Chapter Nine

54 3 2
                                    

Asim nay janay say pahlay hee
Amber kay sarai kaghzath jama kara dai takai, Amber jald asakay UK .

Asim our oski family wapis chalay gaye. Kuch arsay bad pata chal la Kai Amber ma ban nay walee hay.

Amber ki ami nay yai kosh khabri
Asim ki ma ko, sona dee, wo sab behad khosh howay.

Asim din may kaye bar phone karta
Our ganto Amber say batai karta.
Amber kay anai ka intazar os kay liye mushkil ta.

Amber be bai intaha kosh tee. Uski
zindagee khobsorat ho rahee tee.

Allah kay hukam say oska visa lagaya
Os waqat Amber ka satwa mahina chal raha ta. Pehlay bar gar walon say joda horahi tee.

Ek lambay safar pay jarahi tee tore kosh tee our tori gabrai howe be tee. Apno say joday kabe gham ta.

Janay say ek week parlay  Asim nay phone kiya Amber ko bataya , Amber
May baby ka room tayar kenay laga hon.

"Han tum yai bataw kai tum ko kis tarah rang pasand hay"

Amber nay kaha "Asim tum nay jaisa be tayar kiya mujay manzor hay"

Amber ka janai ka waqat agaya.
Bohad bara din ta Amber our oski ami abo kailiye.

Amber agay agay  jati rahi chahra bar bar ma baba ki taraf daik  rahi tee. Akhon say anson tay kayroknay ka nam hee nahi lai rahai tai.

Lamba safar kar kai jab Amber UK pohanch gaye. To bahar karee Asim ka intazar karnay lagee magar osko koye be nazar na aya.

Itnay may pichay say kisay nay awaz de our kaha "Amber yahan awo is taraf" jab Amber nay pechein
mor kay dika to wo Asim ka bara bhay Jawid ta.

Jawid ki ami foth ho choki tee, Asim our Azim our  inki baihan dosri bewe kay bachai tay, likan sab bhay bahen may behad muhabath tee, pata he nahi chalta ta kay yai sab ek ma kay bachai nahee .

Amber nay salam kiya jawid nay w/salam  kaha our pocha "Amber kasaein ho, safar may koye taqleef to nahee howe?"

Amber nay kaha "Nahein jawid bhai"
Amber say raha nahee gaya our
jawid bhai say pocha "K  gar may sab kai sai hai?"

Jawid nay kaha sab teek hai. Asim ko bohad zarori kam par gaya ta jiski waja say is  nay mujay tumai lanai ko beja, ami our baba is waja say nahee ayai,  kai ami ki tabiyath koch teek nahee wo hospital may hay our baba on kay pas hay. Tum aramkaro kal may tumai ami say milanay li cha logan"

Amber nay
je bhay kah kar sarjoka diya toree ojlan may par gaye.
Gar pohanch gayee to jawid ki bewe  ajeeb sa chehra bana kar sam nay
ayai. Salam kiya our khair khairat pochi .

Amber nay  salam ka jawab diya
our bait gayee. Hairan our pareinshan Amber kay samaj may koch be nahee araha ta.

Kana kani ki baad. Amber ko uski Jitani uska kamra dekhani lagaein. Aur kahan " Abhi tum aram karo.
Kal Ammi ko dikhne hospital chalen gein".
Amber bahut takc cho kei tein. Woh Jay say  bed may gayi. Phoron so gayi.

Aur achanak si,
Asim ah kar uski pass beit gayan our kehne laga '
Amber auto, subha hogaein. Mein kabsi tumhara intezaar kar ra ha hoon" Asim muskaora ya, ki itnee Mein Amber ki ankhan kul gayein.

Amber baet gayi, Subha hocho ketin, Amber ni Asim ko sapne mein dekhan.
Amber tayar ho we aur subha ka nastha kiya.
Amber ko jait aur jetani legaein, hospital.
Amber nein wahan dikha ki asim ki ammi. Bed par ik zinda lash ki tarah parein tein.
Woh na kuch bol sakhte tein na woh hil sakhte tein.

Amber ammi ki pass gayein,
aur Amber nein pucha,
Ammi ko kya hogaya Hein.
To jitani ni jawab diya .

Ammi coma mein chale gayain hai. Tori dair wahan rehein to Jawid ni kahan, Challo ab yahan si chalti Hain.

Jawid nay Amber our apni bewe ko car may betaya kahee ligaya,
  Aur jawid ni kahan apni biwi sein. Amber ka kayal rakon.
Jab Amber nay  pocha ham kahan gayein. 
Tu jawid nay  kaha .
Amber ab mein bata ta hoon.

Amber ki dil ki darkani itne taizz hogaye.  Kein uske chehri pe basina ani laga.
Kuch qadam agi jane ki baad.
Jawid Amber ki samne sei hat gaya aur kaha.

Asim aur abho si melo.
Jab Amber ni dika tu do
kaabar tein.

Ik abho ki tein aur eik Asim ki .

•••

Please don't forget to vote comment and share.

Walking On TearsWhere stories live. Discover now