Part 19

437 12 1
                                    

Omkara entered the room and saw Gauri sitting on his bed. He did not know how to react, the least what to say. He wasnt expecting that at all. He was all set to marry Riddhima, but Allah had his own plan. The only thing which was left for him was to accept Gauri in his life. He wasnt sure if he would ever accept her as his wife or give her the place of Riddhima which he has in his heart, but he will surely accept her as his friend. He moved forward and sat on the bed, infront of Gauri. He put up her veil and made her look into his face.

O: Gauri, aaj jo kuch bhi hua, yeh kisi ki chal thi, ya phir Allah ka faisla. Me nahi keh sakta, lekin saach to yeh hai ke tum meri biwi ho ab. Me tumhe chah ke bhi neglect nahi kar sakta. Lekin yeh baat bhi saach hai, ke Armaan ki saachai jaante hu bhi, kahi na kahi me Riddhima se pyaar kar baitha. Me tumse jhoot nahi bolna chahta, isliye tumhe sab kuch saach saach bata raha hu. Me yeh bhi nahi jaanta ke me tumhe kabhi Riddhima ki jagah de paunga ya nahi, lekin yeh waada zaroor kar sakta hu, ke me tumhare saath kabhi kuch galat nahi karunga.

G: Omkara, jitna bada shock yeh aapke liye hai, utna hi mere liye bhi hai. Me to shaadi karna hi nahi chahti thi, wo to Armaan ne kaha, islyie me ready ho gayi. Lekin kehte hai na, ke Allah ke faisle ke aage Insaan ki nahi chalti.

O: Tumne Armaan se shaadi ke liye kyu haa ki, jab tum shaadi karna hi nahi chahti thi? Kahi tum Armaan se pyaar to?

G: Nahi nahi, hum Armaan se mohabbat nahi karte, wo to sirf mera ek aacha dost hai.

O: Gauri, aise hi kisi dost se shaadi nahi ki jaati.

G: me jaanti hu, mene Armaan se isliye shaadi ke lyie haa ki, kyunke wo mere baba ke ilaj karwa raha hai.

Gauri narrated him, how Armaan found her infront oft he masjid, and then afterwards kind of forced her to marry him. But then he told her the truth and told her that she is free.

O: Tum fikar mat karo, tumhare baba ki saari responsibility me uthaunga, unka pura dhyaan rakhunga ab me.

G: lekin...

O: Nahi Gauri, ab tum meri biwi ho, aur tum se related saari problems meri bhi hai. Tumhari saari responsibilites ab meri bhi hai. Aur me tumhara har jagah saath dunga.

Omkara took Gauris hand and squeezed it a little bit. Gauri looked up at him with tears in her eyes.

O: Hamesha.

He smiled at her and gauri let her tears fall. Omkara wipped them away and kissed her of the forehead. He shook his head in a no sign.

G: thank you. me bohot khushkismat wali hu, ke aap mere husband hai.

Omkara smiled at her.

O: Jao tum jaake change kar lo, bohot thak gayyi hogi na. Aur ek baat aur Gauri, tumhe Omkara Singh Oberoi ki biwi hone ke saare haq milenge. Hamesha. Jab tak me tumhare saath hu, me kabhi bhi kisi bhi problem ko tumhare paas nahi ane dunga. Un sab problems ko pehle mujhe face karna hoga.

Gauri looked at him with awe. Then she went to the bathroom and changed.

Armaan entered the room and saw Riddhima standing near the window. She was looking outside of the window, looking at the moon, observing the shining stars. As she heard the door click, she turned around and saw Armaan standing there. As she realised that Armaan was coming near her, she put her hand out and signed him to stop.

R: Ruk jao Armaan, wahi pe ruk jao.

Armaan stopped in his track and looked carefully at Riddhima. She had tears in her eyes, which meant that she had cried a lot. He wanted to wipe her tears and take all her pain away.

R: Please wahi pe ruk jao Armaan.

A: par hua kya Riddhima.

Riddhima didnt say anything, but just started to cry. She put her hands together.

Mere Paas Raho (Stay with me)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें