Chapter Four

51 4 3
                                    

•••

Totay howay dill kay sat Amber ger wapes agaye. Noreen ka chehra to jaye say gulab ki terha kehll  rahata; our Amber apnay kamray mai jaker baitee kirkee say baher ki taref deak rahi tee, masom Amber ko nakerda gonah ki saza Mil gaye,

Amber ki ami ko Noreen pay shak howa kai Koch to hay wo kamray kai ander jab ayai to Amber say pocha kya bat hai mairi Jan aj tum behad khamosh ho baher nahi jana kitni tendi hawa chal rahi hay"

Amber nay kaha "Amijan ap ko pata hay mairay sat kya howa hai"

Ami nay pocha "Kya howa Amber"

Amber nay kaha "Ami choti ami our Noreen nay mujay nakarda  gonah ki saza sonadi. Aur Phir Amber nay sari bat batadi.

Mager bohad dair ho choki tee,

Ami nay Amber ko samjaya our saber kernay ko kaha. Badnamee kai der say ma our masom Amber chop hogye.

Waha Naweed ko sachay pata chali to wo foran apnay babajan kai pas gaya our kaha,

"Babajan mujsay galtee hogye hay. Mai nay Sach janay baghair he Amber ko chor diya. Oskay Koch bei ghalat nahee kiya yai sab oskay khandan walo ki sazish tee. Babajan ap abi chalay rishta liker"

Babajan nay kaha " Naweed abi to Koch be nahi ho sakta hai. Kyon kai hum nai tumharai mangni tyai kerdi aglay haftai tumharee mangni hai. Tum nai khod kaha ta"

Naweed nay kaha "Babajan may nay to Amber ki zandagee barbad kerdi. Ab kya hoga"

Babajan nay kaha "Amber ek bohad, he achi larki hay, Allah osko achi zandagee diga. Mager may ab Koch be nahee kar sakta, maine zaban kisee our ko dai dee hay"

Naweed kay ger say mangni ka bolawa aya haftai bad. Sab mangni may gay,

Amber oper chat pay baiti tee. Kollay asman kay niche, totay howay armano kay satt, Oper asman ki taref daik rahe tee. Pehli bar dill kohl ker roye khob roye, os kai bad dill ki sonna chor diya. Pehlay ki terha jina shoro kar diya.

Naweed ki shadi be ho gaye our isee doran ek sal gozer gaya. Mager Amber nay dill say hansna chor diya,

Salima ki be shadi hogye. Urwa ko bitah howa our Naweed ki bewi be omeed say tee.

Ek din Amber kay babajan kaye bohad he achay dosth London say  Pakistan aye, baiti ki shadi tee, onho nay Amber kai  gar walo ko  be  bolaya. Sab gaye oskay do baitay tai. Bara tora khamosh qisam ka ta  mager chota mesti wala ta.

Babajan kay dosth nay kaha. Amber kyi babajan say; Kai mujay tumhari dono lerkiyah behad pasand agaye hay. May London janai kai bad apnay bacho say bat karon ga. Agar wo dono razee ho to mai per tum say  tomhary paryan lijaow, ga kya khayal hai tumara.

Amber kai babajan nay kaha" Naik khayal hai mai be apnay bachyoh say bat karloga. Dono isee bat per kosh hoker galay mailay.

Magar Koi nahi janta. Es hasi or khushi khi hadin kaha tak hai.

•••

Please don't forget to vote comment and share.

Walking On TearsWhere stories live. Discover now