By Irshad Qadri
Lafzo ki fauz aayi hai janab
Maidan e zubaan mei;
Angrezi badi taqatwar hai,
Urdu badi samajdar hai,
Hindi abhi bhi vichaar mei hai,
Aur farsi khatam hone ke kagaar mei hai,Majra Mandarin aur Purtgaliyo ka bhi hai
Yaha Arabi apni urdi ke dua k liye qataar mei hai,
Sindhi aur punjabi padosi dharm ki deewar mei hai
Aur ishq ki zuban abhi bhi be-awaaz mei hai....Maidan e zubaan mei taqatwar lafz larkar mei hai
Aur saare lafz yaha hairaan mei hai;
Ek mithi si larkaar Urdu ki bhi uthi zahen
Urdu ki taseer dhek kar saare lafz ab ishq ki zubaan mei hai.....
YOU ARE READING
It's All About Feeling
PoetryPoem is my life I feel I write Read few poem & correct me If you can do better because never feel shame to learn something from stranger. If I am good Do Speak Compliment is best step towards your ideology