Kuch Aisa lgta hai
Jaise koi raaz hai,
Pehli dafa koi khas hai
Jiski mujhe talash hai.Pyar sirf tum se hi pyar karta hoon.
Teri jab yaad mujhe aati hai
Meri ankh bhi tab bhar jati hai,
Tumse bichde hain hum mil k
Khawab tute hain sare mere dil k.Pyar sif tumse hi pyar karta hoon
Har ek lamhe me yaad tu aata hai
Meri dhadkan aur sans ko badha jata hai,
Mujhko pata hai tu na aayega
Meri hi yaadon me mujhe tadpayega.Pyar sirf tumse hi pyar karta hoon.
Maine shayad wada jo kiya
Wo nibhaya tha
Tujhko shayad kabhi na rulaya tha.Pyar sirf tumse pyar karta hoon.
