Agar tumhara saat na hota!!!
Taare ki tarah yuhi na jagmagaate hum
Agar tumhara saat na hota!
Chaand ki hasi pate na hum
Agar tumhara saat na hota!!!
Lafz e ishq bhi toh tumne sikhaya
Dard e takseem bhi toh tumne sikhaya
Khawabo ko haqeeqat maante hum
Agar tumhara saat na hota!!!
Dosti se pyaar,pyaar se dosti ka matlab samjaya
Asmaan se uske sawarne ka andaaz batlaaya,
Sahi jeene ka haq aur pyaar se rehne ka junoon na samaj paate hum
Agar tumhara saat na hota!!!
Tumhare aane se phle ye aashiyaana bewajud rehta tha
Gunaho mei sir aur taqleef mei dil ye rota tha
Khushi ka ehsaan foolo ki tarah tumne humpe barsaya
Na milti ye khushi,agar tumhara saat na hota....
Becheni toh hum ambar aur darti ki bhi na samaj paate
Agar tumhara saat na hota
Khud ki becheni kia mitaate
Agar tumhara saat na hota!!!!!!
YOU ARE READING
It's All About Feeling
PoetryPoem is my life I feel I write Read few poem & correct me If you can do better because never feel shame to learn something from stranger. If I am good Do Speak Compliment is best step towards your ideology