Yu na muskuraya karte hum
Agar tumhara saat na hota,
Parwah krne ka haq samaj na paate hum
Agar tumhara saat na hotaIshq ki taseer tumse sikhi
mohabbat ki hifazat bhi tumse sikhi,
Kahi apna dil barbaad kar aate hum
Agar tumhara saat na hota.Kehne ko toh besumaar hai hamare paas mohabbat,
Kuch feeki aur kahi jhoothi;
Lekin dil se dil ka milan jaan na paate hum,
Agar tumhara saat na hota.Aansu diye,gamm diye, aur kuch na diye unhe tohfe mei
Dard diye besumaar diye,sikhwa na kiya kabhi unhone;
Yehi andaaz se sachhi dosti samaj na paate hum
Agar tumhara saat na hota.Wafa ki tumne mila kia humse
Chhod gye hum mayusi mili humse;
Lekin aaj asl doorie ka ehsaas na samaj paate hum
Agar tumhara saat na hota.Aaj jab gali se gujarte hai tumhari
Aankhei namm aur tham jaate hai pal ye saari;
Aagey kispe yakeen kar payenge hum,
Agar tumhara saat na hoga.
YOU ARE READING
It's All About Feeling
PoetryPoem is my life I feel I write Read few poem & correct me If you can do better because never feel shame to learn something from stranger. If I am good Do Speak Compliment is best step towards your ideology