Amber ki shadi ho gaye!
Naweed our Amber ka qissa hamisha
Kay liyai khatam hogaya.Asim ki sath new zindagi shorow kar di.Shorow may bohad khosh tee magar. Jab watan chor nai ka waqat aya to bohad moshkil ta.
Azim ki ziyada tawajo tee Amber pay.
Wo Amber ko odas daik ta to Asim say
Pochta tum apni bewe ka khayal rakha karo.Asim jawab di ta 'Mojay apni bewe ka
Khayal ker na ata hay tumai fiker ker nay ki zarorat na he'Asim nay ek din Yasmeen ko bata ya kay ' Mujay Azim ki dill chaspi Amber kay sath achee na he lag tee'
Yasmeen nay kaha dono ka qosor be to nahi kaya pata dono, ek dosray ko pasand kar tay ho .
Asim nay kaha 'is bath ka kya mat lab
hain?' To Yasmeen nay kaha 'koch be nahee. Mai nai to wai say he bath kee'Amber apni saso-ma kai sat baitee tee janay ki tayar reian ho rahee tee.
Asim aya our ma say kaha 'Ami kya ho raha Hain?'
Ami nay jawab diya 'Bhol gaye hamay ek week mai wapis janna hai our Amber ko be bolana hay wahan'
Asim nay kaha 'Pata nahe Amber itnay jaltee abi jasaki gee ya nahi'
Ami nay kaha 'kyon nahee tumhari achee job hain. Apna gar hay. Per kya moshkil Hain?"
Asim nay kaha ' Ami har bath main dakhal na karay. Ap logo nain kaha shadi karo. Main nay karli. Ab mujh pay our ziyada boj na dalain. Tou acha hoga mein sochon ga. Kay kya
Amber ja sak tee hay ya nahee "Ami pareshan ho gaye .
Amber nay jab Asim ke taraf dika to os nay ghosay say mo pear liya.Amber hairan ho gaye. Ke yai kyan howa. Sab kuch to teek ta.
Azim nay saree bath sonli jakar Yasmeen say pocha "Tumhari sath Asim baita ta. Tum nay aisa kya kaha jo wo pagal hogaya"
Yasmeen nay kaha "Array mujh say kya kahtai ho apnay bhay say pocho. Wo sab samaj ta hay kay tum dono ek dosray ko pasand kartay ho"
Yea sonkar Azim nay Yasmeen kay mo par tamacha mara aur kaha
'Tum itnee geer jaw gee mai nay socha be nahin ta'Azim osi waqat gaya apna saman
tayar kiya. Aur ami say kaha 'Ami mujhin jana hoga. Mein dost nein phone kiya. Ki jiss job kiliye mein apply kiya ta. Uska confirmation letter aya. Kein mein jhal si jhal wahan jaon. Ami ap log be jaltee wapis ana yai log Amber our Asim ka gar kharab kar dai gay .Ami nay jawab diya 'Mujay to koch samaj may nahi araha Hein. Kay
kya ho raha Hain'Azim nay kaha 'Ami ap dua
karay our Asim nazar. Rakein
sab teek ho jayein ga bas wapis
jaltee ajay' Yein kah kar ami kay galay mil our chal diya.Amber sari sab koch daik rahi tee our sonrahi tee magar koye alfaz nahain tein uss ki pass.
Azim nay janay say pahlay Amber ke taraf dika our kaha 'Apna Khayal rakna sab koch teek ho jay ga
insha-Allah'Amber nay Allah Hafez be na he kaha. Uski bare bare ankon say anson gairay.
Jis ko daik kar Azim ki anke be ber paree. Our chal diya.
Asim nay yai sab dika to osko ehsaas howa kay os nay Yasmeen ki bath mankar sab ka dill do ka diya. Jab wo bahar Azim kay pichay gaya to awaz de Azim ko. Our uss kein pas ja kar kaha.
'Azim abi rok jaw ek week ki to bad sath cha lay gayein'
Azim nay kaha 'Mujay ek achi job ki
offer ayain hain, tum apna our ami baba, our Amber ka khayal rakna. Mein tum sab ka gar may intazar karon ga. Merein fikar na karo main teek hoon'Do no bhay galay milay. Jab Asim wapis aya to Ami say mafee mangee
our kaha ' Ami hum Amber ko bohad jalde bolaye gein. Insha- Allah ap fiker na ka rai.Yasmeen osee waqat janay lagee our kaha kay 'Aunti mein abhi chalti hoon ek bohad zarori kam yad agaya'
Aunti nay kaha 'Acha bita teek'
Asim nay Yasmeen ko door say
Allah Hafez kaha; jis ki waja say os ko our be bora laga.Amber apnay bedroom may khamosh our odas baitee, khayalo may gom tee,
Asim pas akar baita our Amber ki anke say anson saf kiya
our kaha ' Jis ki itnee khobsorat
bewe ho osko to har waqat dar lagta hein kay koye chora na layAmber fiker na karo sab teek ho jay ga mein nai ami say mafi mang lee our Azim say be mil liya our han. Yasmeen be chali gaye abi tumay koyee pareshan nahi karai ga siwaye meraib"
Amber our Asim dono hasnay lagein.
• • •
Please don't forget to vote comment and share.
YOU ARE READING
Walking On Tears
SpiritüelAmber a young passionate girl. Filled with happiness and joy finds her life turned upside down when a handsome young man, Naweed enters in to her life. Trials are broughr forth. Fate is tested. Will Naweed and Amber ever be able to confess their lov...