DIL KI TAMANNA

73 18 29
                                    

Adhoori khwahishein,
Adhoore hain alfaz.
Koi nahi aisa
Jise keh sakoon dil ki ye baat.

Kuch k nazron me nakara hoon,
Kaise kahoon unse ki kaise har dil khud ko sambhala hoon.

Mann hi mann chal rahi hai ek ladai,
Par na kar sakoon use bayan,
Kyuki aage kuan peeche khai.

Dil k arman hai khud se bohot hi jyada
Kayi logo k liye hoon mai bas ek shatranj ka pyada.

In sab k bawjood hai ek umeed khud se,
Hogi puri meri tamanna jo hai khud se.

DIL KI BAATEINजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें