•••
Amber kai babajan nay apnay dosth our onki family ko gar dawat per bolaya.
Jab wo log aye to din, bohad acha gozra. Sab babajan kay dosth ko uncle kehker bolataye tai.
Amber our uncle ki baitee, Rida jiskee shadi be howee tee, dono shadi kai doran bohed gulmill gaye tein.
Rida ka chota bhay Azim har waqat behein ko tang karta. Apnay baba say our maa say masti karta. Sab ko hasata ta, our dosri taref bara, Asim jokay mushkil say ek ya do batai karta.
Do teen din yai log Amber kay gar per rahkar gar main ronak tee. Ya log wapas chalai gai.
Amber kay babajan ko sab baray babajan kehtay tai. Onho nay Amber our Noreen ki amiyo say bat ki apnai dosth kay baito kay bare main, aur kaha, Noreen, our Amber dono say pochlo kay. Inki kya marzi hay. Bohad zarory hay in dono ki marzi be.
Amber ki ami nay jab Amber say pocha kya Amber tumhara kiya khayal hai is baray main.
Amber nay jawab diya " Ami ager ap our babajan samaj tay hai ka yai rishta mairay liyai acha hai. To mujay koye itraz nahi hai; Main nay ek bar dill ki sunker daiklee. Azim bohad acha larka hai, omeed hay kay oskay sat may khosh rahogee "
Amber ki ami yai sunker behad khosh howe, our baray babajan ko bataya, wo be behad khosh howay. Mager Noreen ki jalasi abi khatem nahee howee tee. Osnay inqar ker diya,
Kyon kay osko yai andaza lag gaya ta kai. Amber ko Azim acha lanay laga ta,Waha Azim nai inqar ker diya, osnay yai kaha may abi agaye our perna chata hon, may achi terha lerki ko najanta be nahee.
May shadi ka etna bara fiysla nahi ker sakta 'sorry babajan'
Ek bar pir Amber Noreen ki sazish ka nishana banee.
Noreen nay apnay pasand kay lerkay say shadi kar lee.
Our Amber nay ma bap ki izat raklee,
Asim say mangni kerli, mangni kay din hee Asim ki cousin Yasmeen nay Amber say kaha."Mangni mubarak ho, Amber, waysay to yai mangni mayri honi tee. Mager uncle ko may nahi pasand tee. Uncle ko ap log pasand agaye. Asim to mujay bachpen say he pasand kerta hai. Pata nahi tumhara kyahoga"
Amber nay osko to koye jawab nahee diya. Mager Amber kay hath powo say jaisay Jan he nikel gaye our wo waha he karee reh gaye.
Amber ki ami nay yai saree batai sonay our Amber kay pas ayai our Amber say pocha "Tum teek to ho na "
Amber nay jawab diya "Ami ap ki Amber ek dosray imtahan may per gaye. Abb mujaye in logo ka samna
kerna hoga "
•••
Please don't forget to vote comment and share!
YOU ARE READING
Walking On Tears
SpiritualAmber a young passionate girl. Filled with happiness and joy finds her life turned upside down when a handsome young man, Naweed enters in to her life. Trials are broughr forth. Fate is tested. Will Naweed and Amber ever be able to confess their lov...