maira pehla pyar hai,
mager mohabeth nahee,
pyar to insan ko, kissee say
be ho sakti hay
mager mohabeth sirf kisee ek say hoti hai;
our wo koye ek Naweed nahee.
Agar hota to mujper shaq nahee barosa kerta"

Jatay jatay Amber nay kaha,

"Mai oskay ank ka noor nati,
ashq ti jo anko pai roshni pernai
pay anko say ger gaye.
Mai oskay dill ka wo derd tee,
jis derd ki koye dawa nahi,


Naweed apna to hai mager maira nahi.

•••

Please don't forget to vote comment and share.

Walking On TearsWhere stories live. Discover now